6
Asa mano se kaho agar hamari udan dekhani ho to apna kada aur uncha karle hoosn walo se kaho agar iskh dekha naho to humse akar mile Ledy-:iska humne wohat dekhe he “zi hujur” iska me jana dene wale par kya kare hujur aaski ki dillagi nehi hoti..... Hu me parwana to magar koi sama to ho rat to ho jaha deno ko me hajir magar koi bat to ho AADMI KE KHWAHISHON KI KOI INTEHAA NAHI DO GHAZ ZAMEEN BHI CHAHIYE, DO GHAZ KAFAN KE BAAD......! From Raaz:- garmiye hasrat ke nakam se jalte hai hum chiragon ki tarah shaam se jalte hai… jab aata hai tera naam mere naam ke saath.. naa jano kyon log hamare naam se jalte hai From Hum Aapke Hai Kaun:- Kaate Nahin Kat Te Lamhe Intezaar Ke, Nazaren Bichaein Baithe Hain Raste Pe Yaar Ke, Dil Ne Kaha Dekhe Jo Jalwe Husne Yaar Ke, Laya Hain Unhe Kaun Falak Se Utaar Ke… From Sharabi:- Aaj utni bhi nahin Mehkhane mein , Jitni hum chodh diya karte the Paimaane mein…

Asa Mano Se Kaho to Apna Pada Aur Uncha Karle Usno Walo Se Kaho Agar Hosan Dekha Naho to Humse Akar Mile

  • Upload
    binayak

  • View
    174

  • Download
    0

Embed Size (px)

Citation preview

Page 1: Asa Mano Se Kaho to Apna Pada Aur Uncha Karle Usno Walo Se Kaho Agar Hosan Dekha Naho to Humse Akar Mile

Asa mano se kaho agar hamari udan dekhani ho to apna kada aur uncha karle hoosn walo se kaho agar iskh dekha naho to humse akar mile

Ledy-:iska humne wohat dekhe he “zi hujur” iska me jana dene wale par kya kare hujur aaski ki dillagi nehi hoti.....

Hu me parwana to magar koi sama to ho rat to ho jaha deno ko me hajir magar koi bat to ho

AADMI KE KHWAHISHON KI KOI INTEHAA NAHI DO GHAZ ZAMEEN BHI CHAHIYE,DO GHAZ KAFAN KE BAAD......!

From Raaz:-garmiye hasrat ke nakam se jalte haihum chiragon ki tarah shaam se jalte hai…jab aata hai tera naam mere naam ke saath..naa jano kyon log hamare naam se jalte hai

From Hum Aapke Hai Kaun:-Kaate Nahin Kat Te Lamhe Intezaar Ke,Nazaren Bichaein Baithe Hain Raste Pe Yaar Ke,Dil Ne Kaha Dekhe Jo Jalwe Husne Yaar Ke,Laya Hain Unhe Kaun Falak Se Utaar Ke…

From Sharabi:-Aaj utni bhi nahin Mehkhane mein ,Jitni hum chodh diya karte the Paimaane mein…

From Tu:-Na tere aane ki aas hai,na tujhe pane ki pyaas hai.phir bhi is “shareef” ka dil,tere bina udaas hai.

Page 2: Asa Mano Se Kaho to Apna Pada Aur Uncha Karle Usno Walo Se Kaho Agar Hosan Dekha Naho to Humse Akar Mile

From Diljale:-Ek pal mein jo aakar gujar jaaye yeh hawa ka woh jhoka hai ..aur kuch nahiPyar kahti hai duniya jise,ek rangeen dhokha hai .. aur kuch nahi

From Fanaa:-E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,Use Mera ya Mujhe Uska Karde.Bahut Dukh Sahe He Maine,Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna,Judai Ke Safar Ko Kum Karde.Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,Use Utna Kareeb Karde.Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.Dur Humse Jaa Paoge Kaise,Humko Bhool Paoge Kaise.Hum Who Khushbu Jo Saanson Mein Utar Jaye,Khud Apni Saanson Ko Rok Paoge Kaise..

From Devdas:-Dil ke chhalon ko koi shayari kahe, to dard nahi hotaTakleef to tab hoti hai, Jab log wah-wah karte hain

Read more: Best shayari’s from hindi films http://www.unp.co.in/f147/best-shayari-s-from-hindi-films-28432/#ixzz198JcUeft

Kamyabi kabhi badi nahi hoti,Pane wale hamesha bade hote hai.Darar kabhi badi nahi hoti,Bharne wale hamesha bade hote hai.Itihaas ke har panne par likha hai,Dosti kabhi badi nahi hoti,Nibhane wale hamesha bade hote hai…

Dosti To Sirf Ek Ittefaq Hai,

Ye To Dilon Ki Mulakat Hai,

Page 3: Asa Mano Se Kaho to Apna Pada Aur Uncha Karle Usno Walo Se Kaho Agar Hosan Dekha Naho to Humse Akar Mile

Dosti Nahi Dekhti,

Din Hai Ki Raat Hai,

Isme To Sirf Wafadari Aur Jasbaat Hota Hai!

Jaise Taron Ke Sath Aakash Hai

Waise Sache Dosti Ke Sath Bishvas Hai

Dil Ki Nazron Se Dekhoge Agar

Hum Har Waqkt Aapke Pass Hai

Tumse Doori Ka Ehsaas Jab Satane Laga,

Tere Saath Guzra Har Lamha Yaad Aane Laga,

Jab Bhi Tumhe Bhulne Ki Koshish Ki,

Ae Dost Tu Dil Ke Aur Paas Aane Laga.

Ek Phool Bhi Aksar Baag Saja Deta Hai,

Ek Hi Sitara Sansar Chamka Deta Hai.

Jahan Duniya Bhar K Rishte Bhi Kaam Nahi Aatey,

Wahi Ek Dost Jindagi Bana Deta Hai.

Mat Kar Dost Apni Girl Friend Se Itni Mohabbat,

Woh Aankhon Se War Karti Hai,

Maine Dekha Hai Uski Aankhon Me,

Woh Mujhse Bhi Pyar Karti Hai

Aapki Dosti Ki Ek Nazar Chahiye;

Dil Hai Beghar Use Ek Ghar Chahiye

Bas Yun Hi Saath Chalte Raho Ae Dost;

Yeh Dosti Hume Umar Bhar Chahiye

Dost Ko Bhulana Galat Hai,

Unhi Ka Zindagi Bhar Saath Hai.

Agar Bhul Gaye To Khali Haath Hai,

Aur Agar Saath Rahe To Zamana Kahega,

Kya Baat Hai!

Hum To Sirf Aapki Baat Kiya Karte Hain,

Har Dhadkan Pe Aapka Naam Liya Karte Hain,

Page 4: Asa Mano Se Kaho to Apna Pada Aur Uncha Karle Usno Walo Se Kaho Agar Hosan Dekha Naho to Humse Akar Mile

Aap Ho Hume Apni Jaan Se Bhi Pyare,

Tabhi To Waqt Bewaqt Yaad Kiya Karte Hain.

Phoolon Mein Gulab Achhaa Lagta Hai,

Sapno Mein Khwab Achhaa Lagta Hai,

Aap Hamein Sms Bhejte Rahe,

Hame Aapka Yeh Andaz Achaa Lagta Hai.

Chehre Par Sweet Smile Hai,

Hath Mein Rapchik Mobile Hai,

Mobile Par Sms Ki Zhakas File Hai,

To Fir Reply Na Karna Yeh Kya Bhav Khane Ki Nayi Style Hai?

Bahut Pyari Hai Awaz Tumhari

Banado Isse Qissmat Hamari

Mein Zindagi Mein Aur Kya Chahoon

Agar Mil Jaye Dosti Tumhari

Ye Dosti Ke Risthe Bhi Ajeeb Hote Hai

Sab Apne Apne Naseeb Hote Hai

Rehte Hai Jo Nighao Se Dur

Wahi Dil Ke Kareeb Hote Hai

Bhool Se Kabhi Hamein Bhi Yaad Kiya Karo,

Pyaar Nahi To Shikaayat Hi Kiya Karo,

Itna Bhi Geir Na Samjho Ki Baat Hi Na Kiya Karo,

Phone Nahi To Offliner Hi Diya Karo!!!

Rishton ki dori kamzor hoti hai,

Aankhon ki baatein dil ki chor hoti hai,

Khuda ne jab bhi pucha dosti ka matlab,

Hamari ungli aapki aur hoti hai.

I made a list of my dearest person,

And I wrote them down in pencil,

Page 5: Asa Mano Se Kaho to Apna Pada Aur Uncha Karle Usno Walo Se Kaho Agar Hosan Dekha Naho to Humse Akar Mile

I included ur name but wrote it in permanent ink,

Bcoz i decided to keep U in my list forever.

God gives us two gifts…

One is chance and the other is choice,

Chance 2 have friends

And choice to select the best ones like U.

Don’t walk infront of me, I may not follow.

Don’t walk behind me, I may not lead.

Just walk beside me and be my friend.

Palbhar mein toot jaye wo kasam nahi,

Dost ko bhul jaye wo hum nahi,

Tum hume bhool jao is baat mein dum nahi,

Kyon ki tum hame bhul jao itne bure hum nahi

Kuch meethe pal yaad aate hain,

Palko par aasoo chod jate hain,

Kal koi aur mil jaaye toh hamain na bhool jana,

Dosti ke rishtey jindagi bhar kaam aate hain.

In andhero ke liye kuch aftab mage hai,

Dua mein hamne dost kuch khas mage hai,

Jab bhi maga kuch rab se,

To aap ke liye khusiyo ka pal mage hai.

Chirago se agar andhere door hote,

To chandni ki chaahat kyun hoti,

Kat sakti agar ye jindgi akele,

To dost naam ki cheez hi kyun hoti?

Hamari dosti raymond jaisi nahi since 1965,

Pepsi jaisi bhi nahi ye dil mange more,

Ye dosti hogi LIC jaisi,

Zindagi ki saath bhi,

Zindagi ke baad bhi.

Page 6: Asa Mano Se Kaho to Apna Pada Aur Uncha Karle Usno Walo Se Kaho Agar Hosan Dekha Naho to Humse Akar Mile

Qayamat tak tujhe yaad karenge,

Teri har baat par aitbaar karenge,

Tujhe sms karne ko to nahi kahenge yeh dost,

Par phir bhi tere sms ka intezar karenge.

Is dil ka hai ek condition,

Jis main nahi kisi ko permission,

Sirf aap jese dost ko hai admission,

Wo bhi bina donation,

So just maintain good relation.

Har khushi dil ke karib nahi hoti,

jindagi gamo se dur nahi hoti,

aye dost dosti ko sanjokar rakhna,

dosti har kisi ko nasib nahi hoti

Kayi raaz aise hote hain jo dikhaye nahin jaate,

Kayi kisse aise hote hain jo sunaye nahin jaate,

Kayi dil aise hote hain jo tode nahin jaate,

Aur kuch aap jaise dost aise hote hain jo chhode nahin jaate.