Transcript
Page 1: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Poetry Series

shambhu nath- poems -

Publication Date: 2008

Publisher:Poemhunter.com - The World's Poetry Archive

Page 2: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

shambhu nath(07/08/1974) mai ek sadharan gareeb parivar se hoo, jo ki ham bhartiye hai our bharat me heerahate hai, our Raiuniversity me library asst, ke pad par karya rat hoo.. Application for the Post Of … Asst. Library Shambhu NathA-259Sanjay camp Chanakya Puri New Delhi –110021. Contact No.9818290429/9868457169@,shambhu_74@ Carrier Objective To work with an organization which provides a challenging & good workingatmosphere for me to grow asProfessional & at the same time, where I could prove myself to be an asset to theorganization. Educational Qualification Ø Bachelor of library and Information Science from Annamalai University.Ø Graduation from Dr. Ram Manohar Lohia University Faizabad U.P. Technical Qualification ØKnow about computer operating & Internet knowledge.ØHardware Networking. Skills ØExcellent typing skills (50 w.p.m) , Flash.4, Photoshop, Ms office. Strengths

1www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 3: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

ØSelf-motivated, eager to learn, diligent & optimistic. Hobbies ØListening music, reading books & traveling. ØI have written many Hindi poems, article. Publish many Hindi /English website. Work Experience ØTwo Year work for Hotel Syal, as a Housekeeper Supervisor Arakashan RoadNew Delhi.ØTwo Year (Jan-1999- May-001) work for Burr-Brown (I) ra Road New Delhi.ØAug-2001 till date as a Library assistant Rai University Gurgaon Campus UdyogVihar-HR Personal profile Father’s Name : Shri Babu Lal Permanent Address : Kala pur Rani Ganj KaithoulaPratap Garh U.PDate Of Birth : 07 Aug 1974Nationality : IndianReligion : HinduGender : MaleLanguages Known : Hindi & English, Shanskirit,Awadhi. Date: 13/06/06 Place: N.D (Shambhu Nath)

2www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 4: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Apana Bana LoChutaki Bhar Sindoor Laga Do Tasveer badal do meri tumMai bhee teri ban yaaooChutaki bhar sindur laga doTere rang me rang jaooApani chhaap mere par chhoroLagi rahe bas teri dhunTasveer badal do meri tumMai bhee teri ban yaaooRang virange foole seTere haatho ke jhule seHaar pinhaa do pyaar kaaBarish kar do uphaar koaMeri aash jagaa do tumTasveer badal do meri tumMai bhee teri ban yaaooJo taak rahe najar garaayeNajar jhuka ke jaayegeMeri teri prem kahaniAuro ko sunaaye geLog samajhane lagege apanaNahi jherege koi khunTasveer badal do meri tumMai bhee teri ban yaaooChatak matak chehare par rahataPar logo ki baat khatakti haiJi galiyo se mai jati hooByabng ki baari chalti haiMarane ki naubat na aayePyaari pyaari baate sunTasveer badal do meri tumMai bhee teri ban yaaoo shambhu nath

3www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 5: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Awadhi Geet/Bhojpuri Mori chunari me daag lagayaAb kaahe ka natat batyaDulha kanni katat batyaBudahu dada kay fati rajaiMadhai wali godariYa janay purab kay bhitarBandhi rahay jaha bokariGal ka hamare das das dayiJibh lagay ke chatat raheyaAb kaahe ka natat batyaDulha kanni katat batyaKitana foot sookh gayeIn balo ki kesho meKitana maal khilawat raheyaChhup-chhup ke jharokho meHar pag peechhe lagaa raheya tooPaay ke awsar gathat bateyaAb kaahe ka natat batyaDulha kanni katat batyaYa janay u naar khorYa arhar ke khetTa janay dadi kay koliyaYa babure ke perMauka paay ke nahi chhodeya tooHardam danda bhajat raheyaAb kaahe ka natat batyaDulha kanni katat batya shambhu nath

4www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 6: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Chale Gaanw Ki Our Chalo chale gaanw ki ourJaha pe dekhe taha pe bachcheKhullam khulla karate shorChalo chale gaanw ki ourWaha pe chaha budhau kakaNana nani aaji aajaaBare sabere uthate bhorChalo chale gaanw ki ourYaha pe kaise hay bekariBhagwan ye kaise chingariGhunsh khori ki lagi hai dorChalo…………….Afsar neta our sipahiKarte bekasoor pitayeeYe kaise hai takat ki jorChalo chale gaanw ki our shambhu nath

5www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 7: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Dil Rotaa Hai is ghar ki diwaar toot gayeedil ro ro kar gujara karta haiapano ka sahara chhoot gayaaauro se kinara karta haiham bhee ghar ke pyaare thewah bhee ghar ki pyaari theemai papa ka raaj dulara thawah mammy ki raaj dulari theemai sapano ka raaj kumaar thaawah meri raaj kumari theeek dhool bharaa tufaan thaa wahjo ruk-ruk kar jhakjhora karta haiis ghar ki diwaar toot gayeedil ro ro kar gujara karta haipairo ki usaki jham-jham payalkano ko mere jhakjhor gayeeauro ki baah pakar karkemeraa daman chhor gayeemai bhee bhool gayaa us charaise din kyaa aayegemere sookhe bago mefir bhawre geet sunaaye geus gam ko mai na bhool sakaadil aansoo ka ishara karta haiis ghar ki diwaar toot gayeedil ro ro kar gujara karta hai shambhu nath

6www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 8: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Gulmohar Dhoop me tap kar Sookh gaye haitaruwar sareaashaa ki kiranliy byakul hai,pashu pakshi bhee nahihimmat harechiriyo ki bolibaisho ki tolinadi talab khagolifir bhee nirashaa haath lagivarsha nahi aankhe kholihar thak kar ek pair ke neeche baithepair bhee lachaar usane kiya vichaarinse kya bolopattiya bhee nahi maise doloofir bhee wah pair bol paraapani surili bari khol parasuno suno hamari baatab hona nahi nirashbadal karke ge megh me varshe gemeri andar khurafat hogithora intjar karo fir barsaat hogikisi ne awaj lagayeejo pair ko diya sunayeetumhara naam kya haitumhara kaam kya haitumhe itana kyo vishvas haiapane pe kyo naaz hainaam hamara gulmohar haijam ke ham bhee poot haimere phoolo ko sab sunghman harshit kar lete haisachche man se log mere pusp koprabhoo charano me dete haiaash bara visvas haimat man me maro viyogvyakul logo ki bhasha sun karmegh raj fir neeche niharebarsha pani ritu sayani

7www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 9: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

pawan chala karke manmanikanchan bagiya dekha par chanchalyuva chiraiya chee-chee boligulmohar ki khushiyahas has kar dal hilane lageesab logo ka tan harshit thapyaar ke baza bajane lage shambhu nath

8www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 10: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

He-Khuda Murga Bana De/Hindi Poem /Funny he khuda murga bana de karta kukru/koo rahoo..is dunia ke janjaal se sara jiwan door rahoo...jab dekho tab bibi seene par sawar rahati hai....jhupa jhupa ke maal khilata fir bhee tuk tuk karti hai, ,ab aafat mujpar aan pari koun jatan karoo..he khuda murga ban deban jati afsar hamari ghar ka kaam karwati haisachchai ko kya chhupaoo bartan bhee majwati hai, , ,haddiya ab saath na deti sochata man randuwa rahoo......he khuda murga bandemeri maa ko dhakka deti baap gariyati hai..bhai bahin se charo joon dandbaithak lagwati hai, ,us aurat ka triya charitra kab tak mai sahataa khuda murga ban de shambhu nath

9www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 11: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Hindustani Ho Kar Ke Sarmaate Hai Hindi Se Hindustani ho kar ke sarmaate hai hindi seNeta dete English bhasan madam sarmati bindi seMadam sharmati bindi se bachcho ko amrica padhwatiHindi ka to shavd bhool gayee chitthee naukar se bachwatiJitane neta afsar hai angreji me batiyaate haiKoi ghabraate hindi se koi ghabraate shindhi seHindustani ho kar ke sarmaate hai hindi seNeta dete English bhasan madam sarmati bindi seMantri ji bhasan jab dete angreji ke hawaleAngreji ko tauheen samajahte upaji bare gharaneHar daftar me angreji ki chalti dhar-dhar bhashaJo angreji bole na jaane chaprashi ki nahi hai aashaaInko to ab dolar chaahiye ghabraate hai khinni seHindustani ho kar ke sarmaate hai hindi seNeta dete English bhasan madam sarmati bindi seHindi diwas pe neta kahate hindi ka utthan karoHam bharat ke rahane wale sari janata saath chaloBharat ki yahi bidambana dhoop chaaw jo sahati haiHam us desh ke washi hai jis desh ke ganga bahati haiJahar samajh parsaad na lete ghabraate hai sinnee seHindustani ho kar ke sarmaate hai hindi seNeta dete English bhasan madam sarmati bindi se shambhu nath

10www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 12: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Jab Girati Gaaz Gareebo Par Jab girati gaaz gareebo parTab neta jan muskaate haiAswashan dene paidal chal karKhud darwaaje haiYe nahi ki kuchh na deKuchh to deke jaate haiPar saade kagaz ke panno parPura budget banaate haiJanata bhee jai jai karati haiSamajh na paati chaal koUnake pyare shavdo seSah jaati unaki dhal koYe rajniti ka fanda haiPyare shavdo se karate marAansoo puri ponch dete haiPar kheech lete hai pakki khaalVote maangane jab aate haiHans hans ke batiyaate haiPoonch lete hai haal koChamcho se chupake kahate haiSamajh lena ab chaal ko shambhu nath

11www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 13: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Kamar Toot Gayee -Bhojpuri - Geet ek jhatakaa ma cheekh nikal gaykamar toot gay ara-raraaakhia se aans girat bahasay uthalloo kharaa-kharaasolah saal ki bhail umariyakabhau na baitha bhamarana to dekhe tal talaiyana kamaroo na kamaraapahali baar ham narvas hoy gaybahee jawani taraa-taraaek jhatkaa……………..bari jatan se yah dehiya kaammaa aaji paalipappaa kaka seench ke hamrikanchan kar dee daalimore badan par masha na baithaasaraa ras hai bharaa-bharaaek jhatkaa…………………pata chalat ba kaisee katati sadi wali raatbara bedardi ye pal hota samajhe na koi baatdard se dehiya kapan laagekahe gaal ko thora hiya karaek jhatakaa ma cheekh nikal gaykamar toot gay ara-raraaakhia se aans girat bahasay uthalloo kharaa-kharaa shambhu nath

12www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 14: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Koyal Teri Pyaari Boli Koyal teri pyari boli dikhati kitani kali haiMadhur swaro se gunje bagiya teri baat nirali haiKitane rishi munio ko tune pyara geet sunaya gaiKitani viyoginiyo ke man me sundar fool khilaya haiYouvan ki mad mast kali jab auro se ithlati haiPyari teri ku-ku boli man me kare thitholi haiKoyal teri pyari boli dikhati kitani kali haiMadhur swaro se gunje bagiya teri baat nirali haiSabd kosh me teri upama sab kaviyo ne gaya haiSundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya haiTabhi to ham sundar sabdo me teri bhasha likh dali haiKoyal teri pyari boli dikhati kitani kali haiMadhur swaro se gunje bagiya teri baat nirali hai shambhu nath

13www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 15: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Mai Pyaar Se Jina Sikhaa HaiHindi Poem Mai pyaar se jinaa seekhaa haiParvat our tufano seNadiya our ufano sePaap our atyaachaaro seDuskarmi insaano seIn sab se laranaa sekhaa haiMai pyaar se jinaa seekhaa haiDhoop nami our chhaaho meSachchai ki baaho meDigaa kabhi na path par apaneKuchh banu kabhi mai dekhoo sapaneKuchh ban ke jinaa sikhaa haiMai pyaar se jinaa sikhaa haiSuch dukh aataa jaataa haiKoi hanstaa koi gaataa haiKoi aataa koi jaataa haiKoi kartaa koi paataa haiInsaaf pe chalanaa seekhaa haiMai pyaar se jinaa seekhaa hai shambhu nath

14www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 16: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Mehara Pati Aaj subah mai ek aadami ko apani patni ke aage girgirata dekha to mujhelikhana para/ Meri ram kali too kaha chaliMai peechhe-peechhe aataa hooJab too kahati mera pair dardMai haldi tail lagata hooAndar bahar ka kaam karooFir bhee bhau-bhau karti haiGhar walo ko kya kahooMujhase bhee too jalati haiKich-kich pich-pich sabase kartiJo sir par tujhe bithata hooJab too kahati gulab jamunJhat bazaar se lata hooBasi taji jo bhi detiuse pyaar se khata hooMeri ram kali too kaha chaliMai peechhe-peechhe aataa hooJab dekho lali lipistikPower khoob lagati hoGali me jitane ghoome larkeUnako roj patati hoItana jo hoo seedha sadhaTabhi too dhaush jamati hoJab dekho tab baith dwar peDoodh jalebi khati hoSone ko jab tum jati hoBistar mai lagata hooMeri ram kali too kaha chaliMai peechhe-peechhe aataa hooTay-tay too karti rahatiBartan bhee majawati hoGar mai bhee kuchh uncha bolaDand baithak too lagwati hoMai teri na karoo pitayeeMai bhee tujh par marta hooJab maike ko tum jati ho

15www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 17: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Mai bhee aahe bharta hooMujhako chhor me ab mat janaMai tera pair dawata hoo, , shambhu nath

16www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 18: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Meri Vinay Meri vinayGam mujhe chhora nahi chalate diya dhakelMai to aise fans gaya jaise oont nakelBachpan me wah khushi nahi thora bahut jarurTalukdar to the nahi aise the majaboorKhan pan me kami nahi roj nahi pakwanGhar ki halat mai jaanu ya jaane bhagwanVinay hamari hai prabhu aisa do vardanNaam hamara amar ho mai bhee banu mahanAchchhe karmo ka prabhu de do wah bhandarJiwan bhar aaye nahi dukh ka bara paharApane gun ko jaan kar doo auro ko gyaanHardam mai karta raho sab logo ka maanGam gam game naam mera jaise fool gulabAvgun aaye paas nahi na rahe koi santaapAb daya to kijiye gauri putra ganeshGam mujhe chhora nahi chalate diya dhakel shambhu nath

17www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 19: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Neta Ji Ka AswashanHindi Jeet gaye gar is chunaw meBharat ka bhagya jaga degeDharti par chaand bhula legeAmrit ras barsa degeMai us dal ka nirman karoogaajisame rahe sachchai ki aashaaatyachaar na paap rahebole log prem ki bhashaaunch neech ka bhed bhaawghaple par ghapla jo chal rahamandir masjid jhagra jodin prtidin badh raharokege saare papo kosachchayee ki alakh jagaa degena karege neta afsar ghaplaghoonshkhori ka na naam rahela lagegaa ka ghaataa kisi jagahmar insaa ka dil saaf rahegar kabhi samay mera aayebhagwan ray bataa denaagar bhatak jaoo in raaho sebhole baba hame bachaa lenaaman chain kaa vaash raheaisa kanoon bana doongaajeet gaye gar is chunaw mebharat ka bhagya jagaa doogaaaisa itihar likhaoogaalogo ki shaan nirali hai.Sab me bhaichara hoMeri ye aash purani haiBoodhe bachche rahe prem seBhoonkha koi nahi soyegaaSab khushiya rahe desh meKoi kabhi nahi royegaaKhud seechoo gaa sabhi baag koDhool me phool khila doogaa,Jeet gaye gar is chunaw meBharat ka bhagya jaga dege

18www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 20: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

shambhu nath

19www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 21: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Pap Ki Kamayee(Awadhi Poems) Betawa mauj urawa kamKismat ka lota foot gawaKamai ka dhandha toot gawaJab tak rahe sarkari afsarMahfil me rang jamaay deheBare bare rangbajan kaNakan chana chabwaay deheThori se galati hamase ho gayeeJo lalach me ham aay gawaBetawa mauj urawa kamKismat ka lota foot gawaKamai ka dhandha toot gawaJab tak rahe sarkari naukarGhar bhar ka mauj karay deheBabu ka gaya karay deheBibi ka gahana banawaay deheApane dada ji kai arthiSangam ma tairay aawaaBetawa mauj urawa kamKismat ka lota foot gawaKamai ka dhandha toot gawaJab tak karat rahe naukariPaisa khoob kamaye heApane amma babu kaGanga me dubaki lagwaaye hePata nahi ee karan footKi kangali aay gawaBetawa mauj urawa kamKismat ka lota foot gawaKamai ka dhandha toot gawaJab aayi jaayi hiya huaaTab saath sipahi jaat raheJab hamare saamne aawayHaath jor batlaat raheThore din ke andar maBaimani ka bhanda foot gawaBetawa mauj urawa kamKismat ka lota foot gawaKamai ka dhandha toot gawa

20www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 22: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

shambhu nath

21www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 23: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Pusp Our BhramarHindi Poem He pusp tumhare ras ko maiSadiyo se chusate aayaa hooTere hee karan kala hoo maiRoop kaluta payaa hooKali teri khilane se pahaleUspar mai madaraataa hooChoos sugandhit ras ko tereAtm santusti paataa hooKale pan par naaj mujhe haiToo bhee mujpar marati haiChatak matak se haradam rahatiDhoop chhaap bhee sahati hoRang badalate dair na lagatiTeraa roop niralaa haiTere andar arpan hai wahJo tujhe chahane waalaa haiChadate youwan aankh michouliMujhase karane lagati hoBan than kar merie raah johatiHans kar baate karti hoTere is khusboo me pagalBari door se aayaa hooAate hee teree vaaho meApni vaah satayaa hooJo teree is daali meKahi na mujhako aayegaaRamate jamate kahi bhee ghumooKoi nahee mujhako bhaayegaaSuryaast baaho me kas karMujhako le so jaati hoPrata kaal sang mere uthatiKhusboo se nahalaati hoKitanaa koi hame bulaayeKahi nahee mai jaataa hooTere hi dwaare aa kar keTeri alakh jagaataa hoo. shambhu nath

22www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 24: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Teri Muskan Hai sundar muskan tere hotho ki laliLe leti hai jaan teri chaal matwaliTera hai rup suhana mai hoo tera diwanaEk baar too ha kar de ban ja meri ghar waliHai sundar muskan tere hotho ki laliKajrari aankhe ye teri hawa me julf lahraayeTera roop dekh kar jaanu mausam bhee sharmaayeHar ada me ashik ho mai jo karta teri rakhwaliHai sundar muskan tere hotho ki lali shambhu nath

23www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 25: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Tum Prem Ka Bhasha Kya Jano He har pal prem badalane walePrem ki bhasha kya jano,Apane hi prem pujari parChaku ka sahara lete ho,Chhoo lete ho dil ko usakeBhar lete ho baho meKha lete ho sari kasameChhor dete ho raho meTum to farebi jismani ho, ,Jo nafrat se gujara karte ho,Luta detee hai tan man dhanTere hi sapane dekhati hai,Wah samajh na pati man teraJo tere dhun me rahati hai,Tumto gulam ho our kisi keJo, ouro ko ishara karte ho, , shambhu nath

24www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive

Page 26: shambhu nath - poems - : Poems - Quotes · PDF fileshambhu nath - poems - Publication Date: 2008 ... Mauka paay ke nahi chhodeya too ... Sundar salil ye teri bani shambhu ke man bhaya

Yaade ye bhooli bisari yaade kab tak aati rahegeerah rah karke mujhako tarpati rahegeechhoti chhoti aankhe ye kale-kale baalkaisi o muskan thee mand mand chaalye rang birange raat ab jaati rahegeeye bhooli bisari yaade kab tak aati rahegeemujhe tiree ab kam yaad aayegeekal parso me meri doli jaayegeeteree sanso ki khusboo mahkati rahegeeye bhooli bisari yaade kab tak aati rahegeeis jiwan me aisaa kyo hotaa haijab saathee chute to dil rota haishayad tere jaane ke baad meri arthi jaayegeeye bhooli bisari yaade kab tak aati rahegee shambhu nath

25www.PoemHunter.com - The World's Poetry Archive


Recommended