31
FIQH NIKAH & TALAQ Bullet Point Notes Roman English www.livequraneverymoment.org Hyderabad , India

FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

  • Upload
    others

  • View
    24

  • Download
    0

Embed Size (px)

Citation preview

Page 1: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

FIQHNIKAH & TALAQBullet Point Notes

Roman English

www.livequraneverymoment.orgHyderabad , India

Page 2: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

DARUL ARQAM EDUCATIONAL AND WELFARE ASSOCIATION

www.livequraneverymoment.org

[email protected]

[email protected]

+919705016472

Darul-Arqam

Darul Arqam Online

Page 3: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX

www.livequraneverymoment.org

FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes Provide Briefings Of The Matter Covered In This Course And Can Be Used As Reference During Revisions – You Need To Listen To The Lecture To Understand The Topics.

Lecture Available On Youtube – Darul Arqam Online

INDEX Sl.No Topic Page No.

NIKAH 1 Introduction 1 2 Nikah Ke Maqasid 1 3 Polygamy 2 4 Nikah Ke Baare Me Hukm 3 5 Dawre Jahiliyat Me Nikah 4 6 Different Types Of Marriages 4 7 Payghame Nikah 4 8 Mangni 5 9 Qutbaye Ibn Masood 6 10 Arkan An Nikah 7 11 Wali Ke Bina Kiya Gaya Nikah 7 12 Miya Biwi Me Barabardaari 7 13 Jinse Hamesha Ke Liye Nikah Haram Hai 8 14 Temporary Prohibition 9 15 Ahle Kitab Se Nikah Ke Waqt In Baato Ko Zehan Me Rakhe 10 16 Ahle Kitab Se Nikah Ke Sharayat 10 17 Ghulamo Ki Haqeeqat 11 18 Nikah Me Uyoob 11 19 Ghair Musalmano Ke Nikah Ka Bayan 12 20 Mehar 12 21 Dahej 12 22 Walimah 14 23 Walimah Ki Dawat Ko Qubool Karne Ke Sharait 14 24 Some Important Points 15 25 Biwi Ki Financial Responsibility Shohar Par Kab Nahi Hogi? 16

TALAQ 26 Talaq Ke Baare Me Hukm 17 27 Talaq Ka Haq Shohar Ko Hai 18 28 Talaq Ke Types- Masnoon Aur Ghair Masnoon 18 29 Talaq Ke Alfaz 19 30 Aurat Ke Kaam Karne Ke Sharayt 19 31 Talaq Ke Wujuhaat Par Ek Nazar 20 32 Ruju 21 33 Khula 22 34 Eela 23 35 Zihaar 24 36 Li’aan 24 37 Iddah 25 38 Custody Of The Children- 26 39 Biwi Ka Kharch Mard Par 27

Page 4: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

NIKAH Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 1

NIKAH

INTRODUCTION

ن ٱلن ساء مثن وثلث وربع فٱنكحوا ما طاب لكم م

Surah.Nisa: Ayat 3 - Aurto Me Se Jo Tumhe Achi Lagti Hai Nikaah Karo, Do-Do,

Teen-Teen Aur Chaar Chaar

HADEETH

Ay Naujawaano Ki Jamaat, Jo Shaqs Tumme Se Quwwat Paata Ho Wo Nikaah Kare

Kyu Ki Isse Nigaah Neechi Aur Sharmgaah Mehfooz Ho Jaati Hai

NIKAH KE MAQASID

➢ Nasle Insani Ki Baqa

➢ Izzat Aur Asmat Ki Hifazat

➢ Aurat Ki Maali Zimmedari

➢ Mohabbat Aur Sukoon

➢ Mashere Ki Hifazat

➢ Nasab Ki Hifazat

➢ Insaani Zindagi Ki Sateh Par Aana

NIKAH-Aisa Aqd Jiske Baad Miya Biwi Ek Doosre Par Halal Ho Jaate Hai

Page 5: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

NIKAH Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 2

POLYGAMY

❖ Polygamy Ke Do Types Hai

▪ Polygyny,

▪ Polyandry

❖ Ek Se Zayad Nikah Karne Ke Liye Shart

➢ Adl

➢ Istetaat

❖ Islam Ek Akela Mazhab Hai Jo Ye Kehta Hai Ki 1 Shadi Karo

❖ Bible Ke Mutabikh Suleman A.S Aur Ibraheem A.S Ko Kayi Biwiya Thi

❖ Hindu Scriptures Ke Mutabiq Dasaratha Ko 4 Biwiyaa Thi

❖ 4 Ki Upper Limit Sirf Islam Me Hai

❖ Zina Islaam Me Haram Hai

❖ Female Population Is More In The World

✓ Females Can Fight More With The Diseases

✓ Males Are Exposed To War, Accidents And Travelling

❖ Aurat Me Kuch Kamzoriyaa Hoti Hai

✓ Menses

✓ Pregnancy

✓ Menopause

✓ Aurat Multiple Nikaah Kare To Nasb Ki Hifazat Ka Masla Hoga

❖ Aurat Ko Izzat Wala Muqaam Mila Hai 4 Nikaah Ki Ijazat Se

Page 6: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

NIKAH Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 3

➢ Adl Ka Hukm An Nisa : 3 -Agar Darr Hai Tumhe Ke Tum Yateem Ladkiyo Se Nikaah

Karke Insaaf Nahi Kar Sakoge To Aur Aurto Me Se Jo Bhi Tumhe Achi Lage Tum

Unse Nikaah Karlo Do Do, Teen , Teen Chaar Chaar

➢ Lekin Agar Tumhe Barabri Naa Karne Ka Kahuf Hai To Ek Hi Kaafi Hai

➢ Muhabbat Me Adl Karna Namumkin: An Nisa 129

ن تعدلوا بي ٱلن ساء ولو حرصتم فل تميلوا ك ٱلميل ولن تستطيعوا أ

فتذروها كٱلمعلقة

Tum Se Ye To Kabhi Naa Ho Sakega Ke Apni Tamaam Biwiyo Me Har Tarah Adl Karo,

Khaah Tum Uski Kitni Bhi Khwahesh Aur Koshish Karlo, Isliye Bilkul Hi Ek Ki Taraf

Mayel Hokar Doosri Ko Latakti Hui Naa Chodo

➢ Kharch Karne Ki Istetaat Rakhna : An Noor 33

من فضلهۦ يغنيهم ٱلل ين ل يدون نكاحا حت وليستعفف ٱل

Aur Unlogo Ko Paak Daman Rehna Chaiye Jo Apna Nikah Karne Ki Qudrat Nahi

Rakhte Yahaa Tak Ke Allah Use Apne Fazl Se Maaldaar Bana De

NIKAH KE BAARE ME HUKM

❖ Wajib- Desire Ho, Zaroorat Ho , Naa Kiye To Haram Me Mubtelaa Hone Ka Khauf

Ho

❖ Mustahab- Jab Desire Ho

❖ Haraam – Mard Ki Jaan Khatre Me Ho

❖ Makrooh- Jab Aurat Ka Haq Maraa Jaye

Page 7: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

NIKAH Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 4

DAWRE JAHILIYAT ME NIKAH

❖ By Agreement

❖ By Capture

❖ By Mehar

❖ By Inheritance

❖ Polyandry

❖ Ghar Par Jhanda Lagana

DIFFERENT TYPES OF MARRIAGES

❖ Nikah Al Mutaa

❖ Nikah Ash Shighaar

❖ Nikah At Tahleel

❖ Nikah Al Misyaar

PAYGHAME NIKAH

❖ Jis Aurat Se Nikah Ki Raghbat Ho Use Dekha Ja Sakta Hai Lekin Kuch Sharayat Hai

❖ Bewa Ya Talaaqiyafta Ko Iddat Ke Dawran Payghaam Nahi Dena Hai

❖ Kisi Musalman Bhai Ke Paygham Par Paygham Dena Mana Hai

Page 8: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

NIKAH Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 5

MANGNI

❖ Hafsa RA Aur Ayesha RA Se Muhammad ملسو هيلع هللا ىلص Ki Mangni Hui Thi

❖ Mangni- Aadmi Ka Aurat Se Nikaah Ka Irada Rakhna

❖ Specific Rasam Shariat Ka Hissa Nahi

❖ Customs Ke Hisaab Se Jo Bhi Tareeka Hai Permissible Hai

❖ Dulha Dulhan Ka Exchange Of Rings Galat Hai Kyu Ki Abhi Bhi Halal Rishta Nahi

Hai

❖ Mangni Ki Angoothi Se Muhabbat Badhti Hai , Sonch Rakhna Galat Hai

❖ Baat Cheet, Ghoomna Phirna Waghaira Abhi Bhi Haraam

Page 9: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

NIKAH Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 6

QUTBAYE IBN MASOOD

ونستغفره ونعوذ باهلل من شرور أنفسنا ومن به نحمده ونستعينه تعالى إن الحمد لل

فل من سيئات أعمالنا مضل له ومن يضلل فل هادي له وأشهد أن ل إله إل يهده للا

دا عبده ورسوله وحده ل شريك له وأشهد أن محم ()للا

Tamaam Taareefein Allah Taala Ke Liye Hain – Ham Uski Taareef Karte Hain Aur

Usse Madad Aur Maafi Talab Karte Hain. Ham Panaah Maangte Hain Allah

Azawajal Ki, Khud Ki Burayeeyon Se Aur Tamaam Burey Kamoon Se. Jisey Bhi Allah Ki

Hidayat Mile Usey Koi Gumrah Nahi Kar Sakta Aur Jisey Allah Ne Gumrah Kiya Usey

Koi Hidayat Nahi De Sakta. Ham Gawahi Dete Hain Ke Ibaadat Ka Haqdaar Sirf Allah

hai Aur Koi Uska Shareek Nahi, Aur Gawahi Dete Hai Ke Muhammed[S.A.W] Allah

Tala Ke Bande Aur Rasool Hain. Aur Allah Apni Salaamati Bheje Apne Aakhri Nabi

Par Unke Ahl O Ayaal Par Aur Unke Sahaba Par.

❖ Surah Aale Imran Ayat 102

سلمون نتم م حق تقاتهۦ ول تموتن إل وأ ين ءامنوا ٱتقوا ٱلل ها ٱل ي

أ ١٠٢ي

❖ Surah Nisa Ayat 1

ها يأ ن نفس وح ي ي خلقكم م دة وخلق منها ٱنلاس ٱتقوا ربكم ٱل

ي تساءلون بهۦ زوجها وبث منهما رجالا كثيا ٱل وٱتقوا ٱلل ا ونساءاا كن عليكم رقيبا إن ٱلل رحام

١وٱل

❖ Surah AL Ahzab 70-71

ٱ ٱتقوا ين ءامنوا ها ٱل يأ ا ي قولا سديدا وقولوا عملكم يصل ٧٠لل

ح لكم أ

ورسولۥ فقد فاز فوزا عظيما ٧١ويغفر لكم ذنوبكم ومن يطع ٱلل

Page 10: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

NIKAH Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 7

ARKAN AN NIKAH

❖ Koi Sharai Rukawat Naa Ho

❖ Ijaab Wa Qubool

❖ Bahami Razamandi

❖ Gawah

❖ Wali

❖ Specification Of The Spouses

WALI KE BINA KIYA GAYA NIKAH

Hadeeth :Koi Aurat Agar Wali Ke Bina Nikah Kiye, To Wo Batil Hai, Batil Hai, Batil Hai Hadeeth- Agar Tumhare Paas Koi Aaye, Jo Deendar Ho,Kiske Akhlaaq Bhi Tumko Pasand Hai, To Nikah Karke Do Unhe, Agar Tum Aisa Naa Karoge To Fitne Me Pad Jaoge, Aur Zameen Me Fasaad Badhega

➢ Wali Ko Chahiye Ki Nikah Me Asaani Kare

➢ Wali Naa Mane To Doosre Wali Ke Paas Jana Hai

➢ Khud Se Ladki Nikah Karle To Sahi Nahi

➢ Wali Ka Naa Maan-Ne Ka Reason Sahi Tha To Wilayat Transfer Nahi Ho Sakti Hai

➢ Bina Wali Ke Kiya Hua Nikah Ke Liye Fuqaha Ki Raay

➢ Hanafee Mazhab Me Wali Ke Bina Nikah Ki Ijazat

➢ Mard Ke Liye Wali Ki Zaroorat Nahi

MIYA BIWI ME BARABARDAARI

❖ Deendari

❖ Nasb

❖ Azaadi

❖ Profession

❖ Maal Me Faraghi

Page 11: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

NIKAH Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 8

JINSE HAMESHA KE LIYE NIKAH HARAM HAI

Khooni Rishte

❖ Mayein

❖ Betiya

❖ Behnein

❖ Phoopi

❖ Khala

❖ Bhateeji

❖ Bhanji

Sabab Ki Wajah Se

❖ Mulayinah

❖ Radaayi Rishte

❖ Baap Aur Daada Ki Biwiya

❖ Bete Aur Pote Ki Biwiya

❖ Saas

❖ Biwi Ki Betiya

Radaayi Rishte

❖ Hadeeth: Radaat Se Bhi Wo Rishte Haraam Ho Jaate Hai Jo Nasab Se

❖ Breast Feeding 5 Ya 5 Se Zayad Martaba Ho

❖ Bache Ki Umr 2 Saal Ke Andar Ho

❖ Shohar Biwi Ka Doodh Peele To Harj Nahi

❖ Harmonal Stimulation Se Lactation Jayaz

❖ Doodh Cheese Ya Koi Aur Shakl Me Tabdeel Kiya Jaye To Kya Dekha Jayega?

❖ Kisi Aur Ke Bache Ko Doodh Pilane Ke Liye Shohar Ki Ijazat Ki Zaroorat Hai

Page 12: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

NIKAH Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 9

❖ Behtar Hai Ke Record Rakha Jaye

❖ Agar Kisi Bache Ko Doodh Ki Zaroorat Hai To Doodh Pilaya Jaye, Neki Ka Kaam

Hai

TEMPORARY PROHIBITION

❖ Do Behno Ko Ek Saath

❖ Phupi Aur Bhanji , Khala Aur Bhateeji Ko Ek Saath

❖ 4 Se Zayad Biwiyaa

❖ Jo Aurat Iddat Guzar Rahi Hi

❖ Agar Maloom Ho Ke Wo Zaaniya Hai

❖ 3 Talaq Ke Baad Jabtak Us Aurat Ka Nikah Kisi Aur Se Naa Ho

❖ Ihram Ki Halat Me

❖ Ghair Musalman

Page 13: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

NIKAH Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 10

AHLE KITAB SE NIKAH KE WAQT IN BAATO KO ZEHAN ME RAKHE

➢ Deendari Ke Liye Nikah Ka Hukm Hai

➢ Musalman Ke Oopar Ahle Kitab Ko Prefer Karna Galat Hoga

➢ Bacho Ki Tarbiyat Par Asar Hoga

➢ Chances Hai Ke Wo Apne Deen Par Maal Kharch Kare

➢ Taharat Aur Ghusl Ke Ehkamat Se Ghafil Hogi

➢ Shohar Ko Embarassing Situation Me Daal Sakti Hai

➢ Ghair Musalman Hukoomat Ke Tehat Ho To Bacho Ki Custody Aurat Ko Jayegi

AHLE KITAB SE NIKAH KE SHARAYAT

• Paak Daman Ho

• Zina Karne Wali Naa Ho

• Wali Musalman Ho

• Nikah Musalmano Ki Tarah Mehar Ke Saath Hoga

• Badkari Ka Irada Na Ho

• Islam Qubool Karne Force Nahi Kiya Jaa Sakta Hai

Page 14: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

NIKAH Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 11

GHULAMO KI HAQEEQAT

❖ Slavery- Insano Ka Milkiyat Me Hona Jaise Ke Koi Cheez

❖ Jango Se Ya Khareedo Farokht Se Wo Ghulam Bante

❖ Islam Me Ghulamo Ko Azaad Karne Ka Bahut Ajr Hai

❖ Islam Me Ghulam Aurat Se Sexual Relations Qayam Karne Ki Ijazat Di Hai

❖ Kaafir Qaidiyo Ko Ya To Chod Diya Jaata, Ya Fidiya Liya Jata, Ya Ghar Me Rakha

Jata

❖ Pre Islamic Period Me In Ghulamo Ko Maara Jaata Aur Prostitution Ka Kaam

Karwaya Jata

❖ Agar Malik Usko Biwi Ki Tarah Rakh Raha Hai To Talluq Se Pehle Wo Iddat Guzare

Gi, Ye Publically Announce Hoga, Koi Aur Usse Talluq Qayam Nahi Rakhe Payega

❖ Is Tarah Ka Talluq Ruksat Hai Compulsion Nahi

Nikah Ke Liye Jo Rishte Haram Hai Ghulami Ke Liye Bhi

NIKAH ME UYOOB

❖ Fasq Qaazi Ke Pas Hoga

❖ Jama Se Pehle Hua To Mehar Nahi Hoga

❖ Jamaa Ke Baad Hua To Mehar Ki Adayigi Hogi

❖ Defect Wale Mard Se Nikah Karne Aurat Raazi Hai To Wali Ko Haq Hai Ki Roke

Page 15: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

NIKAH Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 12

GHAIR MUSALMANO KE NIKAH KA BAYAN

❖ Unke Rasmo Riwaj Se Ki Gayi Shadi Islami Nazar Me Valid Hai

❖ Ghair Musalman Couple Ek Saath Islam Laaye To Wo Dono Miya Biwi Ki Tarah Hi

Rahenge

❖ Shohar Iman Laata Hai Aur Biwi Ahle Kitab Se Hai To Bhi Rishta Rahega

❖ Shohar Iman Laye Aur Biwi Kafir Hai To Judayi Hogi Aur Adha Mehar Diya Jayega

❖ Biwi Iman Laye Aur Shohar Kafir Hai To Bhi Judayi Hogi

❖ Judayi Immediately Nahi Hogi Lekin Iddat Ke Waqt Tak Doosre Ko Samjhane Ka

Mauka Diya Jayega

❖ Islam Laane Se Pehle Admi Ki 4 Se Zayad Biwiya Thi To Wo Sirf 4 Rakh Sakta Hai

Page 16: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

NIKAH Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 13

MEHAR

❖ Sab Ulama Ke Nazdeek Ye Wajib Hai

❖ Shariat Ne Koi Fixed Quantity Nahi Muqarrar Ki

❖ Affordable Ho, Dikhawa Na Ho, Mard Ke Liye Mushkil Na Ho, Mehar Ki Wajah

Se Nikah Mushkil Na Bane

❖ Hadeeth: Wo Aurtein Azeem Barkat Ke Bais Hai Jinke Nikah Wa Naan Wa

Nafqe Ka Kharch Kam Ho

❖ Mehar Allah Ki Taraf Se Aurat Ko Ek Sign Of Honour Hai

❖ Mehar Ki Rakhm Nikah Ke Contract Me Specify Karna Behtar Hai

❖ Baad Me Bhi Ye Fix Kiya Jaa Sakta Hai

❖ Mehar Koi Bhi Halal Cheez Ho Sakti Hai

❖ Mehar Ki Malik Aurat Khud Hai

❖ Mehar Ka Haq Nikah Se Shuru Hojata Hai

❖ Rukhsati Se Pehle Talaq Ho To Adha Mehar Baqarah 236

❖ Mard Ki Maut Ho To Poora Mehar Hoga (Irrespective Of Rukhsati)

❖ Jamaa Se Pehle Aurat Demand Kar Sakti Haike Mehar Ki Adayigi Tak Wo Khud

Ko Roke Rakhegi

❖ Mehar Aur Apne Maal Par Zakaat Ki Zimmedari Aurat Ki Hai

DAHEJ

❖ Iski Shariat Me Koi Jagah Nahi

❖ Is Rasam Ko Kisi Bhi Tarah Support Na Kare

❖ Agar Apni Khushi Se Ladki Wale Apne Istetaat Ke Mutabih Kuch Karna Chahe To Theek Hai

Page 17: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

NIKAH Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 14

WALIMAH

❖ Laghwi Mayne- Kisi Shay Ka Mukammil Hona Aur Uska Jamaa Hona

❖ Shadi Ke Mauqe Par Khana Khilane Ko Walima Kehte Hai

❖ Istelahi Mayne- Mard Ki Taraf Se Shadi Ke Mauke Par Khana Khilana, Walima

Kaha Jata Hai

❖ Walima – Sunnat Hai

❖ Hadeeth : Walima Karo Chahe Ek Bakri Ho

❖ Walime Ka Fixed Time Nahi Hai, Aqde Nikah Ke Baad Kabhi Bhi Kiya Jaa Sakta

Hai

❖ Gosht Ke Bina Bhi Walima Kiya Jaa Sakta Hai

❖ Walime Me Yaa Shadi Ke Kisi Bhi Function Me Israaf Mana Hai

WALIMAH KI DAWAT KO QUBOOL KARNE KE SHARAIT

❖ Pehle Din Ka Walima Accept Karna Sunnat Hai

❖ Dawat Dene Wala Musalman Ho

❖ Dawat Dene Wala Allah Ka Nafarman Naa Ho

❖ Koi Ghair Sharayi Kaam Taqreeb Me Naa Ho

❖ Invitation Personal Hoto Attend Karna Wajib Hai

❖ Musical Instruments Me Daff Allowed Hai

❖ Walima Nikah Ka Elaan Hai Jo Sunnat Hai

Page 18: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

NIKAH Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 15

SOME IMPORTANT POINTS

❖ Hadeeth – Tumme Se Behtar Wo Hai Jo Apne Ahl Wa Ayaal Ke Haq Me Behtar Ho

❖ Aurat Shohar Ke Bistar Se Door Rehkar Raat Guzaarti Hai To Farishte Laanat Karte

Hai

❖ Aurto Se Husne Sulook Ka Hukm Diya Gaya Hai

❖ Agar Koi Napasand Hai Tab Bi Uski Achayiyo Par Nazar Honi Chahiye .An Nisa 19

❖ Nikah Ke Baad Aurat Apne Khawind Ke Ghar Me Rahegi Illa Ye Ke Contract Me Ho

❖ Haiz Aur Nifas Ke Dawran Jamaa Mana Hai

❖ Shohar, Biwi Ka Qawwam Hai, Deendari Me, Naan Wa Nafqe Me, Aur Baaki

Zimmedariyo Me

❖ Biwi Ke Sexual Desires Ko Poora Karna Bhi Mard Par Farz Hai. Uski Ijazat Ke

Baghair 4 Mahine Se Zyada Door Nahi Reh Sakta Hai

❖ Miya Biwi Apne Private Matters Doosro Se Discuss Na Kare

❖ Ghar Se Bahar Jaane Ke Liye Biwi Ko Shohar Ki Ijazat Ki Zaroorat Hai

❖ Maa Baap Se Door Rehne Ke Liye Kehna Shohar Ke Liye Durust Nahi

❖ Job Karne Se Shohar Biwi Ko Rok Sakta Hai

❖ Pehle Khawind Ke Bache Ko Doodh Pilane Se Shohar Rok Sakta Hai

❖ Ek Biwi Ki Baari Ke Din Wo Doosri Biwi Ko Visit Kar Sakta Hai

Page 19: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

NIKAH Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 16

BIWI KI FINANCIAL RESPONSIBILITY SHOHAR PAR KAB NAHI

HOGI?

❖ Biwi Ka Apne Khud Ke Kaam Ke Liye Safar Karna

❖ Agar Shohar Usko Apne Saath Lekar Jana Chahe Lekin Wo Razi Nahi Hai

❖ Physical Intimacy Se Inkar

❖ Biwi Agar Chahe To Apni Raat Ki Bari Kisi Aur Ko De Sakti Hai

❖ Aurat Apni Marzi Se Apni Raatein Aur Naan Wa Nafqe Par Compromise Kar Sakti

Hai

❖ Ek Mard Ki Kuwari Ladki Se Shadi Ho To Pehle 7 Raat Wo Uske Saath Guzarega,

Baad Me Bariya Hogi

Kuwari Nahi Hai To 4 Raat, Phir Baari

Nisa Ayah 34 –

وٱلت تافون نشوزهن فعظوهن وٱهجروهن ف ٱلمضاجع وٱضبوهن فإن ا كن علي اا كبيا طعنكم فل تبغوا عليهن سبيل إن ٱلل

٣٤أ

Aur Jin Aurto Ki Nafarmani Aur Baddamaaghi Ka Tumhe Darr Hai, To Unhe Naseehat

Karo, Aur Bistar Me Alag Kardo Aur Unhe Halki Saza Do

Nisa Ayah 35

إن يريدا هلها

ن أ ا م هلهۦ وحكما

ن أ ا م حكما إون خفتم شقاق بينهما فٱبعثوا

بي ق ٱلل ا يوف إصلحا ا نهما إن ٱلل ٣٥ كن عليما خبياAgar Tumhe Miya Biwi Ke Aapas Ke Anban Ka Qauf Hai To Ek Munsif Mard Ke Ghar

Se , Aur Ek Munsif Aurat Ke Ghar Se Muqarrar Karo, Agar Ye Dono Sulah Karna

Chahe To Allah Dono Me Milaap Karadega

Page 20: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

TALAQ Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 17

Talaq ➢ Hadeeth- Iblees Ka Takht Pani Par Hai , Wo Waha Se Apna Lashkar Bhejta

Hai.Iblees Ko Sabse Zyada Mehboob Wo Shaytaan Hota Hai, Jo Sabse Bada Fitna

Barpaa Kare.Ek Kehtaa Hai Maine Fulaa Fulaa Kaarnaama Kiya, To Iblees Kehta

Hai Ki Toone Kuch Nahi Kiya,Phir Doosra Shaytan Aata Hai Aur Kehta Hai Ki “Mai

Fulaa Miya Biwi Ke Peeche Pada Raha, Hatta Ke Dono Me Alahdi Karwa Di. Iblees

Usko Apne Takht Par Bitha Leta Hai Aur Kehta Hai Toone Khoob Kiya

➢ Hadeeth- Wo Shaqs Ham Me Se Nahi Jo Kisi Aurat Ko Uske Shohar Ke Qilaaf

Bhadkaye.

➢ Hadeeth- Allah Ke Nazdeek Ye Bahut Bada Gunaah Hai Ki Ek Admi Kisi Aurat Se

Shadi Kare Aur Phir Jab Apni Zaroorat Poori Karle To Use Talaaq De De, Aur Phir

Mehar Bhi Naa De.

➢ Hadeeth- Bila Wajah Khula Mangne Wali Aurat Munafiq Hai / Uspar Jannat Ki

Khushboo Haram Hai

TALAQ KE BAARE ME HUKM

• Mubah- Aurat Ke Akhlaaq Theek Na Ho

• Makrooh- Halat Durust Ho

• Mustahab- Aurat Ko Nuksan Ho

• Wajib- Aurat Deeni Aitabar Se Kamzor Hai

Page 21: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

TALAQ Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 18

TALAQ KA HAQ SHOHAR KO HAI

• Hadeeth –Talaq Wahi De Jisne Aurat Se Nikah Kiya

• Al Baqarah 229 -To Rok Lo Unko Bhale Tareeke Se Ya Ruksat Kardo Saath

Ihsan Ke

• Talaq Ka Haq Shohar Ko Hai

• Ghair Aqil Ki Di Hui Talaq Nahi Hoti

• Dara Dhamka Kar Talaq Liya Jaye To Nahi Hota

• Talaq Wajib Ho Jaye Aur Shohar Dene Razi Nahi Hai To Jabran Dilwaya Jaa

Sakta Hai

• Mazaq Aur Gusse Me Bhi Talaaq Ho Jayega

TALAQ KE TYPES- MASNOON AUR GHAIR MASNOON

❖ Masnoon

❖ Ghair Masnoon

Page 22: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

TALAQ Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 19

TALAQ KE ALFAZ

❖ Direct Words Hai To Talaq Ho Jayega

❖ Indirect Words Hai Aur Usme Neeyat Hai To Ho Jayega

❖ Written Me Hai Aur Usme Intention Hai To Ho Jayega

❖ Alfaaz

✓ Shohar Ko Khud Bolna Hai

✓ Shohar Ne Koi Wakeel Mukarrar Kiya To Uske Zariye Bola Jaa Sakta Hai

✓ Written Me Bhi Bheja Jaa Sakta Hai

❖ Dil Me Neeyat Hai Lekin Alfaz Se Ya Likh Kar Nahi Kaha Gaya To Talaq Nahi

Hogaa

❖ Goonge Ka Talaq Gesture Se Hoga (Bina Kahe)

❖ Mard Ghulam Hai To Doosri Talaq, Talaqe Bayin Hoga

❖ Talaq Ke Saath Koi Shart Jodi Jaye To Jaise Hi Wo Shart Ho Jati Hai Talaq Ho

Jayega

AURAT KE KAAM KARNE KE SHARAYT

❖ Aurat Ki Fitrat Ke Mutabikh Ho

❖ Parde Ke Hudood Me Ho

❖ Ghair Mahram Ke Saath Safar Na Ho

❖ Ghair Sharayi Conditions Naa Ho

❖ Ghar Ki Zimmedariyo Ke Beech Naa Aye

❖ Shohar Ki Ijazat Ho

Page 23: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

TALAQ Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 20

TALAQ KE WUJUHAAT PAR EK NAZAR

❖ Concept Of Working Women

❖ Exposure To The World

❖ Love Marriages

❖ Exposure To Men

❖ Media

❖ Lack Of Islamic Upbringing

❖ Lack Of Islamic Knowledge

❖ Lack Of Taqwa

❖ Not Accepting Men As Qawwaam

❖ Not Knowing The Hudood Of Haram And Halal

❖ Stubborn Parents

Page 24: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

TALAQ Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 21

RUJU

❖ Azad Mard Ko 3 Talaq Se Pehle Aur Ghulam Ko 2 Se Pehle Ruju Ka Haq Hai

❖ Rukhsati Se Pehle Talaq Ho To Shohar Ko Ruju Ka Haq Nahi

❖ Khula Me Shohar Ko Ruju Ka Haq Nahi

❖ Ruju Iddat Ke Andar Ho

❖ Iddat Guzar Jaye Aur Ruju Karna Chaho To Naya Nikah, Naye Mehar, Wali Ki

Razamandi Aur 2 Gawwah Ke Saath Hoga

❖ Ruju Ke Saath Koi Shart Nahi Rakhi Jaa Sakti Hai

❖ Ruju Ke Liye Koi Khaas Kalimaat Nahi

❖ Baaz Ulama Ke Nazdeek Ruju Ke Waqt Gawaah Rakhna Wajib Hai

❖ Talaqe Raji Ki Iddat Aurat Shohar Ke Ghar Guzaregi

❖ Ruju Ke Baad Bhi Talaq Qayam Rahega

❖ 3 Talaaq Ke Baad Shart Hai Us Aurat Ka Nikah Doosre Admi Se

Page 25: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

TALAQ Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 22

KHULA

❖ Laghwi Mayne- Alag Karna, Utar Dena

❖ Iska Haq Aurat Ko Hai Agar Shohar Napsand Ho To

❖ Shohar Ko Chahiye Ki Iske Liye Razi Ho Jaye

❖ Bina Wajah Khula Mangne Wali Aurat Par Jannat Ki Khushboo Haram Hai

❖ Shohar Pareshan Karne Ke Liye Talaq Nahi Deta Hai Taake Khula Ke Zariye

Maal Mile, To Aisa Jayaz Nahi Aur Maal Ka Haqdaar Nahi

❖ Shohar Biwi Se Pyar Karta Hai Aur Rishta Qatam Nahi Karna Chahta Ho

❖ Compensation Kuch Hissa Hoga, Jo Usne Diya, Poora Maal Nahi Hoga

❖ Khula Ki Iddat 1 Haiz Hogi

❖ Khula Ke Baad Usi Shohar Se Nikah Naye Mehar Ke Saath Kiya Jaa Sakta Hai

❖ Shohar Talaq Ke Liye Razi Na Ho To Fasq Hoga

❖ Bina Compensation Ke Shohar Chahe To Biwi Ko Reha Karsakta Hai

❖ Jaise Hi Khula Hua, Nikah Qatam Ho Jata Hai

❖ Khula Menses Me Bhi Diya Jaa Sakta Hai

❖ Khula Ki Iddat Shohar Ke Ghar Par Nahi Hogi

❖ Words Me Khula Hogi Like Talaq

❖ Talaq Ki Iddat Me Bhi Khula Manga Jaa Sakta Hai

❖ Khula Talaq Nahi

Page 26: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

TALAQ Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 23

EELA

Laghwi Mayne – Qasam Uthana

Sharayi Mayne- Koi Shohar Qasam Utha Le Ke Jo Apni Biwi Se Mujame’at Nahi

Karega

Eela Kab Valid Hoga?

❖ Sexually Capable Mard

❖ Qasam Allah Ki Ho

❖ Normal Sex Ki Qasam Ho

❖ 4 Mahine Se Zyada Ki Baat Ho

❖ Biwi Intercourse Ke Liye Fit Ho

❖ 4 Mahine Ki Mohlat Di Jayegi

❖ Qasam Ka Kaffara Dena Hoga ( 10 Miskeeno Ko Khana, 10 Ko Kapde, 3 Din Ke

Roze)

❖ 4 Mahine Se Zyada Shohar Apni Biwi Ki Ijazat Ke Bina Usse Door Nahi Reh Sakta

Hai

❖ If Sexual Defect Hai To Eela Nahi Hoga. Isme Biwi Ko Haq Hai

✓ Wo Compromise Kare

✓ Khula Maange

❖ 4 Mahine Se Zayad Ki Qasam Ho Tab Bhi Faisla 4 Mahine Me Karna Hai

❖ Eela Se Talaq Nahi Hogi, 4 Mahine Me Faisla Hoga

❖ Agar Koi Qasam Naa Khaye Lekin Biwi Se Door Rahe Tab Bhi Same Ruling Hogi

Page 27: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

TALAQ Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 24

ZIHAAR

Zihaar - Mard Ka Apni Biwi Se Kehna Ke Wo Uski Maa Ki Tarah Hai

Kaffarah

o Ek Ghulam Azaad Karna

o 2 Mahine Roze

o 60 Miskeeno Ko Khana

LI’AAN

Li’aan - Ye Tab Hota Jab Shohar Biwi Par Zina Ka Ilzaam Lagaye , Yaa Uske Bache Ko Apna Hone Se Inkaar Kare ❖ Begunaah Aurat Par Ilzaam Lagana Haram Hai..An Noor 4,5

❖ Jo Ilzam Lagaye Aur 4 Gawah Naa Pesh Kare Usko 80 Kode Honge

❖ Biwi Par Shohar Ilzam Lagaye Aur Gawah Naa Laa Paye To Li’aan Hoga

❖ Li’aan Ke Baad Shohar Par Qazaf Nahi Hoga

❖ Dono Hamesha Ke Liye Haram Ho Jate Hai

❖ Bache Ko Us Mard Ka Naam Nahi Diya Jayega

❖ Ilzamke Baad Mard Li’aan Se Inkar Kare To 80 Kode

❖ Mard Ki Taraf Se Li’aan Ke Baad Aurat Inkar Kare To Hadd Jari Hogi

❖ Shohar Par Zina Ke Ilzam Ke Liye Li’aan Nahi Hogi

❖ Nasab Ka Sabit Hona

❖ Minimum – 6 Months

❖ Maximum – 4 Years

❖ Hadeeth- Bacha Uska Hai Jiska Bistar Hai

❖ God Ki Aulaad Ko Naam Nahi Diya Jaa Sakta Hai

Page 28: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

TALAQ Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 25

IDDAH

❖ Pregnant--- Till Delivery

❖ Bewa-4 Mahine 10 Din

❖ Talaqiyafta- 3 Haiz

❖ Jisko Haiz Nahi Aata- 3mahine

❖ Vidayi Se Pehle- No Iddah

❖ Miscarriage- Before 80 Days (No Human Features)—3 More Menstrual Cyles

❖ Ghulam Ke Liye Aadhi Iddat

❖ Bewa Ki Iddat Uske Shohar Ke Ghar Me Hogi, Agar Koi Reason Se Kahi Aur Move

Hona Ho To Ho Sakte Hai, Banaw Sringar Nahi Karegi

❖ Kisi Aurat Ko Haiz Ki Umr Hai Lekin Ruk Gaye To 9 Months + 3 Months Iddat Hogi

❖ Kisi Wajah Se Haiz Ruk Jaaye Tab Bhi Haiz Aane Par Hi Iddat Hogi

❖ Istihazah Wali Aurat-Pattern, Colour Or 3 Months

❖ Iddat Me Aurat Ko Propose Nahi Kiya Jaa Sakta Hai

❖ Kisi Ka Shohar Laapata Ho To Qaazi Uska Period Fix Karega, Us Period Ke Baad

Iddat Hogi

Page 29: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

TALAQ Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 26

CUSTODY OF THE CHILDREN-

❖ Bache Ko Nuksaan De Umoor Se Bachane Aur Uski Jismani Aur Roohani

Maslehato Aur Fawayad Ka Lihaz Karte Huye Parvarish Aur Tarbiyat Karna

❖ Sabse Pehle Haqdaar Maa Hai, Shart Wo Doosra Nikah Naa Kare

❖ 7 Saal Ke Baad Bache Ko Choice Di Jayegi

Order Of Custody

❖ Maa

❖ Nani

❖ Baap

❖ Daadi

❖ Dada

❖ Maa Ki Naai, Baap Ki Nani

❖ Behan

❖ Khala./Phupi

❖ Ladki Ki Kafalat Mehram Lega

❖ Kafalat Ka Haq Ghulam, Fasiq, Kafir, Aur Aurat Jiska Nikah Ajnabi Se Ho Nahi

Hoga

Page 30: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

TALAQ Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel

www.livequraneverymoment.org Page | 27

BIWI KA KHARCH MARD PAR

Hadeeth – Tum Par Lazim Hai Ke Apni Biwiyo Ko Naan Wa Nafqa Aur Libas Jo

Munasib Ho Muhiya Kare

❖ Biwi Nikah Me Ho

❖ Talaqe Raji Ki Iddat

❖ Pregnant

❖ Bewa

Page 31: FIQH...Nikah Aur Talaq Ke Ehkamat Aur Masayel - INDEX FIQH TAHARAH AND SALAH NOTES These Notes Are Prepared Considering The Students Who Will Be Attending The Classes . These Notes

DARUL ARQAM ONLINE ACADEMY is an Educational & Welfare Association.We Offer Online Certified Courses In Simple Urdu. All matter regarding courses is available in Roman English . We Have Word to Word Quran Translation too in Roman English.

These Are The Courses & Worshops Offered By Darul Arqam:

❑ Diploma In Taleem Ul Quran❖ Translation & Tafseer Of Quran❑ Diploma In Fiqh❖ Taharat Aur Namaz Ke Ehkamaat

Aur Masayel❖ Roza, Zakaat Aur Hajj Ke Ehkamaat

Aur Masayel❖ Qareedo Farokht Ke Ehkamaat Aur

Masayel❖ Viraasat Ke Ehkamaat Aur Masayel❖ Hudood Ke Ehkamaat Aur Masayel❖ Qisaas Ke Ehkamaat Aur Masayel

DIPLOMA COURSES

❖ Akhlaaq – Manners of A Muslim❖ Azkaar – Salah ❖ Dawraye Quran ❖ Ek Muslimah Ki Mohabbat❖ Hifz Course❖ Introduction To Quran ❖ Qisas Ul Ambiya❖ Quran Recitation Classes❖ Ruqya Course❖ Seeratun Nabi ❖ Tajweed Course

CERTIFICATE COURSES

❖ Entertainment In Islam❖ How Can I Be Happy❖ Huqooq Al Ibaad❖ Welcoming Manhood❖ Welcoming Womanhood

& Much More

OTHER WORKSHOPS

For More Details Contact us: +919705106472 (message only)[email protected]

www.livequraneverymoment.org

Darul Arqam

Darul Arqam Online