Wataniyat (Patriotism) In The Eyes Of Allama Iqbal

Embed Size (px)

Citation preview

  • 7/31/2019 Wataniyat (Patriotism) In The Eyes Of Allama Iqbal

    1/4

    iqbalurdu.blogspot.com http://iqbalurdu.blogspot.com/2011/04/bang-e-dra-102-wataniyat.htm

    (Bang-e-Dra-102) Wataniyat ( ) Patriotism

    Wataniat(Yani Watan Bahesiat Aik Siasi Tasawwur Ke)

    PATRIOTISM(As a Political Concept)

    Iss Dour Mein Mai Aur Hai, Jaam Aur Hai Jam Aur

    Saqi Ne Bina Ki Rawish-e-Lutf-o-Sitam Aur

    In this age the wine, the cup, even Jam is differentThe cupbearer started different ways of grace and tyranny

    Muslim Ne Bhi Tameer Kiya Apna Haram AurTehzeeb Ke Azar Ne Tarshawaye Sanam Aur

    The Muslim also constructed a different harem of his ownThe Azar of civilization made different idols of his own

    http://iqbalurdu.blogspot.com/2011/04/bang-e-dra-102-wataniyat.html
  • 7/31/2019 Wataniyat (Patriotism) In The Eyes Of Allama Iqbal

    2/4

    In Taza Khudaon Mein Bara Sub Se Watan HaiJo Pairhan Iss Ka Hai, Woh Mazhab Ka Kafan Hai

    Country, is the biggest among these new gods!What is its shirt is the shroud of Deen (Religion)

    Ye But Ke Tarashida-e-Tehzeeb-e-Nawi HaiGharatgar-e-Kashana-e-Deen-e-Nabwi Hai

    This idol which is the product of the new civilizationIs the plunderer of the structure of the Holy Prophets Deen (Religion)

    Bazu Tera Touheed Ki Quwwat Se Qawi HaiIslam Tera Dais Hai, Tu Mustafavi Hai

    Your arm is enforced with the strength of the Divine UnityYou are the followers of Mustafa, your country is Islam

    Nazzara-e-Dairina Zamane Ko Dikha DeAe Mustafavi Khak Mein Iss Butt Ko Mila De!

    You should show the old panorama to the world

  • 7/31/2019 Wataniyat (Patriotism) In The Eyes Of Allama Iqbal

    3/4

    O Mustafaas follower! You should destroy this idol

    Ho Qaid-e-Maqami To Nateeja Hai Tabahi

    Reh Behar Mein Azad-e-Watan Soorat-e-Mahi

    The limitation to country results in destructionLive like the fish in the ocean free from country

    Hai Tark-e-Watan Sunnat-e-Mehboob (S.A.W.) -e-ElahiDe Tu Bhi Nabuwwat Ki Sadaqat Pe Gawahi

    Renouncing the country is the way of the Gods Beloved (PBUH)You should also testify to the Prophethoods Truth by similar action

    Guftar-e-Siasat Mein Watan Aur Hi Kuch HaiIrshad-e-Nabuwwat Mein Watan Aur Hi Kuch Hai

    In political parlance country is something differentIn Prophets command country is something different

    Aqwam-e-Jahan Mein Hai Raqabat To Issi SeTaskheer Hai Maqsood-e-Tajarat To Issi Se

    The antagonism among worlds nations is created by this aloneSubjugation as the goal of commerce is created by this alone

  • 7/31/2019 Wataniyat (Patriotism) In The Eyes Of Allama Iqbal

    4/4

    Khali Hai Sadaqat Se Siasat To Issi SeKamzor Ka Ghar Hota Hai Gharat To Issi Se

    Politics have become bereft of sincerity is by this aloneThe destruction of the home of the weak is by this alone

    Aqwam Mein Makhlooq-e-Khuda Batti Hai Iss SeQoumiat-e-Islam Ki Jar Katti Hai Iss Se

    Gods creation is unjustly divided among nations by itThe Islamic concept of nationality is uprooted by it