26
Allah Kahan Hey ..?? Quran Aur Sahii Hadees Aur Salaf-us-Salaheen ke Roshni me Quran : Daleel : 1 ٰ ىَ َ ۡ ٱﺳِ شۡ َ ۡ ﻰ ٱﻟَ َ ُ ٰ ـَ ۡ ٱﻟﺮﱠﺣAR RAHMAANU ALAL ARSHISTAWA RAHMAAN ARSH PAR MUSTAWI HUA [al-Qur’aan (20:05)] { Reference No -01 Soorah Taha(20) – Ayat-5 Reference No -02: Soorah al-A’raaf (07) – Ayat- 54 Reference No -03: Soorah al-Furqaan (25)- Ayat-59 } Daleel : 2 ALLAH SUBHANAHUWATALA EESA (Alaihissalaam) se keh raha hai… AUR TUJHE APNI JANIB UTHANE WALA HUN… (SURAH AALE IMRAN 03:55) –>>NOTE: AGAR ALLAH HAR JAGAH HAI TOH KYUN EESA ALAIHISSALAM KO OOPAR UTHA LENE KO KEH RAHA HAI… Daleel : 3 AUR APNE RAB SE ”JO UN KE UPAR HAI”…KAP KAPATE REHTE HAIN… SURAH AN-NAHL 16:50 {IN AAYATON SE YE PAKKA PROVE HOTA HAI KE ALLAH ARSH PAR SAAT AASMAANON KE OOPAR HAI…} ——————————————————–

Allah Kahan Hey ..?? Quran Aur Sahii Hadees Aur Salaf-us ... kahan...SUNNAT ko bhi ” aur HAMARA AQEEDA ye hai ki ALLAH apne ARSH ke oopar ISTAWA hua apni MAKHLOOQAT se bilkul alag

  • Upload
    others

  • View
    7

  • Download
    0

Embed Size (px)

Citation preview

  • Allah Kahan Hey ..?? Quran Aur Sahii Hadees Aur Salaf-us-Salaheen ke Roshni me

    Quran :

    Daleel : 1

    َعۡرِش ٱۡستََوىٰ ُن َعَلى ٱلۡ ۡحَمـٰ ٱلرَّ AR RAHMAANU ALAL ARSHISTAWA RAHMAAN ARSH PAR MUSTAWI HUA [al-Qur’aan (20:05)]

    { Reference No -01 Soorah Taha(20) – Ayat-5 Reference No -02: Soorah al-A’raaf (07) – Ayat- 54 Reference No -03: Soorah al-Furqaan (25)- Ayat-59 }

    Daleel : 2 ALLAH SUBHANAHUWATALA EESA (Alaihissalaam) se keh raha hai… AUR TUJHE APNI JANIB UTHANE WALA HUN… (SURAH AALE IMRAN 03:55)

    –>>NOTE: AGAR ALLAH HAR JAGAH HAI TOH KYUN EESA ALAIHISSALAM KO OOPAR UTHA LENE KO KEH RAHA HAI…

    Daleel : 3 AUR APNE RAB SE ”JO UN KE UPAR HAI”…KAP KAPATE REHTE HAIN… SURAH AN-NAHL 16:50

    {IN AAYATON SE YE PAKKA PROVE HOTA HAI KE ALLAH ARSH PAR SAAT AASMAANON KE OOPAR HAI…}

    ——————————————————–

  • Sahii Hadees :

    1.Rasoolullah ملسو هيلع هللا ىلص ne farmaya: ((ُ؟ ْیَن هللاَّ َ َماءِ )) :Allah kahan hai? Toh Londe ne araz kiye ((أ ((فِى السَّAsman par hai, Aap ملسو هيلع هللا ىلص ne farmaya: Main koon hoon? Londe ne kaha: Allah k Rasool, Aap .ne farmaya: Isay aazad kardo yeh Momin awrat hai ملسو هيلع هللا ىلص

    {Sahih Muslim, Kitab-ul-Tawheed, Hadith no.537}

    Scan:

    2. Rasoolullah ملسو هيلع هللا ىلص ne yom-e-arfa k khutba mein farmaya: Tum Logu say Meray bare mein pucha jayega, Kya ka’hogay? Unhu (Sahaba) ne jawab diya: Hum gawahi deyegay kii bila’shuba Aap ne (deen) pancha diya, amanat ada kar diye aur Aap ne ummat ki har tarha ghair’khahi kiye, Is par Aap ne Apne Ungushte shahadat say ishara farmaya, Aap isay Asmaan ki taraf bulund karte thy aur (phir) Ungushte shahadat ka rukh logu ki taraf karte thy (aur farmate thy): Ae Allah! Tu Gowah Rahna, Tu Gowah Rahna, Tu Gowah Rahna, Aap ne teen (3) marta aisa kiya.

    {Sahih Muslim, Kitab-ul-Hajj, Hadith no.1217}

    Scan:

  • 3.Rasoolullah ملسو هيلع هللا ىلص ne farmaya: Kya tum Mujay ameen nahi samujte aur Main Us (Allah) ka ameen hoon jo Asmaan par hai, Meray pass subha aur sham Asmaan ki khabaray aate hai.

    {Sahih Bukhari, Kitab-ul-Magazi, Hadith no.4351}

    4.Rasoolullah ملسو هيلع هللا ىلص ne farmaya: Mujay Us Zaat ki kasam Jis k haath mein mere jaan hai! Jo mard apne biwi ko apnay bistar par bulata hai phir wo inkaar kar dete hai toh Wo jo Asmaan par hai Us awrat par naraaz ho jata hai jab tak mard us say raazi naho jaye.

    {Sahih Muslim, Kitab-ul-Nikah, Hadith no.1436}

    Scan:

    5.Rasoolullah ملسو هيلع هللا ىلص ne farmaya: Qayamat k din say bayhosh hojayegay (phir Main sab say phelay hosh mein awuga) toh dekhuga kii Musa arsh k payon mein say ek paya pakaday khaday hai (ya’ani Wo Muj say phelay hosh mein aajayegay).

    {Sahih Bukhari, Kitab-ul-Tawheed, Hadith no.7427}

  • SCAN :

    6.Rasoolullah ملسو هيلع هللا ىلص ne farmaya: Jab Allah Ta’alah say mangna ho toh firdoos maango kyunkii wo jannat ka sab say darmeyani hisa aur jannat k sab say buland darjay par hai, Yahiya Bin Saliha ne kaha kii main samujta hoon yon kaha kii us k upar Rahman Ka Arsh hai……..

    {Sahih Bukhari, Kitab-ul-Jahad, Hadith no.2790}

    7.Rasoolullah ملسو هيلع هللا ىلص ne farmaya: Ra’ham karne walu par Rahman raham farmata hai, Tum zameen walu par rahum karo tum par jo Asmaan par hai rahum farmayega.

    {Tirmidhi: 4/323, Hadith no.1924, Mustadrik Lil Hakim: 4/159, Sanad Sahih}

    Imam Tirmdhi (Rahimahullah) ne is hadith ko Hasan Sahih kaha hai.

    Imam Hakim (Rahimahullah) ne is hadith ko sahih kaha hai.

    Imam Zahabi (Rahimahullah) ne b Imam Hakim ki muwafaqat kar k is hadith ko sahih karar diya hai.

  • SCAN :

    Agar koi kahta hai is mein Sufiyan mudalis hai toh iska jawab hai kii Sufiyan ne sama ki sarahat kar diye hai.

    {Masnad Humaidi, 1/503, Hadith no.602}

    Scan:

  • 8.Rasoolullah ملسو هيلع هللا ىلص ne farmaya: (Nikh roh say) kaha jata hai: (( َِة یِّب َّ َّْفِس الط الن ِ pakizah nafas ko ((َمْرَحبًا بkhush aamadeed (( ََّعزَّ َوَجل ُ ِیھَا هللاَّ ِي ف ت َّ َماِء ال َلى السَّ ِ َا إ ھ ِ َّى یُْنتَھَى ب َا َحت َھ َاُل ل ََزاُل یُق ََال ی is tarha kaha jata hai hata (( فkii us roh ko Asmaan tak puhancha deya jata hai jis par Allah Ta’alah hai.

    {Masnad Ahmad, 8/414, Hadith no.8754, Sanad Sahih}

    heikh Ahmad Shakir (Rahimahullah) ne is hadith ko Sahih karar diya hai. {Masnad Ahmad, 8/414, Hadith no.8754} Sheikh Shoaib al Aranoot (Rahimahullah) ne is hadith k bare mein farmaya: Is hadith ki sanad Imam Bukhari aur Imam Muslim ki sharat par sahih hai. {Masnad Ahmad, 2/364, Hadith no.8754} Sheikh Zubair Ali Zai (Rahimahullah) ne b is hadith ko sahih kaha hai. {Al-Hadith no.116, Safa no.14}

    ———————————————————

    Salaf-us-Salaheen :

    1. IMAM ZAHABI RH likhte hain إن علم الباري في كل مكان ، ویحتجون بقولھ :إن الباري تعالى في كل مكان ،والسلف یقولون :الجھمیة یقولون : (الذھبي)قلت ُ ْیَن َما ُكْنت َ تعالى َوھَُو َمَعُكْم أ ن :م ْ یعني رآن والس ھ الق ق ب ا نط توى ، كم ھ اس ى عرش ھ عل ون : إن العلم ، ویقول ب

    ki JAHMI log ye kehte hain ki ALLAH SUBHANAHU WATA’ALA har JAGA me hai,Jab ki SALAF US SALIHEEN kehte hain ki ALLAH SUBHANAHU WATA’ALA ka ILM har JAGA me hai wo is FARMAN E BAARI TA’ALA se DALAYEL lete hain

    ُم ْیَن َما ُكْنت َ َوھَُو َمَعُكْم أ

    (Surah hadeed ayat 4)

  • wo ALLAH SUBHANAHU WATA’ALA tmhare SATH hai jaha bhi tum ho

    yaha ILM MURAAD hai, ALLAH SUBHANAHU WATA’ALA to apne ARSH par MUSTAWI hai jaisa ki QURAN WA SUNNAT ne bataa diya hai

    [[ SIAR A’LAM AN NUBULA LIL ZAHBI JILD 8 SAFA 402 ]]

    Scan :

    2. IMAM BAYHAQI R.H likhte hain

    ِ ِيٍّ الَجْوھَِريُّ ب ُد بُن َعل َنا ُمَحمَّ َ ْنَبأ َ ، أ ُ ِظ ْیِصيُّ أنبأنا أبو عبد هللا الَحاف ِْیٍر الَمصِّ ُد بُن َكث َنَا ُمَحمَّ ث َِم، َحدَّ َْیث ْبَراِھْیُم بُن الھ ِ َنَا إ ث َْغَداَد، َحدَّ َسِمْعُت :بُْولُ َق ْوَزاِعيَّ ی َ ُِرْونَ :األ ُعْوَن ُمتََواف ِ َّاب َّا َوالت ُْولُ ,ُكن َْوَق َعْرِشھ، :نَق َى ف ِنَّ هللاَ تََعال إ

    ki IMAM AUZAYI RH farmate hain ke hamara AQEEDA aur sab TABI’EEN ka AQEEDA hai ki ALLAH TA’ALA ARSH ke OOPAR hai hum ALLAH TA’ALA ki JUMLA E SIFAAT ko MAANTE hain jo AHADEES me aayi hain

    [[ AL ASMA WAL SIFAAT SAFA 291 ]]

    Scan :

  • 3. IMAM USMAN BIN SA’EED AL DARMI RH likhte hain

    َ َنَّ هللاَّ ِِمیَن أ ُ ِمَن اْلُمْسل َِمة َِت اْلَكل َق َّف َِد ات ِِھ، َوق َْوَق َسَمَوات ِ ف َْوَق َعْرِشھ َى ف تََعال

    ki is baat par saare MUSALMAN MUTTAFIQ hain ki ALLAH apne ARSH par ASTAWA hai apne AASMAN ke OOOPAR

    [[ RADD AL IMAM DARMI ALAA BASRIL MAREESI SAFA 50 ]]

    Scan :

    4. ALLAH KE ARSH PAR HONE PAR IJMA HAI

    IMAM ZAHBI RH ek RIWAYAT naqal karte hain

    تَیْ ُ َاَل َسِمعت ق بُو اْلَعبَّاس السراج ق َ َھُ َحدثنَا أ ْفظ ل َّ َّسر َوالل بُو بكر النقاش اْلُمف َ َْحمد اْلَحاِكم َوأ بُو أ َ َاَل أ ة فِي ق ِمَّ ئ َول اْألَ ُول ھََذا ق َق َة بن سعید ی بَعة على ِ َماء السَّاب ْسَالم َوالّسنة َواْلَجَماَعة نَْعِرف َربَنا فِي السَّ اْإلِ َاَل جّل َجَاللھ ْحَمن على اْلَعْرش اْستََوى{َعْرشھ َكَما ق الرَّ {

    ki RAAWI ne kaha IMAM QUTAYBA BIN SAEED RH farmate hain yahi AQEEDA hai AIMMA E ISLAM ka aur AHLE SUNNAT WAL JAMA’AT ne is baat ki TASDEEQ ki hai ki hamara RABB 7WE ASMAN ke oopar ARSH par hai jaisa ki usne (ALLAH) farmaya RAHMAN ARSH par ASTAWA hai

    [[ AL ULOO LIL ALIYUL GAFFAR SAFA 174 ]]

  • Scan :

    5. IMAM ABU BAKAR MUHAMMAD BIN HUSSAIN AL AJURI RH likhte hain

    م ل العل ره أھ ذا فس ھ , ك ن خلق ئ م ل ش م و بك ط بھ ھ محی ھ , و علم ى عرش ل عل ز و ج .وهللا ع

    ki jo AQEEDA IKHTIYAR kiya hai AHLE ILM ne ki ALLAH apne ARSH ke oopar hai AASMANO me aur uska ILM saari cheezon ko apne GHERE me liye hue hai

    [[ KITAB UL SHARIAH LIL IMAM AJURI SAFA 1076 ]]

    Scan :

  • 6. IMAM ABU HATIM AL RAZI RH farmate hain

    ِعیَن من بعدھْم والتمسك بمذاھب أھل اْألَ ِ َّاب َْصَحابھ َوالت َْیِھ َوسلم َوأ َباع َرُسول هللا صلى هللا َعل ِّ َمْذھَبنَا واختیارنا ات ِِعي َوأحمد اف ثر مثل الشَُُّزوم اْلكتاب َى َول ِْسَحاق َوأبي عبید َرِحمھم هللا تََعال ِن من خلقھ َوإ َائ َن هللا عزوجل على َعْرشھ ب ِِھ َشْيٌء َوھَُو {َوالّسنة ونعتقد أ َْیَس َكِمْثل لِمیُع اْلبَِصیر السَّ

    ki hamara MAZHAB aur hamari PASAND ye hai ki ITTIBA ki jaye RASOOLULLAH SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ki aur Apke SAHABA EKRAM RAZIALLAHUANHU ki aur TABI’OON ki jo unke baad aaye hain aur MAZBOOTI se THAAM le AIMMA UL HADEES ke MAZHAB ko Jaise IMAM SHAFAYI aur IMAM AHMAD IBN HAMBAL aur IMAM IS’HAQ IBN RAHWIYA aur IMAM ABU UBAID RH “aur IKHTIYAR kare QURAN o SUNNAT ko bhi ” aur HAMARA AQEEDA ye hai ki ALLAH apne ARSH ke oopar ISTAWA hua apni MAKHLOOQAT se bilkul alag jaisa ki ALLAH ne farmaya “uske jaisa kuch bhi nahi wo sunne wala aur dekhne wala hai”(shuara ayat 11)

    [[ MUKHTASAR AL ULOO SAFA 206-207 ]]

    Scan :

    7. HAZRAT ABDUL RAHMAN IBN ABI HATIM RH farmate hain

    َاَال أدركنا اْلعلَماء فِي جَ َق با زْرَعة َعن َمَذاِھب أھل الّسنة ف َ لت أبي َوأ َ َاَل َسأ ِم ق ْحَمن بن أبي َحات َنا عبد الرَّ َ نبأ َ ََكاَن من أ ْمَصار ف ِمیع اْألََول َوعمل یِزید َویْنقص َوالْ یَمان ق َن اْإلِ ِن هللامذاھبھم أ َى َوإ ِ جھاتھ َواْلقدر َخیره وشره من هللا تََعال َِجِمیع ُوق ب ُْرآن َكَالم هللا غیر َمْخل قَِال َكیفَ َِسان َرُسولھ ب ِن من خلقھ َكَما وصف نَفسھ فِي ِكتَابھ وَعلى ل َائ َى على َعْرشھ ب تََعالِمیعُ ِِھ َشْيٌء َوھَُو السَّ َْیَس َكِمْثل ُِكل َشْيء علما ل اْلبَِصیرُ أَحاط ب

    ki mai ne apne WALID ABU HATIM AL RAZI AUR IMAM ABU ZARAAH RH se IMAAN ki BUNIYAD ke baare me AHLE SUNNAT ke MAZHAB ke baare me poocha aur kis AQEEDA par unke waqt ke AIMMA RH the ?

    to IMAM ABU ZARAAH RH ne farmaya ki mere pass DUNIYA ke aise AIMMA ke BAYANAT MAUJOOD hain unke MAZHAB ke MUTABIQ, ye ki IMAN QAUL aur AMAL ka naam hai aur IMAN BADHTA aur GHAT-TA hai aur QURAN ALLAH ka KALAAM hai MAKHLOOQ nahi hai

  • aur TAQDEER par IMAN lana ki har achi aur buri TAQDEER ALLAH ki taraf se hai aur ALLAH APNE ARSH PAR ASTAWA HUA apni MAKHLOOQAT se bilkul alag jaisa ki usne apne baare me apni KITAAB me WAZAAHAT ki hai aur jaisa uske RASOOL SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ki ZUBAAN se ZAHIR hua hai BEGAIR KISI SAWAL KE KAISE ? AUR uska (ALLAH ka) ILM har cheez ka HIHATA kiye hue hai jaisa ki ALLAH ne farmaya uske jaia kuch bhi nahi surah shuara ayat 11

    [[ MUKHTASAR AL ULOO LIL ALIYUL GAFFAR SAFA 204 ]]

    Scan :

    8. IMAM ZAHBI R.H likhte hain

    ى ماء، وأن هللا عل ي الس ل ف ز وج ون أن هللا ع ولھ والمؤمن حابة وهللا ورس ل والص نة ب ة الس لف وأئم ة الس مقالج دنیا؛ وح ماء ال ى الس نزل إل ھ ی ماواتھ وأن وق س رش، وأن هللا ف ةالع ار. ومقال وص واآلث ك النص ى ذل م عل تھة ع األمكن ي جمی الى ف ارك وتع ة أن هللا تب ولھم- الجھمی ن ق الى هللا ع ھ ،-تع ا بعلم ا كن ا أینم و معن ل ھ ب

    ki mai kehta hun ki SALAF US SALIHEEN aur AIMMA E SUNNAT,balki SAHABA RAZIALLAHU ANHU,ALLAH SUBHANAHU WATA’ALA uske RASOOL SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM aur TAMAM MOMINON ka kehna hai ki ALLAH SUBHANAHU WATA’ALA BULANDI me,apne ARSH par aur apne ASMANO ke oopar hai wo ASMAN duniya ki taraf NUZOOL bhi farmata hai,unke is bare me DALEEL (QURANI) NUSOOS aur (HADEESI) ASAAR hai,JAHMIYON ka kehna hai ki ALLAH SUBHANAHU WATA’ALA har JAGA hai,unke is QAUL se ALLAH SUBHANAHU WATA’ALA bahut BULAND hai,DAEASAL hum jahan bhi hote hain wo hamare sath apne ILM ke AITIBAR se hota hai

    [[ MUKHTASAR AL ULOO LIL ALIYUL GHAFFAR LIL ZAHBI SAFA 146 ]]

  • Scan :

    9. BAQAUL USTAD A IMAM BUKHARI R.H ALI BIN AL MADINI R.H

    IMAM ZAHBI RH likhte hain

    َ د بن عبد هللا َحدثنَا أ د بن ُمَحمَّ نَا ُمَحمَّ َ نبأ َ ِْسَماِعیل اْلھََرِوّي أ بُو إ َ ْسَالم أ َاَل شیخ اْإلِ ِع َحدثنَا ق ْبَراِھیم بن نَاف ِ ْحمد بن عبد هللا َسِمعت ُمَحمَّد بن إالرُّ ِ ُوَن ب َاَل یُؤمن َول أھل اْلَجَماَعة ق نا أسمع َما ق َ َِل َعلّي بن اْلَمِدیِنّي َوأ َاَل ُسئ د بن اْلَحاِرث ق اْلحسن بن ُمَحمَّ َن هللا عزوجل َِة وبالكالم َوأ ْؤیَمَوات على َعْرشھ ا َوق السَّ ْستََوىف

    ki HAZRAT HASAN RH kehte hain ki sawal kiya gaya aur mai ne khud suna hai. HAZRAT ALI BIN ABDULLAH MADINI RH ne farmaya IMAN laya jaye ki QAYAMAT ke din ALLAH ka DEEDAR hoga aur uske KALAAM par aur BESHAK ALLAH AZZAWAJAL AASMANON ke OOPAR hai aur apne ARSH par ASTAWA hai

    [[ MUKHTASAR AL ULOO LIL ALIYUL GAFFAR SAFA 188-189 ]]

    Scan :

  • 10. IMAM ASBAHANI R.H farmate hain

    َاَل أھل الّسنة مَ :ق َوق السَّ ِكَ هللا ف َى َذل ِیل َعل ل َماء بأصابعھم، ویدعونھ :اَوات َال یعلوه خلق من خلقھ، َومن الدَّ َى السَّ ل ِ َن اْلخلق یشیرون إ أْبَصارھم َ ْیِھ أ َ ل ِ ویرفعون إ

    ki AHLE SUNNAT ka ye kehna hai ALLAH AASMANON ke OOPAR hai uski koi bhi MAKHLOOQ uske OOPAR nahi aur iski DALEEL ye hai ki uski MAKHLOOQ AASMANO ki taraf apni UNGLI se ISHARA karti hai aur usse DUA karti hai aur uski taraf dekhti hai

    aur ek doosri jaga farmate hain

    َى، ونطق بذلك الْ ْعل َن هللا ھَُو اْلعلي اْألَ َوقد أجمع اْلُمسلُموَن أ َْولھ ُْرآن ِفي ق َى{ :ق ِ اْسم َربك اْألَْعل }َسبِّحَوَزَعُموا ات : َة َال علو الذَّ َب َمْعنى علو اْلَغل ِ َِك ب َن َذل َة .أ َب َن هللا عز َوجل علو اْلَغل ُّو .َوعند اْلُمسلمین أ َن اْلُعل ُّو ِأل ِر ُوُجوه اْلُعل والعلو من َسائَى علو الذَّ َن تََعال َبت أ َث َةصفة مدح، ف َب َْھر َواْلَغل َات، وعلو اْلق ف .ات، وعلو الصِّ

    ki aur is par MUSALMANO ka IJMA hai aur woh (ALLAH) bahut BULAND O BALA hai aur QURAN bayan karta hai ki apne RABB ki PAAKI BAYAN karo jo bahut BULAND O BALA hai aur MUSALMAN ye jante hain ki ALLAH apni QUDRAT se BULANDI ke LAAYEQ hai uske saare SIFAT se q ki BULAND ki SIFAT HAMD ki SIFAT hai aur ye baat WAAZEH hai ki ALLAH BULANDI se TA’ALLUQ rakhta hai aur BULAND SIFAT se aur wo apni QUDRAT se har BULANDI ka MAALIK hai

    [[ AL HAJJAH FI BAYAN AL MUHAJJAH WA SHARIH AQEEDA AHLUS SUNNAH JILD 2 SAFA 82 AUR 114 ]]

    Scan :

  • 11. IMAM ABU BAKAR ISMA’EELI RH farmate hain

    َن مَ ِ كتاب هللاعلموا رحمكم هللا أ ِھ َِكتھ َوكتبھ َوُرُسلھ َوقبُول َما نطق ب َّ َوَمَالئ ا ِ ْقَرار ب َوَما َذاھِب أھل الَحِدیث أھل الّسنة َواْلَجَماَعة اْإلَِى مدُعو بأ َن هللا تََعال ِھ ویعتقدون أ ِ َْیِھ َوسلم َال معدل َعمَّا وردا ب َة َعن َرُسول هللا صلى هللا َعل َوای ِھ الرِّ ِ سمائھ اْلحسنى َمْوُصوف صحت ب ِ َاد َكیَف اْستََوى على اْلَعْرش ب ِق َِال اْعت َِدِه ویداه مبسوطتان ب ی ِ َا نبیھ خلق آدم ب َا نَفسھ َوَوصفھ بھ ِتي وصف بھ َّ َّھُ اْنتھى بصفاتھ ال ِن َإ َال َكیَف فنھ اْستََوى على اْلَعْرش َولم یذكر َكیَف َكاَن استواؤه َ َى أ ل ِ إ

    Ki ALLAH tujh par RAHEM kare tu jaan le ki AHLE SUNNAT WAL JAMA’AT ka AQEEDA ye hai ki IMAN laaye ALLAH par aur uske FARISHTON par aur uski KITABON par aur uske BAIGAMBAR par aur ALLAH ne jo farmaya hai use QUBOOL kare aur jo RASOOLULLAH SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ki HADEES SAHEEH SAABIT hui ho aur HADEES ko chor kar doosre GUMRAH raaston par na jaaye

    AHLE SUNNAT WAL JAMA’AT is baat par IMAN rakhte hain ki ALLAH se DUA kiya jayega uske KHOOBSOORAT NAAMON ke ZARIYE se aur uski SIFAT ke ZARIYE se jisse usne apne aap ko MUTSAB kiya hai aur jo uske RASOOL SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ne uski SIFAT ke baare me BAYAN kiya hai aur wo (ALLAH ne) AADAM ALAIHIS SALAM ko apne HAATHON se TAKHLEEQ farmaya aur ALLAH ke dono HATH khule hue hai BEGHAIR kisi SAWAL ke kaise?

    Aur wo apne ARSH par ASTAWA hua BEGHAIR kisi SAWAL ke kaise?

    Beshak hume PAHUCHA hai ki ALLAH ne apne aap ko ARSH par MUSTAWI farmaya hai aur usne ye BAYAN nahi kiya ki wo kaise ARSH par MUSTAWI hua

    [[ MUKHTASAR AL ULOO SAFA 248-249] ]

    Scan :

  • 12. IMAM BAGHWI RH ALLAH TA’ALA ke is farman “PHIR WO ARSH PAR MUSTAWI HUA” bayan karte hue likhte hain

    َاَل َمالك { ُول َكَما ق ق َ َْولھ اْستَقر بل أ ِي ق َْیَدة صعد، قلت َال یُعجبن بُو ُعب َ َاَل أ ِل اْستَقر َوق َات َاَل اْلَكْلِبّي َوُمق ق ُوم اِإلَمام االْستَواء َمْعل ٥٨٧ – ُ َق َی ِیَالِء َوأما أھل الّسنة ف اِالْست ِ َة االْستَواء ب ََغِوّي وأولت اْلُمْعتَزل َاَل اْلب َِال َكیَف یجب ثمَّ ق ُوَن االْستَواء على اْلَعْرش صفة هللا ب ولھِ ِ یَمان ب اْإلِ

    Ki KALBI ne kaha MUSTAHKAM (qarar) pakda aur ABU UBAIDA ne kaha OOPAR ko chadaa IMAM BAGHWI RH farmate hain mujhe ye QAUL PASAND nahi aaya ki MUSTAHKAM hua ya QARAR pakda balki jis tarah IMAM MALIK RH ne kaha MUSTAWI hona MALOOM hai phir BAGHWI RH ne kaha MO’TAZILA ISTAWA ki TAWEEL karte hain jabki AHLE SUNNAT ALLAH TA’ALA ka ARSH par hona BILA KAIFIYAT maante hain aur isi par IMAN lana WAJIB hai

    [[ MUKHTASAR AL ULOO SAFA 280] ]

    Scan :

    13. IMAM ABU USMAN AS SAABOONI RH farmate hain

    ى فوق سبع سموات على عرشھ و یعتقد أھل الحدیث ویشھدون أن هللا سبحانھ و تعالٰ

    ki AHLEHADEESON ka ye AQEEDA hai aur is baat ki GAWAHI dete hain ki ALLAH SUBHANAHU WATA’ALA SAATWE ASMAN ke OOPAR apne ARSH par ASTAWA hai jaisa ki usne apni KITAB me BAYAN kiya hai

    [[ AQEEDATUS SALAF WA ASHAB UL HADEES SAFA 5 ]]

  • Scan :

    14. IMAM ZAHBI R.H likhte hain

    یر // ِ َّْفِسیر اْلَكب ِّي َصاحب الت ب ُ ُْرط بُو عبد هللا اْلق َ اِإلَمام اْلَعالَمة أِِھ تََعاَلى – 595 َْول َاَل فِي ق ُمَّ اْستََوى على اْلَعْرش{ق ْسنَى فِي شرح اْألَ }ث َا َكَالم اْلعلَماء فِي كتاب اْألَ ِیھ َینا ف َة قد ب ل َ ْسَماء اْلحسنى ھَِذه َمْسأنَْفي اْلِجھَة ِ ُوَن ب ُول َق َاَل َوقد َكاَن الّسلف األول َرِضي هللا َعْنھُم َال ی َن ق َى أ ل ِ ََعة عشر قوال إ ب َرْ َا أ ِیھ َوَال ینطقون بذلك بل نطقوا ھم َوذكرنَا فَى َكَما نطق ِكتَابھ وأخبرت رسلھ َولم یُنكر أحد من الّسلف َة َوخص َعْرشھ والكافة بإثباتھا تََعال ِیق َن إستواءه على َعْرشھ َحق الح أ الصََّة كیفیتھ ِیق َّھُ َال یعلم َحق ِن َإ ََّما جھلوا َكْیفیَّة االْستَواء ف ن ِ َّھُ أعظم مخلوقاتھ َوإ ن َ بذلك ِأل

    ki IMAM QURTUBI RH ne ALLAH TA’ALA ka is farman “SUMMA ASTAWA ALAL ARSHI” phir wo ARSH par ASTAWA hua iski TAFSEER me farmaya is MASLE me hum ne ULAMA ka kalam bayan kiya hai apni KITAB AL USNI FI SHARAH AL ASMA UL USNA me hum ne 14 AHLE ILMON ke AQWAL ko ZIKR kiya hai BESHAK pehle QUROON E SAALSA ne is baare me koi KALAM nahi kiya hai aur na hi unhone is par koi TAQYA kiya hai haalanki unhone ISBAT ki yani ALLAH TA’ALA ke ASTAWA hone ki TASDEEQ kiya hai jo ALLAH ne apni KITAB me BAYAN kiya hai aur jo unse RASOOLULLAH SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ne apne AKHBAR me BAYAN kiya hai aur SALAF SALIHEEN me se kisi ne bhi iska INKAR nahi kiya aur BESHAK ALLAH ka ARSH par ASTAWA hona HAQEEQAT hai aur BESHAK uska ARSH khaas hai BESHAK uska ARSH AZEEM MAKHLOOQ hai aur ALLAH ka ARSH par MUSTAWI hona MAJHOOL hai aur hum uski KAFIYAT nahi jaante

    [[ MUKHTASAR AL ULOO SAFA 286 ]]

  • Scan :

    15. ALLAH ARSH PAR MUSTAWI HAI AUR USKA ILM HAR JAGA HAI BAQAUL IMAM MAALIK RH

    ABDULLAH BIN NAAFE RH RIWAYAT karte hain ki

    ئ ھ ش و من ان ال یخل ل مك ي ك ھ ف ماء و علم ي الس ك هللا ف ال مال و ق

    IMAM MAALIK RH ne kaha ki ALLAH apne AASMANON par hai aur uska ILM HAR JAGA ka HIHATA kiye hue hai aur uske ILM se koi JAGA KHAALI nahi

    [[ AL SUNNAH LIL IMAM AHMAD SAFA 5 ]] [[ KITAB US SHARI’AH LIL IMAM AJURI SAFA 289 ]] [[ MASAIL IMAM AHMAD LIL ABU DAWOOD SAFA 263 ]]

    Sanad Sahii

    Scan :

  • Note : BAaz Log Iski Sanad me ABDULLAH BIN NAAFE RH ke Bareme Aitraz karte hy. Lekin Wus Raawi ke bareme Bahut Sare Muhadaseen Tadeel kiya hy aur wo Raawi Siqa hy.

    Tafseel ke liye A Link Me Dekhiye

    Link : Click Here Imam Maalik Ka Qaul ka Aitraz ka Jawab ( Allah Kahan hy )

    16. ALLAH KE ARSH PAR MUSTAWI HONE AUR ALLAH NE FARMAYA TUM JAHA KAHI BHI HO WO TMHARE SATH HAI ISSE MURAAD ILM HAI IS PAR IJMA HAI

    IMAM ZAHBI RH likhte hain

    ِِكي فِي كتاب اْلُوصُ د بن عبد هللا األندلسي الطلمنكي اْلَمال َْحمد بن ُمَحمَّ بُو عمر أ َ ِظ اِإلَمام أ ْلَحاف َاَل ا َة اْألُُصول َوھَُو مجلدان ق َى معرف ل ِ ول إَْولھ َن معنى ق ُم{أجمع اْلُمسلُموَن من أھل الّسنة على أ ْین َما ُكْنت َ َوق }َوھَُو َمعُكْم أ َى ف َن هللا تََعال نھ علمھ َوأ َ ُْرآن أ ِك من اْلق َونَْحو َذلِِھ مستو على َعْرشھ َكیَف َشاءَ َذات ِ َمَوات ب السَّ

    ki IMAM ABU UMAR AHMAD BIN MUHAMMAD BIN ABDULLAH ANDALUSI ALTALMANKI RH apni kitab AL USOOL ILA MA’RIFAT UL USOOL me farmate hain AHLE SUNNAT WAL JAMA’AT me se MUSALMANO ka is baat par ITTEFAQ hai ki ALLAH ke is BAYAN (TUM JAHA KAHI BHI HO WO TUMHARE SATH HAI ) aur isi ki jaise QURAN ki deegar AAYATON me hai isse MURAAD ALLAH ka ILM hai aur ALLAH apne AASMANO par hai HAQ ke sath apne ARSH par hai jaisa uski SHAN ke layeq hai

    [[ MUKHTASAR AL ULOO SAFA 264 ]]

    Scan :

  • 17. IMAM IBN ABDUL BARR R.H “NUZOOL” wali HADEES ki SHARAH karte hue farmate hain

    َدُ َْشھ َّْنِزیِل ی َاِھُر الت َظ مَّ ف َ اِھُر َوأ َّ ُ الظ ِھ َمْن َساَعَده ِ َّاِس ب َْسَعُد الن َْط َوأ َق َْینََنا ف َِك ب ِي َذل َِالُف ف َى اْلَعْرشِ َواِالْخت َّھُ َعل ن َ َِة اْألُْخَرى أ ُھُ فِي اْآلی َْول ا قَّھُ َمْعبُ ن َ أ ِ َیََّن اْلُمَراَد ب َْد ب َفاُق ق ِّ ْجَماُع َواِالت َاْإلِ َھٌ ف ل ِ ْیًضا فِي َوفِي اْألَْرِض إ َ ِة أ ُ َوِمَن اْلُحجَّ ِْن َشاَء هللاَّ َاِطٌع إ َّھُ ق ِن َإ َتََدبَّْر ھََذا ف َھِْل اْألَْرِض ف وٌد ِمْن أَمْ َھُْم أ َِذا َكَرب َْجَمِعیَن ِمَن اْلَعَرِب َواْلَعَجِم إ ِدیَن أ َنَّ اْلُمَوحِّ ِ أ ْبع ھِ أنھ عز وجل على العرش فوق السموات السَّ ِ َْت ب َْو نََزل َُعوا ٌر أ ٌ َرف ة ْم ِشدَِّة َوا َْعَرُف ِعْنَد اْلَخاصَّ َْشھَُر َوأ َى َوھََذا أ َاَرَك َوتََعال ُوَن َربَّھُْم تَب َْستَِغیث َى السََّماِء ی ل ِ ِِھ ُوُجوھَھُْم إ َت ْكَثَر ِمْن ِحَكای َ َى أ ل ِ ِیِھ إ َْحتَاَج ف َْن ی ِة ِمْن أ ْلَعامَِّّْبھُْم عَ َْم یَُؤن َّھُ اْضِطَراٌر ل ن َ ِمٌ ِأل َْیِھْم ُمْسل ُ َعل ْنَكَره َ ََحٌد َوَال أ ْیِھ أ َ ل

    ki is HADEES me is baat ka SABOOT hai ki ALLAH AASMANO par hai apne ARSH par ASTAWA hai SAATWEN AASMAN ke OOPAR jaisa ki MUSALMANO ki JAMA’AT ne BAYAN kiya hai aur unhone SABOOT ke taur par ye bhi farmaya ki ALLAH apne ARSH par ASTAWA hai SAATON AASMANO ke OOPAR jaisa ki MUWAHIDEEN E ARAB aur GAIR ARAB dono hi PASAND karte hain.Agar inhe kuch TAKLEEF aur MUSEEBAT PAHUCHTI hai to ye log apna chehra AASMANO ki TARAF uthaa karr apne RABB se MADAD maangte hain aur is AMAL ko duniya ke saare TABQE ke MUSALMAN jante hain aur ye KAAFI hai BAYAN karna BEGAIR kisi BAHES ke ki ye LAAZIM hai aur koi bhi MUSALMAN is BAAT ka INKAAR nahi kar saktaa

    [[ AL TAMHEED JILD 7 SAFA 134 ]]

    Scan :

    18. IMAM ZAHBI R.H likhte hain

    َاَل َحدثنَا َحمَّ ْشَرف ق َْحمد بن اْألَ نَا جدي َمْنُصور َحدثِني أ َ نبأ َ نَا اْبن العالي أ َ نبأ َ ْسَالم اْلھََرِوّي أ َاَل شیخ اْإلِ اد بن ھناد البوشنجي َقاَل ھََذا َما قِیِھ وإیضاح منھاج اْلعلَماء َوص َْیِھ مذاھبھم ف ّت َعل ْمَصار َوَما دل َْیِھ أھل اْألَ َعة على َرأیَنا َعل ِ َماء السَّاب َوق السَّ َن هللا ف َا أ ْھلھ َ َة الّسنة َوأ فُكل َمَكان ِ ِن من خلقھ َوعلمھ وسلطانھ َوقدرتھ ب َائ َعْرشھ ب

    ki RAAWI kehta hai HAZRAT HAMMAD BIN BOSHANJEE RH ne farmaya DUNIYA ke AHLE ILM ko jo hum ne dekha hai aur jo unka MAZHAB hai aur un AHLE ILM ka MINHAAJ aur SUNNAT ki SIFAT ki BESHAK ALLAH 7WEN AASMAN ke OOPAR apne ARSH par hai apni MAKHLOOQAT se bilkul alag aur uska ILM aur BAADSHAHAT aur QUDRAT har jaga hai [[ MUKHTASAR AL ULOO LIL ALIYUL GAFFAR SAFA 225 ]]

  • Scan :

    19 . IMAM UL HARMAIN AL JUWAYNI RH ko IMAM ABU JAAFAR AL HAMDANI RH ka JAWAB ALLAH KE ULOO PAR

    ALLAMA AALOOSI HANAFI RH likhte hain

    ي ي نف م ف و یتكل رمین وھ ام الح س إم ر مجل داني حض ر الھم ا جعف یخ أب ي أن الش اھر المقدس ن ط د ب ر محم وذكا ا ی ر: أخبرن و جعف یخ أب ال الش ان، فق ا ك ى م و اآلن عل رش وھ الى وال ع ان هللا تع ول: ك و ویق فة العل صض ذه ال ن ھ تاذ ع رورةأس ھ ض ي قلب د ف ا هللا إال وج ط: ی ارف ق ال ع ا ق ھ م ا فإن ي قلوبن دھا ف تي نج رورة الى ام عل م اإلم ال: فلط نا؟! ق ن أنفس رورة ع ذه الض دفع ھ ف ت رة، فكی ة وال یس ت یمن و ال یلتف ب العل بطلزل ھ ون ى -رأس ال وبك ھ ق داني -وأظن یرني الھم ال: ح وق

    ki IMAM MUHAMMAD IBN TAHIR AL MAQDASI RH ne ZIKR kiya ki SHAIKH ABU JAAFAR AL HAMDANI RH IMAM UL HARMAIN AL JUWAYNI RH ki MAJLIS me aaye jaha par IMAM UL HARMAIN RH keh rahe the ALLAH ke ULOO me koi TAHQEEQ nahi hai unhone kaha ALLAH hai par ARSH nahi hai ALLAH MAUJOOD hai waha jaha wo hai to IMAM ABU JAFAR RH ne kaha AYE mere USTAAD hame KHABAR dijiye us cheez ke baare me jiske baare me hamare DILON (heart) me kuch SHAK O SHUBA hai jab koi ALLAH ko JANNE waala kehta hai YA ALLAH to uske dil ka RUJHAN BULANDI ki taraf hota hai yani AASMAN ki taraf BAAYEN aur DAAYEN nahi (left and right)? To IMAM UL HARMAIN RH ne IMAM ABU JAFAR RH ke SAR par apne HAATHON se MAARA aur neeche aaye aur IMAM HAFIZ MAQDASI RH ne kaha ki mera GUMAAN hai ki IMAM UL HARMAIN AL JUWAYNI RH rone lage aur ye bhi farmaya HAMDAANI ne mujhe LAJAWAAB kar diyaa

    [[ GAYAT UL AMANI FI RADD ALI UN NABHANI JILD 1 SAFA 571 ]]

    YE HAWALA AUR BHI KUTUB ME NAQAL HAI DEKHEN :ي بر ف اوى“ الخ ي ” (4/ 61الفت تقامة“) وف و“) و ” (1/ 167االس ذھبي (” العل 2/ 1347/ 538لل )

    یر”و ات”) و” (18/ 477الس بكي” الطبق للس وش ”و (5/190) اع الجی یخ275(ص ” اجتم ال الش ) . وق ي اني ف و“األلب ر العل اظ” (277/308) : “مختص ل بالحف حیح مسلس ة ص ذه القص ناد ھ وإس ”.]

    Scan :

  • 20. IMAM ZAHBI RH likhte hain

    َاَل عبد َاَل ھم َشّر قوال من اْلیَ ق َق نھ ذكر اْلَجْھِمیة ف َ ِم َحدثَنا أبي َقاَل حدثت َعن سعید اْبن َعامر الضبِعي أ ْحَمن بن أبي َحات ھُود الرَّاري والنصَن هللا عزوجل على اْلَعْرش َان َمَع اْلُمسلمین على أ ْدی ََّصاَرى َوأھل اْألَ َھُود َوالن قد اْجتمع اْلی َیْ ُوا ھم ل َال َس على َشْيءَوق

    ki RAAWI kehta hai ki IMAM SA’EED IBN AMIR AL ZAB’E (MUTAWAFFA 208 HIJRI) ke pass jab JAHMIYA logo ka zikr hua to unhone farmaya wo log BADTAREEB hain apne AQAYED me YAHOODIYON aur ISAAIYON se,q ki beshak YAHOOD aur ISAYI aur MUSALMAN ka is baat par ITTEFAQ hai ki beshak ALLAH apne ARSH par ASTAWA hua aur ye JAHMIYA kehte hain ki MUSLIM aur YAHOOD aur ISAAYI (is aqeede me) GUMRAHI par hain

    [[ MUKHTASAR AL ULOO LIL ALIYUL GAFFAR SAFA 168 ]]

    Scan :

  • 21. IMAM IBN KHUZAIMAH RH likhte hain

    َْیِھ السََّالُم، َوَكَما ھَُو َمْفھُو یِِّھ َعل ِ َِساِن نَب َى ل ِِھ َوَعل ََرنَا ِفي ُمْحَكِم تَْنِزیل َْخب َماِء َكَما أ فِي السَّ َْحَراِرِھْم ِِھْم، أ ِِھْم َوُجھَّال ََمائ ِِمیَن، ُعل ِْطَرِة اْلُمْسل ٌم فِي فِیِكِھْم، ُذكْ َوَمَمال َ َجلَّ َوَعَال ِِھْم، ُكلُّ َمْن َدَعا هللاَّ َال َْطف ِِغیِھْم َوأ َال ِِھْم، ب ِنَاث ِِھْم َوإ ُ َال :َران َْعَاله َى أ ل ِ ِ، إ َى هللاَّ ل ِ ِ إ ََدْیھ َُمدُّ ی َماِء َوی َى السَّ ل ِ َسھُ إ ْ َُع َرأ َْرف ََّما ی ِن َإ فَلَ َْسف َى أ ل ِ إ

    ki ALLAH apne AASMAN ke OOPAR hai jaisa ki usne hame KHABAR di hai QURAN me aur RASOOL SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ki ZUBAN E MUBARAK se jaisa MUSALMAN jante hain apni FITAR se unme ka ALIM aur JAHIL, GULAM aur AZAD, MARD aur AURAT, SAMAJHDAR JAWAN aur BACHCHA isme se jo bhi DUA karta hai to wo apne CHEHRE ko AASMAN ki taraf UTHATA hai aur apne HATHON ko UTHATA hai ALLAH ki taraf ye apne CHEHRE aur HATHON ko OOPAR ki taraf UTHATE hain NICHE ki taraf nahi

    [[ KITAB UT TAUHEED WA ISBAT SIFAAT AL RABB AZZAWAJAL JILD 1 SAFA 254 ]]

    Scan :

  • 22.IMAM ZAHBI RH likhte hain

    بُو اْلحس َ َربع مجلدات َحدثنَا أ َانَة اْلُكْبَرى فِي الّسنة َوھَُو أ ب بُو عبد هللا بن بطة العكبري ُمَصنف اْإلِ َ َاَل اِإلَمام أ َْحمد بن َزَكِریَّا بن یحیى ق ن أَْول فِي ا َاَل َقاَل أبي الق َى على َعْرشھ فِي سمائھ یقرب السَّاِجي ق َن هللا تََعال ِیَناھُْم أ َق َّذین ل َْصَحابنَا أھل الَحِدیث ال َا أ َْیھ َْیت َعل ِي َرأ ت َّ لّسنة الِر اإلعتقاد من خلقھ َكیَف َشاَء وَساق َسائ

    ki RAWI kehta hai IMAM ZAKARIYA BIN YAHYA AS SAJI RH ne farmaya AHLE SUNNAT ka NAZARIYA jo mai ne paya hai hamare ASHAB AHLE HADEES jinhe hum ne IKHTIYAR kiya hai ye ki ALLAH apne ARSH par ASTAWA hai apne AASMANO ke OOPAR,wo apni MAKHLOOQAT me se jise chahta hai QAREEB kar leta hai

    [[ MUKHTASAR AL ULOO LIL ALIYUL GAFFAR SAFA 223 ]]

    Scan :

  • 23. SHAIKH ABDUL QADIR JILANI RH farmate hain

    “wo MAKHLOOQ ki MUSHABIHAT se PAAK hai uske ILM se koi JAGA khaali nahi magar use har JAGA MAUJOOD hone se MUTASIF nahi kar sakte balki kaha jaayega ki wo AASMAN me ARSH E MAJEED par hai”

    [[ GUNYAT UT TALIBEEN LIL ABDUL QADIR JILANI RH SAFA 158 ]]

    Scan :

    Aur 1 Jagah

    SHAIKH ABDUL QADIR JILANI RH likhte hain

    رش ى الع ماء عل ي الس ھ ف ال : إن ل یق ان ، ب ل مك ي ك ھ ف فھ بأن وز وص وال یج

    ki ye kehna jayez nahi ki wo har JAGA me hai balki ye kaha jata hai wo AASMAN par ARSH par hai

    [[ AL GUNIYAT LIT TALIBI SAFA 154 ]]

    24. IMAM ZAHBI RH likhte hain

    ِمَّ ئ َ لفھ فِي الّسنة أ َ َِّذي أ َانَة ال ب بُو نصر عبید هللا بن سعید الوائلي السْجِزي ِفي كتاب اْإلِ َ ة أ ِظ اْلحجَّ َاَل اْلَحاف َّْورّي َوَمالك َوق تنَا كسفیان الثَوَحمَّ َن هللا ُسْبَحانَ ِْسَحاق متفقون على أ َارك َوأحمد َوإ َْینَة والفضیل َواْبن اْلُمب َان بن ُعی اد بن زید وُسْفی اد بن َسلَمة َوَحمَّ َوق ِِھ ف َذات ِ ھُ بْنَیا َماء الدُّ َى السَّ ل ِ نھ ینزل إ َ ُكل َمَكان َوأ ِ اْلَعْرش َوعلمھ ب

    ki IMAM ABU NASAR AL SAJZEE RH (MUTAWAFFA 444 HIJRI) farmate hain hamare AIMMA jaise IMAM SUFIYAN THAURI RH, IMAM MALIK RH, HAMMAD IBN SALMA RH, HAMMAD IBN ZAID RH , SUFIYAN IBN UYAYNA RH, FUZAIL RH,IMAM IBN MUBARAK RH aur IMAM AHMAD RH aur IS’HAAQ RH wagaira se ye log kehte hain ki beshak ALLAH SUBHANAHU WATA’ALA ARSH par hai aur USKA ILM har jaga hai aur wo AASMANON par NAAZIL hota hai [[ MUKHTASAR AL ULOO LIL ALIYUL GAFFAR SAFA 266 ]]

  • Scan :

    25. IMAM ZAHBI RH likhte hain

    د بن أبي زید ا بُو ُمَحمَّ َ َوق َعْرشھ اْلمِجید اَل اِإلَمام أ َى ف نھ تََعال َ ِكیَّة فِي أول رَساَلتھ اْلَمْشھُوَرة فِي َمْذھَب َمالك اِإلَمام َوأ ِ لمغربي شیخ اْلَمالِعْلِمِھ ِ نھ فِي كل َمَكان ب َ ِِھ َوأ َذات ِ َ َوُعْثَمان بن سعید ال //ب َة ِي َشْیب ب َ َِر ْبِن أ ِي َجْعف ب َ َِك أطلقھا یحیى َوقد تقدم مثل ھَِذه اْلعباَرة َعن أ دَّارِمّي َوَكَذلَاَل وأئمتنا كالثوري َّھُ ق ِن َإ َھُ ف َانَة ل ب بُو نصر الوائلي السْجِزي فِي كتاب اْإلِ َ َوَمالك والحماد بن عمار واعظ سجستان فِي رَساَلتھ والحافظ أَن هللا ِْسَحاق متفقون على أ َارك والفضیل َوأحمد َوإ َْینَة َواْبن اْلُمب ُكل َمَكان َواْبن ُعی ِ َن علمھ ب ِِھ َوأ َذات ِ َوق اْلَعْرش ب ف

    ki IMAM ABU BAKAR IBN ABI ZAID jo MALIKI SHAIKH hain wo IMAM MALIK RH ke MAZHAB ke MUTA’ALLIQ apne pehle MASH’HOOR RISALAH me kehte hain ki ALLAH TA’ALA ARSH par hai apni ZAAT ke saath aur apne ILM ke sath HAR JAGA hai (yani uska ILM HAR JAGA HAI)

    ABU JAFAR BIN ABI SHEBAA RH aur USMAN BIN SA’EED AL DARIMI RH se isi tarah ka QAUL isse pehle NAQAL kiya ja chuka hai.HAFIZ ABU BAKAR AL WA’ILI AL SAJZI RH apni KITAB AL IBANAH me kehte hain SAURI RH,MALIK RH,HAMMAD IBN UYAYNAH RH,IBN AL MUBARAK RH,FUZAIL RH,AHMAD RH,IS’HAQ RH sabhi AHLE ILM is baat par MUTTAFIQ hain ki ALLAH TA’ALA apni ZAAT ke saath ARSH par MUSTAWI hai aur apne ILM ke saath HAR JAGA hai (yani uska ILM HAR JAGA hai)

    [[ MUKHTASAR AL ULOO LIL ALIUL GAFFAR SAFA 255 ]]

  • Scan :