9
Exercise Benefits: Vyayam ke Dwara Paiye Swasth Life HRELATE.COM

Janiye Sleeping Pills Side Effects Aur Rahiye Swasth

Embed Size (px)

DESCRIPTION

Kya aap jante hai neend ki dawa hamare liye kitni jyada nuksandayak hoti hai. To aaiye aaj ham jante hai Sleeping Pills Side Effects. Aur adhik jankari ke liye: http://hrelate.com/sleeping-pills-side-effects-in-hindi/ - PowerPoint PPT Presentation

Citation preview

Page 1: Janiye Sleeping Pills Side Effects Aur Rahiye Swasth

 

Exercise Benefits: Vyayam ke Dwara Paiye Swasth Life

HRELATE.COM

Page 2: Janiye Sleeping Pills Side Effects Aur Rahiye Swasth

hrelate.com

Sleeping Pills Side Effects

Niyamit roop se vyayam karne vale logo aasani se janleva bimariyo se bach jate hai. Agar aap ke parivaar mai purv mai kisi ko heart disease hai. To sharirik mehant se aap lambe samay tak swasth rah sakte hai aur dil ki bimariyo se bhi bach sakte hai.

Page 3: Janiye Sleeping Pills Side Effects Aur Rahiye Swasth

hrelate.com

Weak Memory

Sleeping Pills Side Effects ki baat kare to iska sabse badha nuksaan hai ki, iske sevan se aapki memory kamjor ho jati hai. Lambe samay tak neend ki goliya lene ke karan rakt nalikao mai thaakan ban jati hai. Jisse becheni ki shikayat aam ho jati hai. Neend ki goliya ka sevan karne sepahle doctor ki salah jarur le.

Page 4: Janiye Sleeping Pills Side Effects Aur Rahiye Swasth

hrelate.com

Coma ya Mout ka Khatra

Yadi aap roz ek goli lene ke bajaye use adhik goliyo ka sevan karte hai,to aapke liye khatre ki ghanti baj jati hai. Vah log jo dama ke shikar hai, unhe iska khas khayal rakhan chahiye.

Page 5: Janiye Sleeping Pills Side Effects Aur Rahiye Swasth

hrelate.com

Heart Attract ka Khatra

Sleeping Pills Side Effects mai iska sabse badha khatar hai heart attract aana. Doctor ke mutabik neend ki adhik goliya ka sevan karne se heart attract ka khatra 50 guna adhik badh jata hai. Science ne neend ki dawao mai moujud tatva Zolpidem ko dil ki bimariya ki vajah bataya hai.

Page 6: Janiye Sleeping Pills Side Effects Aur Rahiye Swasth

hrelate.com

Nerve Fibers

Neend ki goliya Nerve fibers ko major kar deti hai. Isliye agar lambe samay tak inka sevan kiya jaye, to nerve fibers sambhandhit bimariya ka khatar badh jata hai. Iske alawa inme jo tatva hote hai, unke kharab side effect hota hai.

Page 7: Janiye Sleeping Pills Side Effects Aur Rahiye Swasth

hrelate.com

Cancer

Ek study ke mutabik yeh baat samne aai hai ki, jo lig rozana iss goli par nibhar rahte hai, unhe cancer ka bhi khatar hota hai. Inn goliyo mai aise tatva paye jate hai, jinka rozana sevan nahi karna chahiye. Jo aage chal kar ek badi bimari ka karan ban sakta hai.

Page 8: Janiye Sleeping Pills Side Effects Aur Rahiye Swasth

hrelate.com

Blood Pressure

Inn goliyo mai aise tatva paye jate hai. Jo aapko blood ke flow ko tez kar dete hai. Saath hi agar aap iska rozana sevan karenge to, ek din aisa aayega jab aap high blood pressure ke shikar ho jayenge.

Page 9: Janiye Sleeping Pills Side Effects Aur Rahiye Swasth

hrelate.com

Depression

Depression Jese kai mansik rogo hone ka khatra inn goliyo ke dwara ho sakta hai. Isliye dhyan rahe ki, rozana in dawa ke sevan se hamesha ke liye dur rahiye.