1
koi manzil nahi jachati safar accha nai lagta agar ghar laut bhi aau to ghar accha nahi lagta karu kuch bhi me ab duniya ko sab accha hi lagta hai mujhe kuch bhi tumhare bin magar accha nahi lagta ~0~ koi kab tak mahaj soche, koi kab tak mahaj gaaye ilahi kya ye mumkin hai k kuch aisa bhi ho jaye. mera mehtaab uski raat ke aagosh me pighale. me uski neend me jaagu wo mujhme ghul ke so jaye. ~0~ Tumhi pe marta hai ye dil adawat kyo nahi karta kai janmo se bandi hai bagawat kyo nahi karta.. kabhi tumse thi jo wo hi shikayat he jamane se meri taarif karta hai mohabbat kyo nahi karta.. ~0~ hame behosh kar saaki, pila b kuch nahi hamko. karam bhi kuch nahi hamko, sila bhi kuch nahi hamko. mohabbat ne dia he sab, mohabbat ne liya he sab mila kuch b nahi hamko, gila bhi kuch nahi hamko.

Koi Manzil Nahi Jachati Safar Accha Nai Lagta

Embed Size (px)

DESCRIPTION

poetry

Citation preview

Page 1: Koi Manzil Nahi Jachati Safar Accha Nai Lagta

koi manzil nahi jachati safar accha nai lagtaagar ghar laut bhi aau to ghar accha nahi lagtakaru kuch bhi me ab duniya ko sab accha hi lagta haimujhe kuch bhi tumhare bin magar accha nahi lagta~0~koi kab tak mahaj soche, koi kab tak mahaj gaayeilahi kya ye mumkin hai k kuch aisa bhi ho jaye.mera mehtaab uski raat ke aagosh me pighale.me uski neend me jaagu wo mujhme ghul ke so jaye.~0~Tumhi pe marta hai ye dil adawat kyo nahi kartakai janmo se bandi hai bagawat kyo nahi karta..kabhi tumse thi jo wo hi shikayat he jamane semeri taarif karta hai mohabbat kyo nahi karta..~0~hame behosh kar saaki, pila b kuch nahi hamko.karam bhi kuch nahi hamko, sila bhi kuch nahi hamko.mohabbat ne dia he sab, mohabbat ne liya he sabmila kuch b nahi hamko, gila bhi kuch nahi hamko.