14
Majlis Izdiyaad e Hubb Sin madani 1440hijri eswi 2019 ! " # $ % & & ( & % ) )* ! Fehrist ma record paper Safha no 1 Madani phool baraye Majlis Izdiyad e Hubb 1 ta 6 6 2 Majlis Izdiyad e Hubb ki zimmadariya (Job discripshon) (Division ta Mulk satah) 7 ta 12 6 3 Majlis Izdiyad e Hubb Karkardagi (Division ta Almi satah) 13 ta 18 6

Majlis Izdiyaad e Hubb - Dawat-e-Islami

Embed Size (px)

Citation preview

Majlis Izdiyaad e Hubb Sin madani 1440hijri eswi 2019

��

������

�� ��

��

��

���

���

�� �

����

��

��

��

�����

��

��

��

��

������

�� ��

��

��

����� ����� ��

�� � !�

� �"

����� ���

#�

��$���

� �% ����& �

�'

��

��

�&�(

��

��

� &

��%���

� ��

�)

��

��

��� ��

��

�)*!�

� ��

�����

Fehrist ���� ����� ���� ma record paper Safha no �� ������

1 Madani phool baraye Majlis Izdiyad e Hubb 1 ta 6 6

2

Majlis Izdiyad e Hubb ki zimmadariya (Job discripshon)

(Division ta Mulk satah) 7 ta 12 6

3

Majlis Izdiyad e Hubb Karkardagi

(Division ta Almi satah) 13 ta 18 6

[1/18]

Sin madani 1440 hijri eswi 2019 Majlis Izdiyaad e Hubb

����� ���

��

�����

��

����

������

��

�� ��

��

��

���� ��

���

����

��

� �

��

��������

��

��!�����

��

�� ��

��

��

����

��"

�#� �

�����

��

�$

����� �

����� �%�

� ���&� �%�� �'

������ ���

(��

��)����

� ���&�%�� �*

������ ���

��

*�����

“Majlis Izdiyyad e hubb’’

Kay 16 Madani Phool

Farameen e Ameer e Ahlesunnat اتهم العالي��دامت بر :

� Milan-saari Infiradi koshish ki rooh hay. � Her aek ko khush-Akhlaaq bunna chahiye aur zarooratan sanjeeda

bhi. � Infiradi koshish kay douran hikayaat o riwayaat suna kar zehen

banaiyye aapka kaam samjhana hay manwana nahin. ��� Farman-e-Mustafa %���� +,���� ,�� � �

����-� ��� ��.: , ��

��

� �

�� �

��/�

��

�0� �� ��

��

����

1

�� �2 Y’ani

“musalman ki niyyat us kay amal say behter hay” (almojam-ul kabeer liltibrani, alhadees5942, jild6, safha185)

Is liye Majlis Izdiyyad hub (division ta aalami satah) yeh niyat karti rahen kay “mein ALLAH �3'�4 ki riza aur us kay piyaray HABEEB ��.����

�����-

,�� �� +, ������%��� ki khush-noodi kay liye dawateislami kay sho’bay

“Majlis Izdiyaad e Hubb” ka madani kaam madani markaz

kay dyie gaye tareeqa e kar kay mutabiq karoon gi. عزوجلان شآء اهللا

� “Madani phool tay hone kay ba’d unka nifaaz hi asal cheez hay.”

��� Is majlis kay qiyaam ka maqsad gulshan e Attar kay bikhray huwey phoolon ko husne akhlaaq, narmi, mahabbat o shafqat kay sath neki ki dawat day kar yakja kar-kay unhain madani mahool main fa’al (Active) karne ki koshih karna hay.

��� Majlis Izdiyyad e hub ki tamam zimmadaran (division ta aalami satah)

rishwat, ta’lluqaat aur mudahinat (mudahinat kay lighwi ma’na narmi kay hain,na-jayiz aur gunaah walay kaam mulahaza karne kay ba’d usay rooknay per qadir hone kay ba-wajood usay na rookna aur deeni mua’amlay ki madad o nusrat main kamzori o kam himmati ka muzahira karna mudahinat kehlata hay ya kisi bhi dunyawi mafad ki khatir deeni muaamlay main narmi

ya khamooshi ikhtiyar karna nudahinat hay) kay shari’ masail seekhen ,

is kay liye maktaba-tul-madina kay kutub o rasail ka mutala

mufeed hay masalan faizan-e-sunnat safah 539 ta 554, �kufriya

kalimaat kay bare main suwal jawab safah 428 ta 449 �bahar-e-

sharia’t , jild siwum hissa 16,� Neez fatawa-e-razaviya jild 24

safha 311 ta 331 , � Bani bimariyon ki maloomat aur tak aur “darul

ifta ahle sunnat” say zaroratan rahnumai bhi leti rahen.

� Majlis Izdiyyad e hub zimmadaran (division ta aalami satah) her maah Majlis Izdiyaad e hub ki zimmadariyan (Job discripshan) ka muta’la bhi farmaen neez isay madd-e-nazar rakh kar apna jadwal bhi murattab Karen.

(yeh peper record fail main moujood hay)

��� Majlis Izdiyyad hub kay tahat darj zel madani kamon ki tarkeeb hogi.

Wo purani islami behnen jo pehlay aati thin magar ab masroofiyat,beemari,kisi aur sabab duri,peechay hona ya rooth janay ki wajah say nahin aatin unki division satah per fehrist murattab ki jaye aur khusoosayn aham mawaqo’n masalan ijtima’ e zikre shahadat (3 din),Rabi ul awwal ka sunaton bhara ijtima’ ,Duae hajat ijtima’ aur duae sehat ijtima’ waghera say qabal khusoosi tour per hadaf lay ker dur honay wali islami behnon say rabita kar kay madani mahool say qareeb lanay ki bhar-poor koshish ki jaye.(yad rahay! Kisi ko dubarah lanay main nuqsaan ya fitnay ka andesha ho tou apni zimmadar say mushawirat kar len.)

� Aek islami bhaie kodawateislami wala banana mainkayi saal lagtay hain is liye kisi ko naraz na Karen balkay jab tak sharia’t wajib na karay kisi sunni ko apna mukhalif her-giz na banaen.

� ‘Umuman jab kisi kay dil main deen ka dard aur apni islaah ki koshish ka jazba bedaar hota hay tou wo dawate islami kay madani mahool say munsalik ho jata hay.tamam munsalik islami

[2/18]

Sin madani 1440 hijri eswi 2019 Majlis Izdiyaad e Hubb

behnon say rabitay main rahiye aur unhain madani kamon main masroof rakhye.

� Naye say ziyada puranai islami behnon per infiradi koshish kijie. (ba-hawala: Madani mashwara Markazi Majlis e Shura , Pakistan intizami kabina, Alami majlise mushawirat 2 safar ul muzaffar 1439 , 10 ta 14 november 2017)

� Un say peshgi waqt lay kar (ya jese munasib ho) infiradi tour per ghar jakar un say mulaqat kijayeaur sheikh e tareeqat Ameer e

Ahle sunnat اتهم العالي��دامت بر ki deeni khidmaat, aap kay kutub o

rasayil o madani muzakron ki ahmiyat o ifadiyat aur dawate islami kay taraqiyati kaam masalan taqreeban 107 say zayid sho’ba-jat aur dawateislami ka madani pegham taqreeban dunya bhar main pohnchna waghera ki tafseelat say aagah kiya jaye.

� Unko haftawar sunnaton bhare ijtima’at, haftawar madani muzakra (Aashoora kay 10, barhwen kay 12, giyarhwen kay 11 aur zulhijja til haram

kay 10,rajab kay 6 madani muzakre) aur mukhtasir courses,12 din kay islah e aamal course waghera ki targheeb dilayi jaey.

Unkay kabina zimmadar,division zimmadar say rabitay karwaey jaen, koyi madani kaam diya jaey (Muta’lliqa kabina zimmadar/ division zimmadar/alaqyi zimmadar ki bahmi mushawirat say tanzeemi zimmadari di jaey magar yaad rahay! Zimmadari usi surat main di jaey jab kay ye us kaam ki ahal hon, qabool Karen aur waqt dene kay liye taiyyar hon, awwalan koyi barri zimmadari na di jaey balkay ibtidan kisi zeli halqe ki zimmadari di jaey phir unki istiqamat, waqt dena,achi karkrdagi ko dekhtay huwe phir barri zimmadari di ja sakti hay,ye bhi yaad rahay kay zimmadari usi waqt di jaey jab kay sabiqa danista ya na-danista gher sharie’ / gher

tanzeemi mua’mlaat theek ho chukay hon) , unki salahiyat aur tanzeemi tajribay ko saminay rakhtay huwe mukhtalaf shoba jaat ki majalis wagherah main shamil kiya jaey.

� Pehlay jo islami behnen muballigha bhi thin aur madani kaam bhi karti thin ab waqt kam deney ki wajah say madani kaam nahin kar patin tou un per darj zel madani kaamon kay liye infiradi koshish ki jaey ya beemari ki wajah say madani kaam nahin kar paten tou un kay ghar ya qareeb ki jagah per jahan unhain sahoolat

hoaur tanzeemi zimmadar kay liye madani madani phool kay mutabiq aaghaz mumkin ho tou darj zel kaam shuroo kiye jaen.

* madrasa tul madinah (balighat) parhna parhana.*mukhtasir courses karwana.*haftawar sunnaton bharay ijtima main bayan.*ijtima e zikr o nat main bayan*Majlis e rabita o shoba e taleem waghera kay tahat aanay walay digar idaray main dars dena.*tajheez o takfeen. (waqt na day panay ali ko un kay waqt ki sahoolat kay sath ye kaam liya jaey ) ba-surat e digar darj zel amdnai kamon kay liye rabitay main liya jaey.*haftawar risalay parhna. *haftawar madani muzakarah dekhna. *madani inaamat ka risala jama karwana.

� Madani atiyat bikhusoos mahe rajab, shaban,ramazan main zakat o fitrah aur zul hijja til haram main qurbani ki khalen jama karney aur karwanay ki targheeb di jaey.

� Un ki khushi ghami main shirkat ki jaey,beemari ya foutgi ki surat main ‘eyaadat aur ta’ziyat ki tarkeb ki jaey,wiladat waghera ki khushi milnay ki surat main Mubarak-baad , hosla afzayi aur dil-joyi ki tarkeeb ki jaey.

� Mushkilaat main maktoobat o taweezat e attariya ki tarkeeb , un kay madani munnon aur madani munniyon ko jamai tul madinah, madrasa tul madina, darul madina main dakhil karwanay ki targheeb di jaey.

��� Yad rahay! Douran e mulaqaat gheebat sunnay say bacha jaey, Ameer e Ahlesunnat “Gheebat ki tabah kariyan” safha 213 per likhtay hain : Musalman ki gheebat karnay walay ko roknay ki qudrat honay ki surat main rouk dena wajib hay, rokna sawab e ‘azeem aur na rokna ‘azab e aleem (yani dard naak azab ka bai’s) hay. (tafseel kay liye safah no 213 ta 214 ka mutala kijiye neez gheebat karnay walay say peecha churranay ka tareeqa 214 per mulahaza farmayen.)

��� Purani islami behnon ko mulaqat kay waqt Ameer e Ahlesunnat

ka risala “Shaytan kay ba’z hathyaar” agar mouqa ho دامت بر�اتهم العالي�

tou hathon hath parrh kar suna den warna tohfatan pesh Kar kay 26

[3/18]

Sin madani 1440 hijri eswi 2019 Majlis Izdiyaad e Hubb

ghanton main parhnay ki drkhuwast Karen . ان شاء اهللا عزوجل madani

natayij bar-aamad hon gay, nez hasbe mouqa maktaba tul madinahh say jari honay wali vcd aur kutub o rasayil bhi paysh kiye jaen.

��� Yaad rahay! Bahas o takraar say bachna hay agar purani islami behnen zimmadar ki tabdeeli waghera per tashweesh ka izhaar Karen tou kitab “Gheebat ki tabah kariyan” say safha number 369 ta 372 hathon hath parh kar suna den ya 26 ghanton main

parrhnay ki darkhuwast Karen عزوجل madani natayij bar-aamad hon

gay.

��� Zimmadaran ki taqarruri ki tarkeeb: Majlis izdiyaad e hub ki zimmadaran ka taqarruru division ta aalmi satah hay.

� Sooba/ Mulk satah per majlis izdiyaad e hub ki zimmadari majlis e mushawirat zimmadar kay paas ho gi.

��� Majlis izdiyaad e hub zimmadar ita’at guzar, milansar, wafadar, bakirdar, ba akhlaq, suljhi huei, sanjeedah, khud-ae’timaad, zaban o nigah ki hifazat karnay wali, aajizi ki apaykar,ehsas-e-zimmadari rakhnay wali, khush akhlaq,shar’i pardah karnay wali, zati dostiyon say bachnay wali, madani inamat ki aamila, Dawat-e-Islami kay madani usoolon ki aayina-dar, istilaahaat-e-Dawat-e-Islami say waqif aur siyasi mu’amalaat (hartaal, ehtijaaj waghera ) par tabsara karnay say bachti ho. Madani mashawaron aur mahana madani halqay ki paband ho, al-gharaz sarapa targheeb hon. Ya’ni amali tor par madani kamon main shareek hon neez unhain apnay sho’bay say muta’lliq mukammal maloomat hona bay-had zaroori hay.

� Kisi bhi satah par aur kisi bhi shobay par islami behan ka taqarrur sirf is bina par na kiya jaye kay in kay mahram (islami bhayi) is shobay kay zimmadar hain balkay yeh dekha jaye kay kiya wo islami behan is madani kaam ki ahal hain?

11 May 2009 kay Nigran-e-shura kay madani mashawaray main

yeh madani phool bhi mojood ahay kay:

“Ahal aur hum zehan ko madani kaam diye jayen”

S.no Satah

Zimmadar islami behan Pakistan Beroon e mulk

1 Division Division Zimmadar majlis izdiyad e hubb (Division satah)

2 Kabina Kabina Zimmadar majlis izdiyad e hubb (kabina satah)

3 Zone Zone Zimmadar majlis izdiyad e hubb (Zone satah)

4 Sooba Reejan Zimmadar majlis izdiyad e hubb (rejan satah)

5 Mulk Mulk Zimmadar majlis izdiyad e hubb (mulk satah)

6 Mumalik Mumalik Zimmadar majlis izdiyad e hubb (mumalik satah)

7 A’alami A’alami Zimmadar majlis izdiyad e hubb (a’alami satah)

� Agar kahin zimmadar majlis izdiyad e hub muqarrar nahin ya muqarrar tou hain magar wo kisi shaded uzr ki bina per madani kaam nahin kar paarahin tou us satah ki majlis e mushawirat zimmadar islami behen kay zariye muta’lliqa madani kaam o karkardagi taiyyar karwanay ki tarkeeb banayi jaey.

� Majlis izdiyad e hub per nayi zimmadar islami behen ki taqarruri ki bina per tanzeemi tarkeeb kay mutabiq zimmadaran majlis izdiyaad e hub (division ta aalmi satah) sho’bay kay madani phool samjhanay ki tarkeeb banaen.

� zimmadar majlis izdiyad e hub (kabina/ zone satah) sharie safar honay ki surat main ba-halat e majboori telephonic madani mashwaray kay zariye bhi madani phool samjha sakti hain.

���� Mahana Ahdaaf:

� Her maah madani kamon ka hadaf zimmadaran ko diya jata hay un main say “Majlis izdiyaad e hub” ka hadaf pura karnay kay liye zimmadaran majlis izdiyaad e hub (division ta aalmi satah) khush-dili kay sath bhar-poor koshish farmayen.

� Zimmadaran apni matahat islami behnon per shafqat farmatay huwey unhain kam az kam 1 purani islami behen jo ab nahin aatin

[4/18]

Sin madani 1440 hijri eswi 2019 Majlis Izdiyaad e Hubb

un say rabita karnay ki targheeb dilate rahen aur khud bhi is per ‘amal Karen.

���� Mahana madani mashwaray o madani phool: Zimmadar majlis isdiyad e hub(division ta aalmi satah) ko chahiye kay her satah kay madani mashwaron main fikr e madina karwaeyn.

Madani mashwara lenay wali satah shurakaa Madani phool

Majlis izdiyad e hub zimmadar (division satah)

division ….

Madani phool baraye Majlis izdiyaad e hubb per kalam, Infiradi

karkardagi o karkardagi jadwal, taraqqi o tanzzuli ka jayiza,aglay

maah kay ahdaaf waghera.

Majlis izdiyad e hub zimmadar (kabina satah)

Kabina Majlis izdiyad e hub zimmadar (division satah)

Madani phool baraye Majlis izdiyaad e hubb per kalam, Infiradi karkardagi o karkardagi jadwal, taraqqi o tanzzuli ka jayiza,aglay

maah kay ahdaaf waghera.

Majlis izdiyad e hub zimmadar

(Zone satah) Zone

Majlis izdiyad e hub zimmadar (kabina satah)

Madani phool baraye Majlis izdiyaad e hubb per kalam, Infiradi karkardagi o karkardagi jadwal, taraqqi o tanzzuli ka jayiza,aglay

maah kay ahdaaf waghera.

Majlis izdiyad e hub zimmadar (Sooba satah)

Sooba Majlis izdiyad e hub zimmadar (Zone satah)

Madani phool baraye Majlis izdiyaad e hubb per kalam, Infiradi karkardagi o karkardagi jadwal, taraqqi o tanzzuli ka jayiza,aglay

maah kay ahdaaf waghera.

Majlis izdiyad e hub zimmadar

(mulk satah) Mulk

Majlis izdiyad e hub zimmadar (Sooba satah)

Madani phool baraye Majlis izdiyaad e hubb per kalam, Infiradi karkardagi o karkardagi jadwal, taraqqi o tanzzuli ka jayiza,aglay

maah kay ahdaaf waghera.

Majlis izdiyad e hub zimmadar (mumalik satah)

Mumalik Majlis izdiyad e hub zimmadar (mulk satah)

Madani phool baraye Majlis izdiyaad e hubb per kalam, Infiradi karkardagi o karkardagi jadwal, taraqqi o tanzzuli ka jayiza,aglay

maah kay ahdaaf waghera. Majlis izdiyad e hub zimmadar

Aalmi Majlis izdiyad e hub zimmadar

(mumalik satah)

Madani phool baraye Majlis izdiyaad e hubb per kalam, Infiradi

(Aalmi satah) karkardagi o karkardagi jadwal, taraqqi o tanzzuli ka jayiza,aglay

maah kay ahdaaf waghera.

���� She mahi madani mashwara: � January.�April. �July.�October

���� Karkardagi jama karwane ki tareekhen:

�Division: 4 Kabeena:7 �Zone:9 �mulk: 11 �mumalik:11

�a’almi:13

(Karkardagi majlis izdiyaad e hubb (division ta almi satah) record fail main moujood hain)

� Zimmadar majlis izdiyad e hub (division ta aalmi satah) karkardagi form apni mathat zimmadaran ki karkardagiyon ko madde nazar rakh kar pur farmaen.

� Kisi satah per karkardagi na milay tou ahsan tareeqay say puch guch zaroor ki jaye is silsilay main zimmadar islami behen ka andaz jarihana ya hakimana na ho balkay ehsaas dila ak aesa zehen diya jaey kay aayinda kabhi karkrdagi ka nagha na ho, majlis izdiyad e hub ki her satah ki zimmadar islami behen karkrdagi waqt e muqarrarah per ehsaas e zimmadri kay sath wusool karnay aur jama’ karwanay ki tarkeeb banaen.

� Is kaam ko behtar say behtar bananay kay liye qabal az waqt jama karwanay ki yad dihani ka silsila bhi jari rakha jaey , kiyu kay karkrdagi jama’ na huyi ya jama karnay main takheer ka samina huwa tou aalmi satah tak ki karrkdagi mutas-sir aur madnai kaam kay nuqsan ka andesha hay, neez majlis izdiyad e hub ki karkrdagi ko wusool kartay waqt pichlay maah ki karkrdagi ko saminay rakh kar ba-ghor dekha jaey ta-kay kami beshi ki nishandahi ho aur aghlaat ki bar-waqt islaah ki jasakay.

� Majlis izdiyad e hub zimmadaran (division ta aalmi satah) apni matahat zimmadaran kay pur shuda “karkardagi forms” aur

[5/18]

Sin madani 1440 hijri eswi 2019 Majlis Izdiyaad e Hubb

purshuda “karkardagi jadwal” (km az km 2 saal tak ) display fail main tarteeb war rakh kar mahfooz farma lain.

� Majlis iadiyad e hub zimmadaran (kabina ta zone satah) mahana madani mashwaray main apni matahat zimmadaran ki behtar karkardagi masalan haftawar sunnaton bharay ijtima/ mahana madani halqe o madani mashwaray ki pabundi, her maah karkardagi waqt per jama karwany aur un kay alaqe main aamilat e madani inaamat main izafa honay ki surat main hosla afzayi kartay huway madani tahaif (kutub o rasayil,vcd,memoori card

waghera) denay ki tarkeeb banaen.

� Madani tahaif detay waqt ye niyat bhi karwayi jaey kay kab tak parh ya sun len gi?

���� Zimmadar majlis izdiyad e hub (division ta aalmi satah) apni majlis e mushawirat zimmadar islami behen say marboot rahen, unhain apni karkardagi say aagah rakhen aur un say mashwara kartay rahen, jo apni zimmadar islami behen say jitna ziyada marboot rahay gi wo utni hi mazboot hoti jaey gi.

���� Zimmadar majlis izdiyad e hub (division ta aalmi satah) apni dunya aur aakhrat ki behtari kay lye mandarja-zail umoor ko apnany ki koshish farmaen:

� Faraz u’loom seekhany ki koshish karti rehain. Faraz uloom seekhany kay lye kutub ameer-e-ahlesunnat, bahar-e shariat, fatawa razwia, ahya-ul-aloom wagaira kay muta’lay ki adat bnaen. Khusosan sadrul afazal mufti sayyid Muhammad Na’eem ul deen murad abadi ,�� �����-����1�*# ki islami aqaed se mutaliq kitaab

banam "kitaab al aqayid" (matbu’a maktaba tul madina), bahar-e Shariat ka pehla hissa, kufria kalimaat kay baare mein suwal jawab, masail seekhnay kay liye bahar-e Shariat kay muntakhib abwab aur hisson kay sath sath Ameer ahl-e-sunnat ,�������%5-�6���7��8 kay jumla kutub o rasail achay buray akhlaq ki maloomat haasil karne kay liye "baatini bimarion ki maloomat: achay akhlaq

haasil karne ka tareeqa par mubni munjiyat ki kitaaben (matbu’a

maktaba tul madina) ka mutala’a kijiye mutala’a karne kay liye kuch waqt maslan (subah 19 minute) Ameer ahl-e-sunnat LMNOPQR STدا

WXYOZYا ki kutub o rasail kay liye aur isi terhan deegar kutub kay liye bhi kuch waqt maslan (baad maghrib o qabal ta-aam 19 minute) khaas kijiye.

� Sharai’ parday ki pabandi krain aur deeda zaib burqa pehnany say ijtanab kray.

� A’mli taur par madani kamon main shareek hon rozana kam az kam 2 ghuntay madani kamon main saraf ki jeay, pabandi-e waqat kay sath awal ta akhir hafta war ijtma’ aur tarbiati halqay main shirkat wgaira.

� Apni islah ki koshish kay lye madani ina’amat par a’mal kay sath sath rozana fikr-e madina kartay huay har mah madani ina’amat ka risala apni zimmadar islami behan ko jama’ karwaen aur sari dunaia kay logon ki islah ki koshish kay lye apny bacho kay abu/ maharam ko u’mar bhar main yak-musht 12 mah, har 12 mah main aik maah aur har aik maah main kam az kam 3 din jadwal kay mutabaq madani qaflay main safar ki targeeb dilaty rehain.

� Riza-e rabb-ul anam kay madani kamon par amal kartay huway a’ttar ki ajmairi, bagdadi,makki aur Madani baiti bannay ki sa’ae jari rakhain neez zarori guftagu kam lafzon main, kuch isharay main aur kuch likh kayr karny ki koshish kay sath sath nigahain jhuka kar rakhny ki tarkeeb bnaen.

� Markazi majlis-e shura’,kabeena aur apny sho’bbay kay madani mashwaru kay milnay walay madani phoolon ka khud bhi mutala’a kijiye aur muta’liqa tamam zimmadaran tak bar waqat pohnchany ki tarkeeb banayen,

[6/18]

Sin madani 1440 hijri eswi 2019 Majlis Izdiyaad e Hubb

� Doran-e madani kam-o mulaqat ameer-e ahle sunnat, bani-e Dawat-e islami Hazrat ilama maulana abu bilal Muhammad Ilyas Attar qadri ,������� %5-�6��� 7��8 kay zariye’ silsila aa’lia qadria

razwia Attaria main mureed/ talib bnany ki koshish karti rehain, mureed/ talib ho jaen to majlis maktoobat-o taweezat Attaria say maktoob ki bhi tarkeeb bnaen.

� Madani kam istaqamat kay sath kayrnay kay lye bil khasoos madani ina’am number 21 aur 24 ki a’mila ban jaen.

Madani ina’am number 21: kia aaj aap nay markazi majlis-e shura, kabinat, mushawartain-o deegar tamam majalis jis ki bhi aap matehat hain in ki (shariat kay dieray main reh kar) ita’at fermai?

Madani ina’m number 24: kisi zimmadar (ya aam islami behan)

burai sadir honay ki soorat main tehreeri taur par ya brah-e mil kar (dono sooraton main narmi kay sath) samjhany ki koshish farmayi ya � ��� ���

��3�

'��

��4 bila ijazat-e sharai’’ kisi aur par izhar kar kay ap

geebat ka gunah-e kabeera kar baithin.

���� Pooch guch

Farman-e- Ameer-e-Ahlesunnat ي��� ال م� الع� ��ات�ه ت ب�ر�� د�ام�

“Pooch guch madani kamon ki jaan he”

(madani kamon ki taqseem kay taqazay)

��� Zimmadar majlis izdiyad e hub (division ta aalmi satah) “Madani phool baraye majlis izdiyad e hub” main moujood madani kaam apnay pas dairy main batour-e-yaddasht tahreer fermalainya high-lite karlain takay bar waqt har madani phool par a’mal hosakay.

� Zimmadar majlis izdiyad e hub (division ta aalmi satah) mahanan madani mashwaray main bhi pooch guch farmayen kay in madnai phoolon per kahan tak ‘amal huwa?

� Kamzori honay par muta’lqa zimmadaran ki tafheem aur aayanda behtri kay liye layeha amal tayyar karain.

� “Madani phool baraye majlis izdiyad e hub” say muta’lliq agar koi madani mashwara ho to tanzeemi trkeeb kay mutabiq apni zimmadar islami behan tak pohnchayn.

� Madani phool baraye majlis izdiyad e hub” say muta’lliq agar koyi mas’ala derpaish ho to tanzeemi trkeeb kay mutabiq apni zimmadar islami behan tak pohnchayn.

� Apnay mulk kay halaat aur noe’yat kay mutabiq majlis muawinat braye islami behnay zimmadar (kabina satah) aur mumalik zimmadar ki ijazat say in madani phoolon main hasb-e- zarorat termeem ki ja sakti hay.

[7/18] Sin madani 1439hijri eswi 2018 Haftawar Sunnaton bhara division ijtima

����� ���

��

�����

��

����

������

��

�� ��

��

��

���� ��

���

����

��

� �

��

��������

��

��!�����

��

�� ��

��

��

����

��"

�#� �

�����

��

�$

����� �

����� �%�

� ���&� �%�� �'

������ ���

(��

��)����

� ���&�%�� �*

������ ���

��

*�����

Majlis Izdiyyad e hubb ki

zimmadariyan (Job Discripshon)

Majlis Izdiyaad e hubb zimmadar (division satah)

ki zimmadariyan (Job Discripshon)

Tay Shuda Madani Mashware:

� Her 3 Maah ba’d division zimmadar kay madani mashware main

shirkat karna. (Jis main ‘alaqa zimmadaran moujood hoti hain).

� Her 3 maah ba’d majlis izdiyaad e hubb zimmadar (kabina satah)

kay madani mashware main shirkat karna.

� Her maah division zimmadar kay aapus kay madani mashware

main shirkat karna.

Bunyadi ahdaaf:

� Her eswi maah ki yakum tareekh tak apna karkardagi jadwal

bana kar apni zimmadar ko pesh karna.

� Her maah ki 4 tareekh tak apni mahana karkardagi Majlis Izdiyaad

hub (kabina satah) ko dena.Majlis Izdiyaad e hub zimmadar (kabina

satah) ki janib say milne walay ahdaf komukammal karne ki

koshish karna.

� Her maah aek purani islami behen ko jo ab nahin aatin un say

rabita kar kay dubara lane ka hadaf zimmadaran ko dena.

MAhana Madani kaam:

� Her haftay Haftawar sunnaton bhara ijtima’ main shirkat karna.

� Her haftay Madani dora main shirkat karna.

� Mahana Madani halqe main shirkat karna.

� Madani Ina’amat ka risala her maah jama’ karwana.

� Ghar dars, Madani muzakra aur Haftawar risalon ki karkardagi

muta’lliqa zimmadaran ko jama’ karwana.

Sho’bay kay Kaam:

� Ruthi huwi islami behnon ko neki ki dawat day kar unhain madani

mahool main fa’al kar-kay dawateislami ki madani tahreek main

shamil karne ki koshish karna.

� Purani islami behnen jo pehlay aati thin magar ab nahin aatin

unki fehrist murattab karna.

� Un say peshgi waqt lay-kar infiradi tour per ghar ja-kar mulaqaat

karna.

� Purani/ Ruthi huwi islami behnon ko haftawar ijtima’at / haftawar

madani muzakron ki dawat dena.

� Mukhtasir courses, 12 din kay rihayishi courses karne ki targheeb

dilana.

� Purani aaur ruthi huwi islami behnon ko division o kabina

zimmadar say rabitay o mulaqaat karwana.

� Unki salahiyyat o qabliyat ko madd-e-nazar rakh kar zarooratan

unhain zimmadari day kar madani kamon main masroof karna.

� Aesi islami behnon kay ghar madani halqa rakhna.

� Madrasa tul madinah (balighat) main shirkat ka zehen dena.

� Khushi, ghami kay mawaqe per un islami behen kay gharon main

dil-joyi kay liye jana.

� Waqtan fawaqtan madani channel per live madani muzakron ka

targheebi sms karna.

� Unhen zarooratan maktoobat o taweezat e attariya mushkilaat

mainline ka zehen dena.

[8/18] Sin madani 1439hijri eswi 2018 Haftawar Sunnaton bhara division ijtima

� Un islami behnon kay madani munnon aur madani munniyon ko

jamaia tul madina / madrasa tul madina / darul madina main

dakhil karwane ki targheeb dilana.

� Unhain madani ina’amat ka risala pesh karna.

� Aur waqtan fawaqtan jari hone wale Ameer e Ahlesunnat kay

rasayil o maktaba tul madina ki atbooa’at tohfatan pesh karna.

� Majlis Izdiyyad e hub zimmadar ko rishwat, ta’lluqaat aur

mudahanat kay sharie’ masail seekhna.zarooratan darul ifta

ahlesunnat say rabita karna.

Majlis Izdiyaad e hubb zimmadar (Kabina satah)

ki zimmadariyan (Job Discripshon)

Tay Shuda Madani Mashware:

� Her 3 Maah ba’d majlis izdiyaad e hub zimmadar (Zone satah) kay

madani mashware main shirkat karna.

� Her 3 maah ba’d majlis izdiyaad e hubb zimmadar (division satah)

ka madani mashwara lena.

� Her maah apni kabina zimmadar kay aapus kay madani mashware

main shirkat karna.

Bunyadi ahdaaf:

� Her eswi maah ki yakum tareekh tak apna karkardagi jadwal apni

sho’ba zimmadar ko pesh karna.

� Her maah ki 4 tareekh tak majlis izdiyaad e hub zimmadaran say

karkardagi wusool karna aur followup karna.

� Her muqarrarah tareekh per majlis izdiyaad hub zimmadaran

(division satah) say karkardagi jadwal wusool kar-kay check karna.

� Muqarrarah tareekh per na milne ki surat main tahreeri wazahat

lena.

� Her maah ki 6 tareekh tak apni mahana karkardagi majlis izdiyaad

e hub zimmadar (zone satah) ko jama’ karwana.

� Zimmadaran ka taqarrur aur unki tarbiyat karna.

� Majlis izdiyaad e hub zimmadar (zonesatah) ki janib say milne wale

ahdaaf ko mukmmal karne ki koshish karna aur yehi ahdaaf

division satah ki majlis izdiyaad hub zimmadaran main taqseem

karna.

MAhana Madani kaam:

� Her haftay Haftawar sunnaton bhara ijtima’ main shirkat karna.

� Her haftay Madani dora main shirkat karna.

� Mahana Madani halqe main shirkat karna.

� Madani Ina’amat ka risala her maah jama’ karwana.

� Ghar dars, Madani muzakra aur Haftawar risalon ki karkardagi

muta’lliqa zimmadaran ko jama’ karwana.

Sho’bay kay Kaam:

� Ruthi huwi islami behnon ko neki ki dawat day kar unhain madani

mahool main fa’al kar-kay dawateislami ki madani tahreek main

shamil karne ki koshish karna.

� Purani islami behnen jo pehlay aati thin magar ab nahin aatin

unki fehrist murattab karna.

� Un say peshgi waqt lay-kar infiradi tour per ghar ja-kar mulaqaat

karna.

� Purani/ Ruthi huwi islami behnon ko haftawar ijtima’at / haftawar

madani muzakron ki dawat dena.

� Mukhtasir courses, 12 din kay rihayishi courses karne ki targheeb

dilana.

� Purani aaur ruthi huwi islami behnon ko division o kabina

zimmadar say rabitay o mulaqaat karwana.

[9/18] Sin madani 1439hijri eswi 2018 Haftawar Sunnaton bhara division ijtima

� Unki salahiyyat o qabliyat ko madd-e-nazar rakh kar zarooratan

unhain zimmadari day kar madani kamon main masroof karna.

� Aesi islami behnon kay ghar madani halqa rakhna.

� Madrasa tul madinah (balighat) main shirkat ka zehen dena.

� Khushi, ghami kay mawaqe per un islami behen kay gharon main

dil-joyi kay liye jana.

� Waqtan fawaqtan madani channel per live madani muzakron ka

targheebi sms karna.

� Unhen zarooratan maktoobat o taweezat e attariya mushkilaat

mainline ka zehen dena.

� Un islami behnon kay madani munnon aur madani munniyon ko

jamaia tul madina / madrasa tul madina / darul madina main dakhil

karwane ki targheeb dilana.

� Unhain madani ina’amat ka risala pesh karna.

� Aur waqtan fawaqtan jari hone wale Ameer e Ahlesunnat kay

rasayil o maktaba tul madina ki atbooa’at tohfatan pesh karna.

� Majlis Izdiyyad e hub zimmadar ko rishwat, ta’lluqaat aur

mudahanat kay sharie’ masail seekhna.zarooratan darul ifta

ahlesunnat say rabita karna.

Majlis Izdiyaad e hubb zimmadar (Zone satah) ki

zimmadariyan (Job Discripshon)

Tay Shuda Madani Mashware:

� Her 3 Maah ba’d majlis izdiyaad e hub zimmadar (Sooba satah) kay

madani mashware main shirkat karna.

� Her 3 maah ba’d majlis izdiyaad e hubb zimmadar (zone satah) ka

madani mashwara lena.

� Her maah apni zone zimmadar kay aapus kay madani mashware

main shirkat karna.

Bunyadi ahdaaf: Doran e jadwal bunyadi ahdaaf ko sub say ziyada tawajjo di jaey

jin main ye cheezen shamil hain:

� Her eswi maah ki yakum tareekh tak apna karkardagi jadwal bana

kar apni sho’ba zimmadar ko jama’ karwana.

� Her maah ki 6 tareekh tak mahana majlis izdiyaad e hub

karkardagi majlis izdiyaad hub zimmadaran (kabina satah) say

wusool kar-kay check karna aur followup karna.

� Her maah Muqarrarah tareekh per majlis izdiyaad hub zimmadaran

(kabina satah) say karkardagi jadwal wusool karna na milne ki surat

main tahreeri wazahat talab karna.

� Her maah ki 8 tareekh tak apni mahana karkardagi majlis izdiyaad

e hub zimmadar (sooba satah) ko jama’ karwana.

� Zimmadaran ka taqarrur aur unki tarbiyat karna.

� Majlis izdiyaad e hub zimmadar (sooba satah) ki janib say milne wale

ahdaaf ko mukmmal karne ki koshish karna aur yehi ahdaaf majlis

izdiyaad hub zimmadaran (kabina satah) main taqseem karna.

MAhana Madani kaam:

� Her haftay Haftawar sunnaton bhara ijtima’ main shirkat karna.

� Her haftay Madani dora main shirkat karna.

� Mahana Madani halqe main shirkat karna.

� Madani Ina’amat ka risala her maah jama’ karwana.

� Ghar dars, Madani muzakra aur Haftawar risalon ki karkardagi

muta’lliqa zimmadaran ko jama’ karwana.

Sho’bay kay Kaam:

� Ruthi huwi islami behnon ko neki ki dawat day kar unhain madani

mahool main fa’al kar-kay dawateislami ki madani tahreek main

shamil karne ki koshish karna.

[10/18] Sin madani 1439hijri eswi 2018 Haftawar Sunnaton bhara division ijtima

� Purani islami behnen jo pehlay aati thin magar ab nahin aatin

unki fehrist murattab karna.

� Un say peshgi waqt lay-kar infiradi tour per ghar ja-kar mulaqaat

karna.

� Purani/ Ruthi huwi islami behnon ko haftawar ijtima’at / haftawar

madani muzakron ki dawat dena.

� Mukhtasir courses, 12 din kay rihayishi courses karne ki targheeb

dilana.

� Purani aaur ruthi huwi islami behnon ko division o kabina

zimmadar say rabitay o mulaqaat karwana.

� Unki salahiyyat o qabliyat ko madd-e-nazar rakh kar zarooratan

unhain zimmadari day kar madani kamon main masroof karna.

� Aesi islami behnon kay ghar madani halqa rakhna.

� Madrasa tul madinah (balighat) main shirkat ka zehen dena.

� Khushi, ghami kay mawaqe per un islami behen kay gharon main

dil-joyi kay liye jana.

� Waqtan fawaqtan madani channel per live madani muzakron ka

targheebi sms karna.

� Unhen zarooratan maktoobat o taweezat e attariya mushkilaat

mainline ka zehen dena.

� Un islami behnon kay madani munnon aur madani munniyon ko

jamaia tul madina / madrasa tul madina / darul madina main dakhil

karwane ki targheeb dilana.

� Unhain madani ina’amat ka risala pesh karna.

� Aur waqtan fawaqtan jari hone wale Ameer e Ahlesunnat kay

rasayil o maktaba tul madina ki atbooa’at tohfatan pesh karna.

� Majlis Izdiyyad e hub zimmadar ko rishwat, ta’lluqaat aur

mudahanat kay sharie’ masail seekhna.zarooratan darul ifta

ahlesunnat say rabita karna.

Majlis Izdiyaad e hubb zimmadar (Sooba satah)

ki zimmadariyan (Job Discripshon)

Tay Shuda Madani Mashware:

� Her 3 Maah majlis izdiyaad e hub zimmadar (Mulk satah) kay

madani mashware main shirkat karna.

� Her 3 maah ba’d majlis izdiyaad e hubb zimmadar (zone satah) ka

madani mashwara lena.

� Her maah apni Sooba zimmadar kay aapus kay madani mashware

main shirkat karna.

Bunyadi ahdaaf: Doran e jadwal bunyadi ahdaaf ko sub say ziyada tawajjo di jaey

jin main ye cheezen shamil hain:

� Zimmadaran ka taqarrur aur unki tarbiyat karna.

� Her eswi maah ki yakum tareekh tak apna karkardagi jadwal apni

sho’ba zimmadar ko jama’ karwana.

� Her maah ki 8 tareekh tak majlis izdiyaad e hub zimmadaran (zone

satah) say mahana karkardagi wusool kar-kay check karna.

� Her maah ki Muqarrarah tareekh per majlis izdiyaad hub

zimmadaran (zone satah) say karkardagi jadwal wusool karna na

milne ki surat main tahreeri wazahat talab karna.

� Her maah ki 10 tareekh tak apni mahana karkardagi majlis

izdiyaad e hub zimmadar (Mulk satah) ko jama’ karwana.

� Majlis izdiyaad e hub zimmadar (Mulk satah) ki janib say milne wale

ahdaaf ko mukmmal karne ki koshish karna aur yehi ahdaaf majlis

izdiyaad hub zimmadaran (Zone satah) main taqseem karna.

MAhana Madani kaam:

� Her haftay Haftawar sunnaton bhara ijtima’ main shirkat karna.

� Her haftay Madani dora main shirkat karna.

[11/18] Sin madani 1439hijri eswi 2018 Haftawar Sunnaton bhara division ijtima

� Mahana Madani halqe main shirkat karna.

� Madani Ina’amat ka risala her maah jama’ karwana.

� Ghar dars, Madani muzakra aur Haftawar risalon ki karkardagi

muta’lliqa zimmadaran ko jama’ karwana.

Sho’bay kay Kaam:

� Ruthi huwi islami behnon ko neki ki dawat day kar unhain madani

mahool main fa’al kar-kay dawateislami ki madani tahreek main

shamil karne ki koshish karna.

� Purani islami behnen jo pehlay aati thin magar ab nahin aatin

unki fehrist murattab karna.

� Un say peshgi waqt lay-kar infiradi tour per ghar ja-kar mulaqaat

karna.

� Purani/ Ruthi huwi islami behnon ko haftawar ijtima’at / haftawar

madani muzakron ki dawat dena.

� Mukhtasir courses, 12 din kay rihayishi courses karne ki targheeb

dilana.

� Purani aaur ruthi huwi islami behnon ko division o kabina

zimmadar say rabitay o mulaqaat karwana.

� Unki salahiyyat o qabliyat ko madd-e-nazar rakh kar zarooratan

unhain zimmadari day kar madani kamon main masroof karna.

� Aesi islami behnon kay ghar madani halqa rakhna.

� Madrasa tul madinah (balighat) main shirkat ka zehen dena.

� Khushi, ghami kay mawaqe per un islami behen kay gharon main

dil-joyi kay liye jana.

� Waqtan fawaqtan madani channel per live madani muzakron ka

targheebi sms karna.

� Unhen zarooratan maktoobat o taweezat e attariya mushkilaat

mainline ka zehen dena.

� Un islami behnon kay madani munnon aur madani munniyon ko

jamaia tul madina / madrasa tul madina / darul madina main dakhil

karwane ki targheeb dilana.

� Unhain madani ina’amat ka risala pesh karna.

� Aur waqtan fawaqtan jari hone wale Ameer e Ahlesunnat kay

rasayil o maktaba tul madina ki atbooa’at tohfatan pesh karna.

� Majlis Izdiyyad e hub zimmadar ko rishwat, ta’lluqaat aur

mudahanat kay sharie’ masail seekhna.zarooratan darul ifta

ahlesunnat say rabita karna.

Majlis Izdiyaad e hubb zimmadar (Mulk satah) ki

zimmadariyan (Job Discripshon)

Tay Shuda Madani Mashware:

� Her 3 Maah ba’d Majlis izdiyaad e hub zimmadar (Mumalik satah)

kay madani mashware main shirkat karna.

� Her 3 maah ba’d majlis izdiyaad e hubb zimmadar (Soob satah) ka

madani mashwara lena.

� Her maah apni Mulk zimmadar kay aapus kay madani mashware

main shirkat karna.

Bunyadi ahdaaf: Doran e jadwal bunyadi ahdaaf ko sub say ziyada tawajjo di jaey

jin main ye cheezen shamil hain:

� Zimmadaran ka taqarrur aur unki tarbiyat karna.

� Her eswi maah ki yakum tareekh tak apna karkardagi jadwal apni

sho’ba zimmadar ko jama’ karwana.

� Her maah ki 10 tareekh tak majlis izdiyaad e hub zimmadaran

(Sooba satah) say mahana karkardagi wusool kar-kay check karna

aur followup karna.

[12/18] Sin madani 1439hijri eswi 2018 Haftawar Sunnaton bhara division ijtima

� Her maah ki Muqarrarah tareekh per majlis izdiyaad hub

zimmadaran (sooba satah) say karkardagi jadwal wusool karna na

milne ki surat main tahreeri wazahat talab karna.

� Her maah ki 12 tareekh tak apni mahana karkardagi majlis

izdiyaad e hub zimmadar (Mumalik satah) ko jama’ karwana.

� Majlis izdiyaad e hub zimmadar (Mumalik satah) ki janib say milne

wale ahdaaf ko mukmmal karne ki koshish karna aur yehi ahdaaf

majlis izdiyaad hub zimmadaran (Sooba satah) main taqseem karna.

MAhana Madani kaam:

� Her haftay Haftawar sunnaton bhara ijtima’ main shirkat karna.

� Her haftay Madani dora main shirkat karna.

� Mahana Madani halqe main shirkat karna.

� Madani Ina’amat ka risala her maah jama’ karwana.

� Ghar dars, Madani muzakra aur Haftawar risalon ki karkardagi

muta’lliqa zimmadaran ko jama’ karwana.

Sho’bay kay Kaam:

� Ruthi huwi islami behnon ko neki ki dawat day kar unhain madani

mahool main fa’al kar-kay dawateislami ki madani tahreek main

shamil karne ki koshish karna.

� Purani islami behnen jo pehlay aati thin magar ab nahin aatin

unki fehrist murattab karna.

� Un say peshgi waqt lay-kar infiradi tour per ghar ja-kar mulaqaat

karna.

� Purani/ Ruthi huwi islami behnon ko haftawar ijtima’at / haftawar

madani muzakron ki dawat dena.

� Mukhtasir courses, 12 din kay rihayishi courses karne ki targheeb

dilana.

� Purani aaur ruthi huwi islami behnon ko division o kabina

zimmadar say rabitay o mulaqaat karwana.

� Unki salahiyyat o qabliyat ko madd-e-nazar rakh kar zarooratan

unhain zimmadari day kar madani kamon main masroof karna.

� Aesi islami behnon kay ghar madani halqa rakhna.

� Madrasa tul madinah (balighat) main shirkat ka zehen dena.

� Khushi, ghami kay mawaqe per un islami behen kay gharon main

dil-joyi kay liye jana.

� Waqtan fawaqtan madani channel per live madani muzakron ka

targheebi sms karna.

� Unhen zarooratan maktoobat o taweezat e attariya mushkilaat

mainline ka zehen dena.

� Un islami behnon kay madani munnon aur madani munniyon ko

jamaia tul madina / madrasa tul madina / darul madina main dakhil

karwane ki targheeb dilana.

� Unhain madani ina’amat ka risala pesh karna.

� Aur waqtan fawaqtan jari hone wale Ameer e Ahlesunnat kay

rasayil o maktaba tul madina ki atbooa’at tohfatan pesh karna.

� Majlis Izdiyyad e hub zimmadar ko rishwat, ta’lluqaat aur

mudahanat kay sharie’ masail seekhna.zarooratan darul ifta

ahlesunnat say rabita karna.

[13/18]

Division

Kabina

Haftawar sunnaton

bharay ijtima main

shirkat ki?

Haftawar Madani

Muzakarah ki

sa'adat payi?

Madrasa tul madinah

main parhnay/

parhane ki trkeeb ki?

Mukhtasir course

karne/ karwanay ki

tarkeeb ki?

Haftawar risala o

madani inaamat ki

tarkeeb bani?

pehla

Hafta

Dusra

Hafta

Teesra

Hafta

Chotha

Hafta

Panchwan

Hafta

Majlis Izdiyad e HubbSin (Madani)1440 Hijri/ (Eesvi) 2019

Mah o sin (madani)___________ (eiswi)___________

Karkardagi Majlis Izdiyaad E Hubb (Division satah)

حیم ط

ن الر

حم

جیم ط بسم اہلل الر

ن الر

یط

الش

باہلل من

وذ

عا

ف

عد

ا ب

م

لین ا

رس

دالم

ی

ی س

ل

ع

م

ل

الس

و

وۃ

ل

الص

مین و

ل

الع

ب

ہلل ر

مد

لح

ا

zimmadar Majlis Izdiyaad e Hubb (division satah) (umme/ binte)___________

Majmooi ta'dad

Madani phool: yeh Karkardagi form har ei'swi mah ki 04 tareekh tak zimmadaar Majlis izdiyaad e Hubb (kabina satah) ko jama' karwaen.

Hafta.No

Is Maah aesi kitni islami behnon say

rabita kiya jo pehlay rabitay main

thin magar ab nahin hain?

IS Maah In main say kitni islami behnon nay