14

Click here to load reader

Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno

Embed Size (px)

Citation preview

Page 1: Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno

Ek Sher sunata hu bade dhyan se sunoEk Sher sunata hu bade dhyan se sunoMujhe Sher nahi aata kisi aur se suno

Yeh mere aasu jinhe koi pochne wala bhi nahi,Koi aanchal enhe milta to sitare hote.

Jise dil diya woh dilhi chali gayi..Jise pyar kiya woh italy chali gayi...Dil ne kaha khud kushi(suicide) kar le zalim...Bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi...

Duniya Se Jo Dare, Usse Kayar Kehte Hain,Duniya Jisse Dare, Usse Shayar Kehte Hain,Biwi Se Jo Dare, Usse Shohar Kehte Hain.

Aur bhi bahut si cheeze lut chu-ki hai dil ke saathYe bataya dosto ne ishq farmane ke baadIs liye kamray ki ek ek cheez "ckeck" karta hoon main"Ek tere aane se pehle, ek tere jaa-ne ke baad"

Hamne mana aapme hogi sabra ki takat hamse jyada,Dekh lo lekin utri hogi aapki surat hamse jyada.

Mushkil ka meri unko mukshil se yeki aaya,Samjhe meri mushkil ko magar badi mushkil se.

Andaz apne dekhte hai aaine me woh,Aur yebhi dekhte hai ke koi dekhta n ho.

Dil na umid to nahi, nakam hi to hai,Lambi hai gam ki shyam magar, shyam hi to hai.

Bahut roai hai us aasu ke khatir,Jo nikalta hai khushi ki intaha per.

Zakhm kuch aaise huai phulo per soya n gaya,Jisma jalkar khak aakho se raya n gaya.

Aab es hadd pe laya hai intazaar muzhe,Woh aa bhi jaye to aaye na yaki muzhe.

Ek diya jo sare rah jalane nikle,Aandhya bankar kai log buzane nikle.

Page 2: Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno

Kamse kam maut se aisi mujhe ummid nahi,Jindgi tune to diya dhoke pe dhoka

Itni raat gaye Kyon apni qabra khod raha hai GalibItni raat gaye kyon apni qabara khod raha hai GalibLa, phawda mujhe de de !!

Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi josh ke sath!Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi shor ke sath!Aab hum pyar karenge badi soch ke sath !Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath !

Gam woh cheez haiGam woh cheez haiGam woh cheez haiJisse kagaz chipkaye jaate hain.

Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti takDharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti takDharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti takDharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti takHawa hi hawa hai.

Na jane ashk se aakho me kyo hai aaye hue,Gujar gaya hai jamana tuzhe bhula ye huye.

Jo hamse tum n mile to kuch hum mar na gaye,Kahne ko bat rehe gayi aur din gujar gaye.

Dil woh nagar nahi ki phir aabad ho sake,Pachtawoge suno ye basti ujad ke.

Janaje ko woh mere rukwa ke bole,ye launtenge kab tak, kaha ja rahe ho.

Koi aahat koi aawaz koi chah nahi,Dil ki galiya badi sunsan hai aaye koi.

Khushi se aag laga o es muhalle me,Mera makan hi nahi tumhara ghar bhi hai.

Pahle to khushi me bhi nikal aate the aasu,Aab ranj bhi hota hai to rona nahi aata.

Page 3: Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno

Kata samaz kar hamse n daman bacha e ye,Gujri hui bahar ki ek yadgar hu.

Bechaini ya samet ke sare zaha ki,Jab kuch n ban saka to mera dil bana diya.

Ladka bola :kash in hasinao ke baap mar jate,kash in hasinao ke baap mar jate,bahana gham ka hota, hum inke ghar to aate.Ladki boli:Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga,Bewkoof, Yeh bolana bhi paap hoga,kisi din tu bhi kisi hasina ka baap hoga.

Ladki boli:Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi,Chandni chaand se hoti hai, sitaron se nahi,Mohabbat ek se hoti hai, hazaaron se nahi.Ladka bola :Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga,Chandni agar chaand se hogi to sitaron ka kya hoga,Mohabbat agar ek se hogi to hazaron ka kya hoga.

Bewafa sanam se to cigarette achhi hai,Bewafa sanam se to cigarette achhi hai,Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai.

Voh Sadak Ke Us Paar Thi Hum Sadak Ke Is Paar TheKuch Hum Aage Badhe, Kuch Voh Aage BadhiHum Kuch Aur Aage Badhe, Voh Bhi Kuch Aur Aage BadhiHum Aur Bhi Aage Badhe, Voh Bhi Aur Aage BadhiAb Hum Sadak Ke Us Paar Hein, Aur Voh Sadak Ke Is Paar Hein.

Tum pucho aur hum na bata ye aise to halat nahi,Bas jara sa dil tuta hai aur koi bat nahi.

Mai akela hi chala tha janibemanzil ki taraf,Log aate gaye aur karwa banta gaya.

Kya hamari daur ke kuch pine wale uth gaye,Aaj khali kyo lag rahe hai paimane kai.

Tum aa gaye ho ; Noor aa gaya haiChalo teeno picture challe.....

Door se dekha to kuchh dikha nahi......Dooor se dekhaaa.. to kuchh dikha nahi....Paas jake dekhaa to kuchh tha hi nahi.

Page 4: Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno

Mana ki bhulna hamari aadat hi sahi,Magar aapko bhul jana hamare bas mein nahi. Dil chahe to aazma ke dekh lo,Hum bhulna bhul jayenge par aapko nahi...(From:Vivek Manchanda - Lucknow(UP-India))

Last Night A Tear Rolled Out From My eye. I Asked It Why Did U Come Out? It Replied There Someone So Special In Ur Eyes So There Is No Space For Me(From:Ghulam Sarwer - )

Page 5: Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno

Gile kagaz ki tarha hai jindgi apni, koi jalata bhi nahi or koi bahata bhi nahi, is kadar akele hai raahon me dil ki, koi satata bhi nahi aur koi manata bhi nahi........!(From:amit - chhatarpur MP)

If I could give u one thing in life, I would give u the ability to see yourself through my eyes, only then would u realise how special u r to me!!(From:Raj - Pune)

Maine sukhe patto se poocha Yuin per se bichad ke ji kaise rahe ho? Usne Kaha adat si par gayi hai! Tanhai raton se poocha Itni gumsum si kyun rehti ho? Usne kaha adat si par gayi hai! Maine dil se poocha Jaam me dard mila kar kyun pite ho? To dil ne kaha Yeh adat hai jo badalte nehi! Main lakh chahta hu, Phir bhi yeh sudharte nehi!(From:Rajjo Ray - Kolkata)

Khamosh nigahein aapki bohut kuch samjha gayi, Chup hai hum kyunki majboori hai aapni, Beshaq hume pyaar hai aapse, Par itna bhi nehi ke hum wajood badal de aapni.(From:Rajjo Ray - Kolkata)

Zindagi hai nadan isliye chup hoon,Dard hi dard subah shaam isliye chup hoon,Keh du zamane se dastan

apni,Usme ayega tera naam isliye chup hoon.

(From:Vivek Manchanda - Lucknow(UP-India))

In aakhon mein aasu aaye na hote.. Wo jo mud mudkar yu

muskuray na hote.... Unke jane ke baad ye Gam hota hai.....

Kaash wo Zindagi Mein Aaye na hote....

(From:kuldeep - Indore)

Main musaffir hu, khushiyon ki talash me chala ja raha hu, Ankhon me

asoonwon ka toofan, dil me dard ka ehsas liye, anjani raho me bhatak raha hu...shayaad yeh soach kar ke Dard ke us mor par kahi na kahi, kabhi na kabhi

meri manzil mujhe mil jaye. Main Musaffir Hoon...ha yaaron main musaffir

hoon.(From:Rajjo Ray - Kolkata)

Ishq ne thukraya to kya? Ashq ne saath to nibhaya!Mehfil ne

thukraya to kya? Tanhai ne saath to nibhaya! Kyun sikwa

kare zindegi se? Kyun badnaam kare usey? Ashique na ban paya to kya? Sukhr hai ke zindegi ne

Sayair to banaya.(From:Rajjo Ray - Kolkata)

Mohabbat sabko mil jaaye jaruri to nahi.Woh bhi hame chahein jaruri to

nahi.Kuch log bahut yaad aate hain dil ko,Hum bhi unki yaad ban jaaye jaruri

to nahi.... (From:divya - )

Woh GUL hoon jo GULISTAN se nikala gaya hoon, MAUT ke

bazar me bikne ke liye dala gaya hoon, Jo dava karte hain mere

JINDA hone ka puchho jara jakar unse jinke hatthon mara gaya

hoon.(From:Uttam Batra - Jaipur

(India))

Dono aankho mein ashq liya karte hain,Hum apni neend mein tera naam liya karte hain.Jab bhi aaye Hichkiyaan tumhe,Samajh lena hum tumhe yaad

kiya karte hain.... (From:Vivek Manchanda - Lucknow(UP-

India))

Gile kagaz ki tarha hai jindgi apni, koi jalata bhi nahi or koi bahata bhi nahi, is kadar akele hai raahon me dil ki, koi satata

bhi nahi aur koi manata bhi nahi........!

(From:amit - chhatarpur MP)

mitti meri kaber se chura raha hai koi markar bhi yaad aa raha hai koi eh

khuda do pal ki zindagi aur dede mujhe udas meri kaber ja raha hai koi

(From:sawan - bhopal)

Phir aaj ek baar jeene ko maan karta hai, Phir aaj ek baar

hawaon ki sarsarahat me dil jhum utha hai, Phir aaj ek baar

mausam nayi geet gunguna rahi hai, Phir aaj ek baar tumhari

maujutgi meri zindegi badal rahi hai...

(From:Rajjo Ray - Kolkata)

Page 6: Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno

Mujhe sudharne ki tumhari nakaam koshishey yaad hai, nakar nigahon ki

woh unkahi batein yaad hai,meri baton me chupi karwahat yaad hai, tumhari

ankhon se chalka pani yaad hai, ro ro ke jo ratein guzari tumne, woh sari ratein

yaad hai, jete ji tum humko kuch na sikha paye, aaj tumhari maut ne rishton

ki ahmiyat sikha di.(From:Rajjo Ray - Kolkata)

Nazron se nazron ka takrar hota hai..Har mod pe kisi ka intezar

hota hai dil rota hai zakham hansta hai shayad yehi pyar

hota hai..(From:Uday - Bhopal)

Na KOi Kissi Se dur Hota Hai Na Koi Kissi Ke Kareeb Hota Hai Pyaar Khud

Chal Kar Aata hai Jab Koi Kissi Ke Naseeb Me Hota Hai..

(From:Sukhpreet Saini - New Delhi)

Bin sawan Barsat Nahi Hoti Suraj Dube Bina raat nahi Hoti Is liye

Dost kissi ka dil na todna kyon ki Dil tutne ki awaz nahi hoti.

(From:Sukhpreet Saini - New Delhi)

Zakham dene ka aandaz kuch aaisa hai zakham de kar poochte hai ke aab haal kaisa hai kissi ek se gila kya karna yaro

sari duniya ka mizaz ek jaisa hai..(From:Sukhpreet Saini - New Delhi)

Khamoosh the hum to magrur samaj liya chup the hum to

majboor samaj liya yehi aapki galti hai ke itne kareeb the hum phir bhi aapne door samaj liya.(From:Sukhpreet Saini - New

Delhi)

kal raat sitaron mein dund raha tha chehra tera jab nazar aa ya chand toh

nazar aaya chehra tera(From:irfan - london)

Bag ki bat bag ka mali hi samje Fulo ka dard zukti dali hi samjeYe kaisi rit banai duniya walone

Diya ka dil jale aur log diwali samje

(From:Huzefa Ezzy : Jalgaon) Jindagi Ne Khushiyon Ko Pukara Hai!

Sada Mukurao Tum Tumhara Har Gum Hamara Hai! Phool Khilte Rahe Jivan

Mai Kaanto ke Liye Daman Hamara Hai!(From:Priyaa - Pune)

Dil ko aadat ho gayee hai chot khane ki, Bhigi palkon ke sang

muskurane ki, kaash anjam hum pehle jaan jate,to koshish bhi na

karte Dil lagane ki...?(From:Smruuti - Cuttack)

Nazar ne nazar se mulaqat kar li, rah dono khamosh par baat karli…

Mohabbat ki fiza ko jab khush paya, in aankhon ne roh roh ke barsaat kar

li… ....... (From:waseem - bhopal)

phir aaj itna suroor kaise? yeh mujhe itna junoon kaise?

na teri aankhon k jaam piye, na tere honthon k pemane chhuye,

phir aaj itna suroor kaise? ye mujhe itna junoon kaise?

taqta raha bas tujhe taqta raha, muh se kuchh n kuchh baqta

raha, shayad yehi ho mera kusoor

jaise, phir aaj itna suroor kaise? ye

mujhe itna junoon kaise?

wo nazren jhuka k wo nazren uthana,

honthon ko apne danton tale dabana,

nahin ho khud me koi guroor jaise,

phir aaj itna suroor kaise? ye

Page 7: Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno

mujhe itna junoon kaise?

dekh kar tujhko main fida ho gaya,

jaise teri ankhon k samandar me kho gaya,

nasha chadh gaya tumhara mere huzoor jaise,

phir aaj itna suroor kaise? ye mujhe itna junoon kaise?

peene ka dil ab karta nahi hai, dekh kar tumhen dil bharta nahi

hain, pyaas peene ki ho gai ho kafoor

jaise, {gareeb}phir aaj itna suroor kaise? ye

mujhe itna junoon kaise? (From:Arpit - Delhi)

Mohabbat ki shama jalake to dekho, Zara dil ki duniya saza kar to dekho,

Tumhe ho na jaye mohabbat to kehna, Zara humse nazrein milake to dekho....

(From:Jyoti - Chembur)

Kali usey dekhe to jaal jaye, chand kahi nazar hi na aye,

pyaar se bhi pyaari ai woh, labzo se bhi meethi... woh thodi

sayani hai aur thodi masoom bhi... kehta hu main saach ek

baat mano mera kehna... khwabo se bhi haseen hai meri

bholi behna !!!(From:Rajjo Ray - Kolkata)

Zindagi ke tohfon ka sahil hai teri dosti,Dil ke armaano ki manzil hai teri dosti.Zindagi ban jayegi jannat agar

sada saath rahegi teri dosti(From:Vivek Manchanda -

Lucknow(India))

Rath kya dhali sitarae chale gaye , gayrose kya kahe hum jub apnae hi chalae gaye , jeet tho sakte te hum bhi ishq ki baazi , par tumhae jetane ke liye hum

harte chale gaye (From:Rudhra M Sheth -

Chennai)

Yaad aane wale yaad aae ja rahe hain,Mere khyalon ki duniya par chae jaa rahe hain.Hum kuch keh rahe hai

par wo chup hai,Bas mera msg padh kar muskurae ja rahe hai..

(From:Vivek Manchanda - Lucknow(India))

tum kya karoge hum se sawal thumhare har sawal ka jawab

rakhte hai tun karo na karo hun se mohabbat chahe lakin ye

jamana janta hai hum tunse dil ka rishta rakhte hai

(From:santosh - haldwani)

Hasino ne Hsi bankar Gunah kiya.... auro ko thik hame bhi tabah kiya....

pesh kiya jab gazalo mein unki bewafai koi , auro ne thik unhone ne bhi WAh

Wah Kiya(From:Mayur - Nanded)

Ajnabi galiyon se hum gujra nahi karte, dard-e-dil liya aur diya

nahi karte, Ye dosti ka rishta sirf tum se hai, varna itne SMS hum

kisiko kiya nahi karte(From:smart - india)

Aankhon Mein koi khawaab utarney nahin deta Woh shaks Mujhey chayn sey marney nahin deta Bichhray tou

ajab Pyaar jataata hai khaton mein Mil jaaey tou phir Had sey guzarney nahin

deta (From:Vivek Manchanda - Lucknow

Kash banane wale ne hame kitab banaya hota,

Aap padhte padhte so jate aur hame sine se lagaya hota...

Aadab arz hai miya!!!(From: Huzefa Ezzy-Jalgaon)

Page 8: Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno

UP(India))

Khud ki Mohabbat tabah kaun karega.Sabhi nek benenge to gunah

kaun karega.Ae khuda Sanam Bewafa ko bachaye rakhna warna hamari maut

ki dua kaun karega... (From:Vivek Manchanda - Lucknow

UP(India))

Aankh wo chahat jis mein dil ki zubaan hoti hain, Sachi chahat to bejuban hoti hain, Pyar main dard mila To ghabrana kaisa, Dard se chahat aur jawaa hoti

hai (From:Vivek Manchanda -

Lucknow(India))

Dono aankhon mein ashq diya karte hain,Hum apni neende tere naam kiya

karte hain.Jab bhi palak jhapke tumhari samajh lena hum tumhe yaad kiya karte

hain... (From:Vivek Manchanda - Lucknow

UP(India))

Gum ne hasne na diya,Zamaane ne rone na diya.Is uljhan ne

chain se jine na diya,Thak ke jab sitaroon se panah li,neend aayi to teri yaad ne sone na diya...

(From:Vivek Manchanda - Lucknow UP(India))

Tamaam umar zindagi se door rahe,Apki khushi ke liye apni khushi se door

rahe.Ab is se badkar wafa ki saja kya hogi,ki apke hokar bhi aapse door

rahe...!!!(From:Vivek Manchanda - Lucknow

UP(India))

Humne chaha tha jinhe kisi zamane mein,woh aaj palat kar humse hamara naam poochte

hain...Ek pal bhi hamari yaad na aai aur aaj haal-chaal poochte

hain. (From:Vivek Manchanda -

Lucknow UP(India))

Hothon pe dosti ke fasane nahi aate,Sahil pe samandar ke khazane nahi

aate,Udne do parindon ko abhi shokh hawa mein,Fil laut kar college ke

zamane nahi aate...!! (From:Vivek Manchanda - Lucknow

UP(India))

Hamare sabr ka imtihaan na lijiye,Hamari khamoshi ko saza na dijiye,Jo aapke bina jee na

sake,Unhe jeene ki dua na dijiye......

(From:Vivek Manchanda - Lucknow UP(India))

khusiyon par fizao ka pehra hai na jaane kis ummeed par dil thehra hai teri aakho se chalkte hue gam ki kasam yeh

dosti ka rishta pyaar se gehra hai (From:ASWINI - delhi)

Aaj khushio ki koi duhai dega,Nikla hai chand to dikhai dega. Ae Mohabbat karne walo

zara dekh ke Mohabbat karma ,Ek Aansoo bhi gira to

sunai dega(From:Zia Syed )

Ruth gya hai mujhko manane waalaAb koi nahi naaz mera uthaane walaPer

jaane kya sonchta hai Yeh khula darwaazaShayad rasta bhool gaya,

aaane waaala(From:amit kumar - mandi dhanaura)

Nazarandaz kaise kare apko,Nazaron mein bithaya hai

aapko.Yaad aane par roue bhi to kaise,Darte hain jhuki jo palkein

to chubhengi aapko. (From:Vivek Manchanda -

Lucknow(India))

Ahsaan hai tera dil par , ke ishq toone sikhaaya, Doondha kayi baar dil ko , dariya -e- gum hi paaya Lutaaya kayi

baar is dilko , humne teri khaatir, Rang teri wafa ka mere , ashko mein nazar aaya Hoti hai band saanse , na hoga shikva kisiko Samjhenge wo ke unko,

koi khwaab bura aaya .......... (From:Vivek Manchanda -

Lucknow(India))

Ishq wale aankho se aankho ki baat samajh lete hain, Sapne

mein mil jaaye to mulaqat samajh lete hain. Rota to

aasman bhi hai apni dharti ke liye,Log uske ashkon ko barsaat

samajh lete hain.... (From:Vivek Manchanda -

Lucknow(India))

Seeing u smile is more than enough to pay for all the hardships & difficulties

that I have to go through that day.

Aankhen oonchi hui to dua ban gayi,Aankhen nichi hui to haya

ban gayi.Jo jhuk kar uthi to

Page 9: Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno

Have a good smiley day! (From:sanita - )

khata ban gayi,aur uth kar jhuki to ADA ban gayi...

(From:Vivek Manchanda - Lucknow(India))

Humne chaha tha jinhe kisi zamane mein,woh aaj palat kar humse hamara naam poochte hain...Ek pal bhi hamari yaad na aai aur aaj haal-chaal poochte

hain.(From:Vivek Manchanda -

Lucknow(India))

Pyar aankho se jataya to bura maan gaye,Haal-e-Dil humne

sunaya to bura maan gaye,Woh to har roz rulaya karte they,Ek roz humne rulaya to bura maan

gaye!!! (From:Vivek Manchanda -

Lucknow(India))

Mohabbat sabko mil jaaye jaruri to nahi.Woh bhi hame chahein jaruri to

nahi.Kuch log bahut yaad aate hain dil ko,Hum bhi unki yaad ban jaaye jaruri

to nahi....(From:Vivek Manchanda - Lucknow )

Kitni jaldi mulaqat guzar jaati hai,Pyaas bujhti nahi barsat guzar jaati hai.Apni yadon se

keh do is tarah naa aaya kare,Neend aati nahi aur raat

guzar jaati hai...(From:Vivek Manchanda -

Lucknow )Kaun jaane kab maut ka paigam aa

jaye, zindagi ki aakhari shaam aa jaye. Hum toh dhundten hai waqt aisa, jab hamari zindagi apke kaam aa jaye: )(From:Rajendra K. Sheth - Chennai)

Kitni parwa karte hain hum unki, kaash unhe bhi yeh ehsaas ho

jaye, kahin aisa na ho woh hosh main aayein, jab hum gehri neend main soh jaayein…(From:Rajendra K. Sheth -

Chennai) Waqt ke iss mod pe yeh kaise waqt

aaya hai, zakham iss dil ka zubaan pe aaya hain, nahi rote thae hum kaaton ki

chubhan se, aaj phulo ki chubhan ne humko rulayaa hai…

(From:Rajendra K. Sheth - Chennai)

Kyo banate hai hum aise rishte, joh pal doh pal me tut jate hai. Wada toh akrte hai umer bhar saath nibhane ka, per chote se tufan me hi bikhar jate hain…

(From:Rajendra K. Sheth - Chennai)

Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain Vo aaj bhi hume dekh kar

muskurate hain Yeh to unke bachche hee kaminey hain, Jo Mama Mama

kehke bulaate hain (From:Amit Kumar - haryana)

Ehsaas bohut hoga jab chod ke jayege Royenge bohut magar

aasu nahi aayenge, Jab saath na de koi toh awaaz humein dena

Aasmaan per bhi honge toh laut aayenge.

(From:Raj - Pune) teri har berukhi ko bhi rutba diya

humne..... mohabbat ka har karz ada kiya humne..... mat soch humne tujhe bhula diya.... khuda se pehle tera hi

sajda kiya humne ....... (From:Raj - Pune)

"Dosti ka paigam jo aapka mila, Dil ho gaya khush mit gaye

saare gila, Kisi Dost ko nahi mila hoga, Dosti ka aisa sila, Ki Saare Ghum Hogaye dooor mere, Jab doston ke pyaar ka nazraana

mila" (From:Raj - Pune)

gujarte hai meri saaso me tera naam aaj bhi, dhalti hai tere intezar me meri

shaam aaj bhi, tujko mujh se bichde zamana ho gaya, magar hoti hai tere

naam se meri pahchan aaj bhi (From:Amit Kumar - haryana)

Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain Yeh to unke bachche hee kaminey hain,

Jo Mama Mama kehke bulaate hain

(From:Amit Kumar - haryana) Shaam hote hi ye Dil udaas hota hai Toote khwaboo ke siwa kuch na pass

Mohabbat ke Diye jalakar to dekho Jara dilki duniya sajakar

Page 10: Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno

hota hai Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai Bandar jab koi aas-paas hota

hai.. (From:Amit Kumar - haryana)

to dekho Tumhe ho na jaye mohabbat to kehna Zara hamse

Najre milakar to dekho (From:Amit Kumar - haryana)

Bhunwer ki gaud may jaisay kinara saath rehta hai kuch aisay hi tumhara aur hamara saath rehta hai mohabbat ho kah nafrat ho usi say mushwara ho ga meri her kaifiat may istikhara saath rehta hai safer may an mumkin hai mai

khud ko chhore doon lakin (From:rohit - delhi)

gujarte hai meri saaso me tera naam aaj bhi, dhalti hai tere

intezar me meri shaam aaj bhi, tujko mujh se bichde zamana ho gaya, magar hoti hai tere naam

se meri pahchan aaj bhi (From:Amit Kumar - haryana)

If friends were flowers surely I would not pick you! I'd let you grow in the

garden and cultivate you with love and care so I can keep you forever

(From:Tuline - Lebanon)

Shaam hote hi ye Dil udaas hota hai Toote khwaboo ke siwa kuch na pass hota hai Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai Bandar

jab koi aas-paas hota hai.. (From:Amit Kumar - haryana)

nazar andaaz kaise kaen apko palko pe bithaye hain appko yaad aayegi to

royenge hum magar hum nahi royenge kyunki palkien chubengi appko (From:Amit Kumar - haryana)

: Pee hai sharab har gali har mehkhane se,ek dosti si ho gai hai sharab ke jam se,gujre hai

hum kuch aise mukam se ki nafarat si ho gai mohabbat ke

naam se. (From:Amit Kumar - haryana)

Sehmi si nigaho me khawab hum jaga denge, suni si raho me phool hum bicha denge, hamare sang muskura kar toh dekhiye, hum aapka har gham bhula

denge…(From:Rajendra K. Sheth - Chennai)

Main sahil pay likhi hoi ibaarat nahi jo lehron sai mit jati hai,

Main baarish ki barasati boond nahi jo baras kar tham jati hai,

Main khwab nahi jisai dekha aur bhula diya, Main shama nahi jisai phoonka aur bujha diya,

Main chand b nahi jo raat k baad dhal jaya, Main to woh ahsaas

hoon jo tujh main lahoo ban kar gardish karain, Main to woh rang hoon jo teray dil pay charay to kabhi na mitay,

Khwab, ibaarat, Hawa ki tarah Chand, Boond, shama ki tarah Meray mitnai ka sawaal nahi kyun ka main to MOHABBAT

HOON AUR MOHABBAT KO KOI ZAWAAL NAHI!!!!!!!!!

(From:hina - pak) Pyaar aankhon se jataya to bura maan gaye.Haal-e-Dil humne sunaya to bura maan gaye,Woh to har roz rulaya karte thei.Ek roz humne rulaya to bura maan

gaye....(From:Vivek Manchanda - Lucknow)

pyar me aakhe zuban hoti hai sachii baat to bezuban rehti hai

pyar mein dard mile to kaisa ghabrana suna hai dard se pyar jawan hoti hai aapke dilmein kya

hai bata dijiye yu khamosh rehkar na satiye

(From:kashish - chennai) Lamhe yeh sunhare, kal saath ho na

ho,kal me aaj jaisi baat ho na ho,yadon ke haseen lamhe dil me rahenge,tamam

umar chahe mulaqat ho na ho.. (From:Vivek Manchanda - Lucknow)

Chale gaye ho door kuch pal ke liye ,door reh kar bhi kareeb ho

har pal ke liye,kaise yaad na aaye aapki ek pal ke liye,jab dil

mein ho har pal ke liye....

Page 11: Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno

(From:Vivek Manchanda - Lucknow)

Har lafz ko kagaj pe utara nahi jaata,Har naam ko sar-e-aam pukaara

nahi jaata.Hoti hai pyar mein kuch raaz ki baatein,Yunhi to is khel mein harra

nahi jaata....(From:Vivek Manchanda - Lucknow)

Phoolon mein haseen Gulab hai,Husan ke saath zaruri sharab

hai,Duniya mein har sawal ka jawab hai,Agar koi tumse mere baare mein poochhe to kehna

wo lajwab hai...(From:Vivek Manchanda -

Lucknow(India)) Ek pathhar kafi hao sisha tod ne ke

liye,ek baat kaafi hai dil todne ke liye aur ek dost kaafi hai zindagi jee lene ke

liye good morning..(From:Vivek Manchanda - Lucknow)

raate gumnaam hoti hai, din kisi ke naam hota hai hum zindagi kuch is tarah jeete hain ki har lamha sirf doston ke hi naaam

hota hai(From:sangeeta - gurgaon)

tujh se bicharne ka khayal seh nahi paata phir bhi dil ki baat keh nahi paata

kyun hain aakhir zindagi mein is qadr majbooriaan maut bhi nahi aati, zinda

bhi reh nahi paata (From:Sunny - Dhule)

Pata hi nahi chala kab woh dost se hamara pyar ban gaye Saath gujare hua kuch pal aaj yaadgar

ban gaye Kar na sake unse izhaar hum is baat ka Aur

dekhte hi dekhte woh kisi aur ke dildar ban gaye

(From:Punit Agarwal - Siliguri-W.Bengal)

pyar ki rahon main koi haar kar bhi jeet jata hai oer koi jeet kar bhi haar jata hai jamana bhale hi tumhe lakh bura khae naa jane hume phir bhi kun thmhe par

pyaar ata hai(From:santosh - haldwani)

sari duniya thai mere janaje ke piche, ek wo hi nahi thai mere janaje ke piche, ho bhi to kese ho mere janaje ke piche, uska

janaja tha mere janaje ke piche.(From:bhavin - mumbai)

Chale bhi aao ki hum tumse pyar karte hain.Yeh woh gunah hai jo hum bar bar

karte hain.Log maut tak hi dilbar ki raah takte hain,Hum hai ki kabar mein

tera intezaar karte hain... (From:Vivek Manchanda - Lucknow)

Maut pe hume yakin hai,Unpe bhi hume aitbar hai. Ab dekhna

hai ki kaun aata hai pahle,Humein to dono ka

intezaar hai... (From:Vivek Manchanda -

Lucknow(India)) Ghunghat nein tujhe dekha to deewana hua.Sangeet ka tarana hua,Shamaa ka

parwana hua,Masti ka Mastana hua,Jaise hi ghunghat uthaya is duniya

se ravaana hua... (From:Vivek Manchanda - Lucknow)

Tumhara Name Likhnay Ki Ejazat chin Gai jab se ...Koi Bhi lafz

Likhta ho Ankhen Bheg Jati hain Happy Birth Day Pinkay May I

god Pray So Fulfil yours All Dreams Whises Deep

(From:Devendra - India) Hansi bhi mili aur khushi bhi mili, Socha bahut khusnaseeb hai hum. Magar jab apne pyare dost ko 1 muskurahat nahi de sake tab pata chala kitne GARIB hai

hum...(From:LALIT K.GUPTA - NEW DELHI)

diya hai tune jo jakhm, wo waqt ke saath mit jaayega, na mitega to bas

jakhm ka nishan khush hai hum k woh nishan bhi tumhaari yaad

laayega.... (From:Raj - Pune)

Kal raat phir ashkon ki barsat hui, barse aaise mano puri unki muddaton ki pyas

hui, dekhkar unko pathar bhi pighal jaata, par isliye duniya dil ki viraan hui, jeete ji tanha tanhaiyon k beech aaise

jaise sansen hi sanson pe ehsan hui, jab tutegee sanson ki dore ek din, tab

Aankhon ko tanha chodkar woh jaise hi gire gaalo par, toh kuch bewafa labo ke ho gaye galo ko chodkar. Chupaakar rakha jise duniya ki nigaahon se, hamare haste hi kambakht, chalak pade

inn palkon ki kataaron se…

Page 12: Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno

lagega hum par bhi shayad zindagi meharban hui…

(From:Rajendra K. Sheth - Chennai)

(From:Rajendra K. Sheth - Chennai)

Chaahne se koi chiz apni nahi hoti, har muskurahat khushi nahi hoti, kehana

toh chahte hai bahut kuch, magar kabhi waqt toh kabhi jubaan saath nahi hoti…

(From:Rajendra K. Sheth - Chennai)

Tum ho gham ko chupaye, mai hu sarr ko jhukaye, tum bhi chupp ho, mai bhi chupp hu, Kaun kiss se samjhaye, Ab

duniya itni hai toh milna yaha kal ho na ho…

BewafaiLikhna tha khoon say magar likh raha hoon sihaai say .....marna tha duaoo say likin mar raha hoon bewafi say

Pathar dilMana ke tu pethar hain aah hum nasheensocha kabhi yeh tu na ke hum pathar hain yah hain moom.

Bewafa..Log pyaar karte hai bade shann ke saath,humne bhi kiya tha bade jooro ke saath,magar abb karenge jara sooch samaj ke,kyo ki kal usko dekha tha kisi aur ke saath...

TOOTA DILItni bedardi se dil ko mere voh tod degi,yeh maloom na tha mujhe akela voh chhor degi,aey mere masoom dil tu tanhai se pyar kar le,bewafa bhi ab wafa ka saath chhor degi.

O Bewafa!Pichle baras tha khouf tujhe kho na doun kaheen, Ab ke baras yeh dua hai tera saamna na ho.

Wasim Kiani Apna maqsad sa tum youn door chali jao gi,Rakh ban jao gi afsano mein dhal jao gi,Apni matti mein bhi chalna ka saliqa sekho,Sangamarmar pe chalo gi to phisal jao gi.

Tari doli se beathermera har gam tari har khushi se beather ho ga, mera har din tari har raat se beather ho ga,yakin naa aaye to aa kar dekh lena, mera janaja tari doli se beather ho ga.

Waqt kahta hai phir na aaonga, teri aankho ko ab na rulaoonga, jeena hai to is pal ko jee le, shayad kal tak main na ruk paoonga

haramri khamoshi se ho kar khafa sab kehte hain hum magroor rehte ain shayad aisi duniya dekhi hai humne bheed main bhi logon se door rehte hain

humse puche koi tanha gujarna kesa lagtahe, bin tere ye zindegi kesa lagta he , sadiya simatke jese lamohome agayi ho sanso ke bina dil ka dhadakna jesa hotahe      Lena kisi din hamari khabar,Kaise raat kategi tere bagair... Chalte hue raah pe rakhna nazar,Kahi tere pairon ke niche na ho meri kabar.

pyar karate hai wo bahot aasanise magar jane kun mukar jate he dardse wo, tanha ho jate he hum aase haal me jab har bar na samaz sako humko wo

Rajai se kijiye thodi si bewafai,Aap ke liye humne raat se ki ladaai aur itni haseen subah bulwai.... Uuthiye huzoor dopahar hone ko aayi....   

Page 13: Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno

   Na Kabhi ye chupaya ki pyar kitna hai, Na kabhi ye jataya ki dard kitna hai, Bus ek hame or us khuda ko hai maloom tujhse mulakat ka intzar kitna hai,